Kamyab kon? Hard worker ya high earner

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1516 Collapse

    men high earner wohi hota hai jis k pass zyada knowledge or expericne hota hai jis se wo market ko janta hai or trading ker k profit kamata hai is ley high earner hi good trader hota hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1517 Collapse

      Dear is business me kamayab aik hardworker ha kyun k jb hm is business me hardworking se kam karty hain tu zyada earning khud ba khud hi hasil karny lag jaty hain is liye hardworking is business k liye bht zarorii haa...
      • #1518 Collapse

        je ha bahi ap ke bate se ma agree karta ho ho hame cahye ke ha ma dosre trading ke trading se shike ke wo trading kist time or kase karta ha ye kafe acha trading ka systme ha
        • #1519 Collapse

          tarding main wohi kamyab hain jo bohat hi harworking say tarding karta hain osay hi atrding main bohat experance milta hian or profit bi
          • #1520 Collapse

            azmaany yahan ajaty hain kyun k achi learning ho gi to to use kaamyabi zarur milti hai chahe late he sahi is liye hard worker zayada kaamyab e achi earning b possible hai otherwise earning easy.........
            • #1521 Collapse

              forex trading main kamyabi k laye ap hard working aur practice ky zeroat hoty hain.forex trading main experience aur market news dono per nazer rakh na hogay. forex trading main zada earning k laye ap kabi kabi hard working karna party hain.jis ko forex trading experience aur knowldge hpga profit get hoga aur performance bather hogay.
              • #1522 Collapse

                Agar ap mehnat krty hen tu ap ko us ka phal zaror milta hy agar phr bhi aesa na ho rha ho tu kuch Galtian ho gi jo ap ko durst krni hon gi jald bazi men trading na kren aur greed sy avoid kren
                • #1523 Collapse

                  dear jab hard working karo gy tab hi to achi earning hogi, agr working hi na karo gy to faida kia hoga aapko
                  • #1524 Collapse

                    Is business me kamyab hardworker ha kyun k jb hm is business me hardworking se kam karty hain tu hm is business me kamayab ho jaty hain yun k hardworking se hmen khud hi is business me achi earning shoro ho jati haa...
                    • #1525 Collapse

                      is business main always wohi kamiyab hotey hain joi s business ko achi trha se learn kartey hain aur jo is main ziada se ziada hardwork kartey hain woh is main achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                         
                      • #1526 Collapse

                        mere khyal say hard worker ko agr experince hai or wo kaam kr rha hai to wo best hai lekin agr dekha jaye to high earner nay bhi hard work kya hai to high earner bna hai esay to nahi koee high earner ban jata so hard worker hee kamyab hai.
                        • #1527 Collapse

                          Is forex market main waisay to high earner hi kamyaab hota hai because forex trading hi earning karna ka lia hoti hai agar koi is sa zaida earn karta hai to wo waqai hi kamyaab hai par is kamyaabi ka peechay hard work zaror hota hai.
                          • #1528 Collapse

                            agr ap hardworker hen tab he ap successful hon gy agr koe ap sy zyada kma raha hei to apko chaye k us sy sekhen or un ko follow kren akhir kea wja hei k ap menat bhe krty hen or ap phr bhe pechy hen apko mehnat sy kam krna chaye or hmesha dosron sy sekhna chaye tab ap bhe succesfull ho jaen gy
                            • #1529 Collapse

                              forex mein ziyada kamiyaab wohi hotay hain ju es mein ziyada se ziyda earn karay kiyon k os k experience aur knowledge aur es ne forex mein hardworking be kafi ke hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1530 Collapse

                                hard work ka bawajood bhi agar koi successful nahi ha to zahir ha us ka experience kam ha ya sahi tarah samajh nahi saka is business ko. har waqat siraf reading hi nahi is ko har pahlo sa samajhna bhi zaroori ha. aur demo practice ma hi aisa ho sakta ha dosri bat demo aur real ma kuch spread ka faraq hota ha is lia bhi log samajh nahi sakta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X