RSI indicator ko kesy follow kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicator ko kesy follow kren
    Aslamoalaikm all forex members good morning.Forex ek risky business hy Puri dunya sy forex me business Kiya jata RSI Indicator ko kaisy follow krain:
    Wsy to RSI ki normal range 30 to 70 btai jati h lakin ye bat yad rhy k jb koi heavy trend chal rha hota h to RSI 5/7 sy ly kr 90 to bi chali jati h aur RSI ki line bar bar Thora up/down ho kr adjust hoti rehti h to es pr risk na lain k ABI 10 sy down h ya 80 plus h to lazmi price return ho gi. Q k akser return hoty hoty accounts wash ho jaty hn. So be careful.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicator ko kesy follow kren

    RSI ya Ratio Strength Index aik indicator hai jo forex trading market me hum technical analysis k leye istemal karte hen. RSI ka bohut zyada istemal hota hai forex trading analysis me aur is indicatores se hum forex trading ki analysis bohut zyada madad lete hen. RSI indicator ka forex trading analysis bohut had tak kamyab bhi hoti hai. Forex trading me hum jab mt4 ya mt5 apps ko open karte hen to chart pattern k nechae aik line gragh show ho raha hota hai. Wo line graph hamare leye RSI indicator hai. Forex trading me RSI indicator ki value to points k darmeyan de jati hai jese 30- 70 ka level deye gaye hen. Is me jab value 30 se nechay ya 70 se uper ko chali jati hai to pher value apni direction ko change karne ki koshash karte hen. Rsi bohut achha indicator hai jo free of cast available hai mt4 pe is waja se hamen is ka lazmi istemal karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: RSI indicator ko kesy follow kren

      Assalamu alaikum jabi Koi forex mein kam karta hai to usko a Rahi in aur si indicator car samajh honi chahie jab Koi a raha hai a RSI indicator ko follow karti hai tui se dada lagaya ja sakta hai kis ki range kya hai vaise to iski normal range 70 se 30 aur 30 ke darmiyaan hoti hai jab bhi Koi yah bhi news aati hai to usmein uski range badh jaati hai aur vah 5 SE 7 ke darmiyaan Ho jaati hai aur kabhi to 10 Tak bhi chali jaati hai to hamen chahie kya ham thoda sa dhyan se trading Kiya Karen
      • #4 Collapse

        Re: RSI indicator ko kesy follow kren

        Mery piyary bhai Rsi aik acha indicator hai jo hamen btata hai k market ki direction kis waqt change ho ge jb hm mt4 ya mt5 app ko us karty hain tu chart ky nechy Rsi ki valie di hoti hai jo k kafi valuable hoti hai es indicatots per ziada depwnd kiya jata hai or ye 90% percent market ki direction ko sahi btata hai jis ko follow karty hai trade le jati hai es mai 2 kisam ki balue di jati jo k 30-70 hoti hai jab market 30 sy nechy ya 70 ky opar jati hai tu woh apni dorwction ko change karna start kar deti hai phr us ky mutabiq trade le jati hai ....
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: RSI indicator ko kesy follow kren

          salam dears brothers
          boht achi thread hai RSI indicator k baray main waisay b indicator 100% trust signal daite q k hum ko usay chalana nai aaty us ki setting b karna sikhna hota hai sath main us par tajarbay b karnay hai jab sikh jay phir forex trading easy ho jaty hai yahan seb zubani baate ho rahay hai screenshot proof b nai share ho rahay jis se hum seb samjh sake zubani bato main study ka maza nai aata ab main plan tiyar kar raha ho rsi k baray main informaiton post karnay k liay bes Allah se dua hai wo kamyab kare

          اب آن لائن

          Working...
          X