trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????
    assalamu alaikum umeed karta ap sb theek hngy aur acha kam kar rahe hngy...mera ajka sawal ye hai k trading karty hm kon c ghaalti karty hn asii ghaalti jo common hai sb karty hm joniors ho ya senior???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

    G han is me jo ham galti karty hy ye h6 ky agar ham is me acha kam kar ky achi mhenat kart6 hy to ham ko is me koi galti nh8 karni parti hy ham ko apni ko8 galti nh8 karni chaiue agar galti hojati hy to ham ko dobdra nh8 karni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

      Har esi mistake jes ki waja se kam kamyab nahi hoty aur loss ka samna be hamy hota hay es ko common mistakes hi kaha jata hay jo common mistakes hoti hey wo ye hay,

      1. Trading me greed karna
      2. Baghir reason key account balance se be zeyada ka risk
      3. Loss hony ki waja se emotional hona
      4. Market ko na samjny ki bawajood be risk lena
      • #4 Collapse

        Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

        mere khyal ke mutabik Jo common mistake hai aur sab log karte hain aur ham use bachana chahie hua hai analysis ke bagair trade lagana tu Hi chij bahut important hai hamen chahie ki Ham pahle analysis Karen market ko acchi tarah samjhe jab hamen uska acchi tarah pata chal jaaye phr Ham trade lagaen ya mere liye bahut jyada beneficial hai aur hamesha ko soch samajh ke kam karna hai
        • #5 Collapse

          Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

          Trading mein saheb ek hi mistake karte hain vah jaldbazi hai kyunki vah lalach mein a jaate Hain aur vah jyada paise kamane ke chakkar mein kam se bhi jaate Hain unko chahie k trading mein jaldbaji ki bajaye aaram se kaun aur Tamil se kam kiya jaaye a r k prophet hasil kar sake lekin agar vah tehmul se Kam nahin lete aur sabar ke sath vah last mein jaenge aur lash ki shakal mein unka account wash ho jaega
          • #6 Collapse

            Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

            dear is markeet main kaam kartay huway agar ham apnay aap pay kaboo rakhnay main kamyab hain to ham is markeet ko bhi smajhnay main kamyab hain jisk liye zaruri hay k ham is makret main kaam kartay huway is main kam say kam knowledge k sath kaam karian aur jitnaz ziada ho sakta hay ham is main lalch say bachain aur agar ham is main aisay kaam kartay hain to hamko har aik mistakes say bachnay ka saleeka mil skata hay aur sath sath ham is markeet main kaam kartay hauywa har kisam k lalach say bhi avoid kartay huway kaam akr skatay hain jisk liye ham is makreet main kaam akrtay hwuay mehnat kartay hain wahi sab kuch hamko aik achay atreekay say milna bhi mumkin ho skata hay aur agar ham yehs amjhtay huway is main kaam kartay hain k hamain har aik mistakes k bad koi bhi lose nai hoga to ham aisa karnay say aur bhi ziada mistakes kartay jatay hain jisak result hamko yeh milna hay k ham makret main lose pay lsoe kartay jayngay jiski hamain koi bhi samjh nai anewali hay aur agar ham is main kaam akrtay huway apnay aap pay control karnay main kamyab hain to ham hakeekat main is arkeet main bhi kamyab hain.
            • #7 Collapse

              Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

              Dear friends forex treading main sub say Common mistakes jo Mostly zyda tar log karty hain jass ki waja say un ko nuksan uthna phrta hain wo hain bgr sochy samjy treding krna jald bazi krna market ki upward or downward movement ko dakh kr treding kran jab k us ki pachy market ko analysis na karna us ki movement ki reason ka news ka pata na hona bgr sochy samjy treding open krna hi sub say bhri mistakes or sub say bhr nuksan hain.......
              • #8 Collapse

                Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                Assalamu Alaikum dear forex member ummid hai aap khairiyat se Honge friends trading mein jo Ham kamon Mistske Karte Hain Mere mind ke Mota baccha vah yah hai hai kya ham jaldbazi Karte Hain Hamen chahie kya Ham trading mein jaldbaji Na Karen Aise se Hamara apna hi loss hota hai agar aap jaldbaji Nahin Karenge to aapko profit Achcha a sakta hai aap koshish karen Aate Hain aap tradeco dekh kar market ko analyse karke hi trade ko close Kiya Karen aur jaldbazi na Kiya Karen
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                  dear ap ny bilkul sahi bat kahi hai main apki bat se agree krta hun forex trading main boht se ayse mistakes hain jo common hain or jis se traders ko loss hota hai un main common mistakes yahi hoti hain jin ki wja se hum apni trading main loss ko face karty hain baki forex main aghr hum apni trading main aghr loss hony waly factors ko ignor nahi karty tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning kar skty hain bar bar loss hony ki wajah bhi yahi comon mistakes hoti hain jo aksar trader kar jaty hain over trading main sub se zyda loss hota hai jin ki wjah se tarders k account bhi wash ho jaty hain jub k over trading se bachny k liye sub se best yah hai k aghr um apni trading ability ko bahter kar k karen or lalach na karen tu hum kbhi bhi over trading na karen over trading wohi karty hain tu aghr hum over trading ko avoide karen tu bhi hum loss se bach skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain
                  three facts aisy hain jiski waja sy zyada traders loss karte hain.

                  Pehla tou ye ky kisi bhi kism ka chance miss na hony dena or over trading karna taky profit zyada ho, aisy traders kabhi bhi market ko sahi sy nahi samaj pate or galat decisions ke wajah sy apna account washout kar walety. Aisy traders hamesha lot size bara karte lalach ke waja sy loss hony ky bawajood bhi. Warren buffet or Charlie Munger jaisy top ky investors bhi bar bar invest nahi karte or unki advice bhi yehi hy ky take wise decisions while investing and trading tou phir aksar traders kyo jaldbazi mein depression ko apna muqadar banate. Iska solution ye hy ky agar trader dusre traders ke baat py focus na kare or social media py aik sath bohat traders ko follow na kare or khud 1 ya 2 hafty market ko achi tarah observe karke opportunities dhondy tou yaqeenan successful trader ban sakta hy. Social media galat nahi hy lakin agar social media ko limited use kiya jaay tou trader ka mind confuse nahi hoga. Trader ko chahiye ky achi knowledge or experience gain kare or independent trading kare tou market ke tough time mein bhi acha benefit hasil kar paayga.
                  Dusri psychological mistake jo bohat sare traders karte hain loss hony ky baad ky wo market sy revenge lena chahte jo ky completely impossible hy kyo ky aik baat hamesha har trader ko yaad rakhni chahiye ky market hamesha lead karti hy or jitne bhi traders hain chahy experts hon ya newcomers sab followers hain or trader kabhi bhi market ko lead nahi kar sakta hy. Iska solution hy ky agar trader ko 2 trade mein continue loss howa hy tou wo break le or lot size ko small kare issy uska confidence bhi build up hoga or wise decision or achi strategy ky sath loss ko recover kar paayga. Trader ko hamesha chahiye ky emotional decision sy dur rahy or sabar karna seekhy kyo ky loss hona koi bara issue nahi hy loss or profit business ka hisa hy or jitny bhi experts hain loss ko apni energy mante kyo ky loss hona or usko recover karna success hasil karne mein first step hy.
                  Teesra psychological mistake un traders ke taraf sy promote ke gai hy jinho ny trading kabhi bhi seriously nahi le or wo trading ko gambling ky sath jorte hain. Gambling or trading mein bohat difference hy gambling ko shortcut kaha jaay ya tuukka tou galat nahi hoga jabke trading mein dedication, passion or sakht mehnat ke jati hy. Agar aik trader jisko trading ka kuch pata nahi or wo kamyab traders ky sath hoky trading kare tou trade kabhi bhi uska profitable nahi hoga kyo ky wo dusro py depend karta hy naky apni mehnat py aisy traders luck or lalach ke waja sy loss ko apna muqadar banaty hain jabky mehnat karne waly traders hamesha apni practice py bharosa karke profitable trade karte chahy wo unsy bhi achy experts ky sath hon ya newcomers ky sath. Iska solution yehi hy ky trader ko apny trading career ky start mein lazmi demo account mein practice karni chahiye or apni mistakes sy seekh ky unko recover karne ke koshish kare yehi kamyabi ka raaz hy.
                  Jo traders dil sy kamzoor or emotions ko zyada istemal karte tou unko trading sy dur rehna chahiye kyo ky trading beshak sabke liye hy lakin har koi trading nahi kar sakta kyo ky trading technical traders ka kam hy naky emotional ka or mere khayal mein agar ye three facts ko agar recover kiya jaay tou failure traders ka ratio kam or successful traders ka ratio increase hona start hojayega.

