Kamyab kon? Hard worker ya high earner

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    Kamyabi klye zaroori nhi k aap high earner hon na hi sirf ye zaroori k aap hard worker hon balky in dono ki apni apni ehmiat hy yani pehly aap hard working kr k tareeka seekho phir invest ker k earning kro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      Mery nazdeeq to forex trading main wohi kamyab hay jo keh hardwork karta hay kyun keh hard work say jab bhi hum kuch karty hay to usmain humay kamyabi milti hay aur forex trading aik aisi field hay keh esmain hum es trha acha profit gain kar sakty hay
      • #1878 Collapse

        yas sir mara khalal ma jo harad woraker ho ga wo he kamyab ho ga jada learan lana wala ko loss bahi ho saktha ha kawk oss ko experince nahi hoata or wo baghar knawlage ka apna pass invast kara data ha or loss hoata ha iss ka lia hama ko harad worak ka sath sath knawlage ka hona bahi zorari ha jo harad worak karana ga wo he acha learn hasal karana ga
        • #1879 Collapse

          forex main hard work aur experince per depend karta hain agar koi trader zayda earn kar raha hain aur hum kam earn kar rahe hain to ja us ka experince aur luck hain wo apne ache experince aur luck ki waja sa hum sa zayda profat gain kar raha hain
          • #1880 Collapse

            Pakistan forex forum trading my kamyab vo insan hy jo zada hord worker hy or bhot acha good luck vala hy
            • #1881 Collapse

              aik insan kamyab tab hi ho sakta ha jab wo hard worek karta ha aor aik hard worker hi high earning kar skta . jitna zayda ap hardwork karen gy utna zayda apka knowledge aor experience barhy ga so hard worker is successful.
              • #1882 Collapse

                Forex tarding aiik abhot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam karna ka paisa data ha
                • #1883 Collapse

                  mery khayal me hardworker he successful hota hy kiun k hardwork karny k bad he wo high earner bnta hy.agr hm apni trading hardwork or interest k sath karyn gy to iss me koi shaq nahi hmen acha profit achieve hoga or hmari earning increase hoge
                   
                  • #1884 Collapse

                    Bhai kamyab woh hota hai jo hardwork karta hai aur hardworkerhi hamesha high earner banta hai agar ham hardwork karenge to is se hamara experience barhega jis se ham trading mein kaafi profit earn kar saktay hain aur hardwork hamesha aapko kamyabi ki taraf le jata hai
                    • #1885 Collapse

                      My dear friends forex trading market main kamyab to high earner hi hote hain but wo high earner tab hi bante hain jab wo pehle hard worker hote hain. forex main high earning banne ke liye hard work karna hi parta ha.
                      • #1886 Collapse

                        Forex mein kamzabi aur achi earng hardwork aur mehnat se aati hy kiok hardwork aur mehnat se knowledge aur experience hasil hota hy js se ap achi earning kar sakty han agr ap ki earning kam hy tu ap ko aur experience aur knowledge ki zarorat hy aur is k liye mehnat ki zarorat hy
                        • #1887 Collapse

                          Forex trading market main har wo trader kamyab ha jo high earning kar raha ha chahe wo hard worker ho ya light worker. forex main hard work bhi bohat important ha. but strategies bohat important ha.
                          • #1888 Collapse

                            brother me is me kahon ga k ye ak changing business ha kuch b fix nahi ha yahan , na yahan profit ki limit to na hi loss ki ha so kuch log ak 2 bar acha prfit hassal kar lety han jab k unka koi hardwork zyda nahi hota but wo hmesha essa nahi kr sakty hmesha wohi is me forlife kamyab ha jo hardworking kar raha ho. harwokr kabi b zyay nahi jata hmara.
                             
                            • #1889 Collapse

                              forex me hardworking karny wala hi earning kar sakta hay without hardworking k kabi b earning mumken nahi hay es k ley mehnat bahot zarori hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                bro the answer is hardworker are aalways sucessful. not good earner who get profit with some shortcuts only for some time and they have to face a loss. while who do harwork nevr b fail here. so we should do hardwork instead of using shortcuts
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X