                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                    Assalamu Alaikum dear friend bahut acche Sawal kiya hai ki reading mein se kaun kaun se jo Sabhi current boyfriend Ek mistake Jo Sabhi Karte Hain Hua Hai market ko analyse Na Karna Uske pair ke bare mein analyse Na Karna Jis per portrait Laga Rahe hote hain aur dusron per depend karna jo Insan dusre par depend Karta Hai vah Khud Kabhi Kamyab Nahin ho sakta aur vah Khud to market Karnal ise Karta nahin hai isiliye use Sab Maloom Nahin Hota ki ya loss may close ho gaye profit Mein isiliye dusron per depend na Karen Khud market ka analyse Karke trade lagaen
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                      Salam dear memberschidiya aapane Amar satpute achcha review share kiya hai to aap ko pata hai ki trading mein a common mistake aaja sare members karte hain aur jiski wajah se wo kaam Kiya bhi nahin hote sabse pahle baat to Jo members trading mein lalach karte Hain vah kabhi bhi kam yad nahin hota agar unko ek profit de rahi hai to vah lalach mein aakar trade open kar dete Hain vah member kabhi kamyabi hasil nahin kar sakte isliye aapko kabhi bhi jaldbazi nahin karni chahie hamesha apni trade ka profit mein aane ka wait karna chahie uske bad hi aapko apne trade ko close karna chahie .
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                        Respected member forex mein aksariat traders ki jo loss hasil karti hy mein common mistake hy ky forex market ko properly nahi samajhne ka hy. Forex aik aisa platform hy jahan big earning karna possible hy lakin us level tak aane ky liye trader ko start sy he kafi tough time dena parta hy jo bohat kam traders karne mein kamyab hote hain. Lalach or jaldbazi us waqt apna role play karte hain jab trader emotional hota hy or zyada earn karne ka plan karta hy or agar aise traders ko daydreamer kaha jaye tou galat na hoga jo trade open karne sy pehle he bohat kuch soch lety hain lakin result negative aane ki sorat mein dil bardashta hoke trading he quit karte hain. Jitne bhi newcomers hain common mistake hy ky learning session ko ignore karna or small capital hone ky bawajood big lot size ky sath trade karna jo un professional hone ki clear nishani hy. Forex sab traders ko positive response karti hy tou trader ki responsibility hy ky similar act kare lakin negative react kareke na sirf trading career khatam karte hain balky normal life mein bhi impact ki waja sy mayoosi ka shikar rehte hain. Trader ko trading psychology ko sahi karne ki zarurat hy or lazmi aik trade ky baad break lena chahiye taky mind fresh or active rahy lakin kafi traders mentally disturb hone ki waja sy overtrading py focus karte hain or consistently loss face karte rehte hain. Market mein koi bhi trader perfect nahi hota hy chahe expert ho ya newcomer kyo ky sab followers hain or market hamesha lead karti hy jo normal condition mein move karti hy isliye trader ko market ky flow mein rehna chahiye jiski waja sy trader long term market mein stay kare or life time earning karna possible ho saky.
                        Last edited by ; 08-11-2020, 12:09 PM.
                        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                          Trading main log jo aksar ghulti krat y hain wo yeh k wo trade open krnay say phlay market ko analysis nhin krt hain or trade open or close krnay main jald bazi krty hain yehi wajuhat hain jin ki waja say log loss ka sanma krty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                            ji han aapane bahut hi acchi Man Ki hai Forex mein common mistake hua hai jo ham sab karte hain mujhe hoti hai ki ham apni post mein spelling mistake karte hain aur apni mistake ko ignore kar jaate Hain jisse hamari post mein so jati hai aur accept Nahin Hoti isliye sab members Hona chahie kya apni post ko quality wala banaya hai mehnat Karen aur dusri common mistake ji hai kya ham trading mein practice Nahin karte jaldbazi karte hain aur lalach karte hain jisse hamen loss hota hai isliye sab members ko chahie kawad am account powerful practice Karen taki acchi Tarah trading karna a jaega tab vah Apne rain account mein trading start karenge to achcha proper Lene mein kamyab ho sakte hain har kam mehnat ke sath aur acchi practice ke sath hota hai isliye apni information kaun carriage Karen aur achcha knowledge ke sath per Karen tab aap ko kamyabi milegi 👍
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein common mistakes kon c hai jo sb karty hn????

                              Trading me kuch mistakes hotii hai Jo bhtt common hotii hai Jo hum sb krty hai ..
                              Lalach krna
                              Jald baziii krna
                              Begair experience k hiii sb krna
                              Begair market ki analyse kiye or news ki check kiye begair trading krna
                              Begair planning k Kam krna or ziayada investment KR k

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X