Kamyab kon? Hard worker ya high earner

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    I think worker he kaamyab hai kyun k wo din raat ko ek kr k mehnat krta hai or mere khayaal se hard worker he kamyaab business man kehalaya ja skta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      kamyab to 2no he hty h but high earners zeada successful hty h qk bht s log hard work krty rhty h but unki earning phr b kum hti h or jolog kum mehnat krty h or soch smjh k kam krty h to woh he zeada kamyab hty h just hard work s kch nae hta or b bht si cheezo ki zrurt hti h successful hne k lye..
      • #1248 Collapse

        g dekhiye forex me sab se ziada heard work krne wala hi kamayab hota h q k heard work ki madad se hi hm apbna earning kr skty h or heard k zariye hm profit earn kr skty h agr hm trader ho kr b zida earn nahi kr paty h to yaqeenand wo hm se ziada kamyab hoga
        • #1249 Collapse

          meray khyal sy to jo hard work karta ha wo he es main kamyab h high earner to permanent high earner nai rah skta ha es main lekin jo es main hard work karta ha wo es main permanent kamyab rehta ha
          • #1250 Collapse

            mere khayal mai jo log zyada mehnati hain serf wahe log he kamyab hain forex trading mai, q k mehnat mai he apki kamyabi ha, jo log mehnati hain hamesha wahe kamyabi hasil karty hain
            • #1251 Collapse

              agr aaj kal ka mahool dekha jae tou high earner zyada successful h q k hardworkers zyada trr gareeb log b hote hai lekin wo log hig earner nahi hote ...agr baat hm forex ki kren tou dono tbkaay kamiyaab ha yahan :P
              • #1252 Collapse

                Dear bhai jan i think k agr app is man hard working karo to phir app definitely high earn bi karo gay to meray khayal sy is man successful hard worker han not high earner because phir hi ham is man working krsaky gay or earning gain krsaky gay otherwise ham kuch bi nai krskty.
                • #1253 Collapse

                  dear forex main kamyabi us ko milti hai jo forex main hard worker hota hai or jo hard worker nai hota us ka mere khayal se forex main ek time par luck ki kamyab hoti hai or har time banday ki luck nai chalti. .,.,.,.,
                  • #1254 Collapse

                    mary khayal sa agrr koi shakhs hard worker hay too wo earn bi zyda kary gaa ur is may hamesha agay hi jayee gaa
                    • #1255 Collapse

                      forex trading main kamybi ki koi gurantee nahi hi han agar ap hardworing se iss ki learning kerte ho to ap ko iss main acha response mil sakta hi iss lye proepr learning ke bagar kamybi nahi ho gi
                       
                      • #1256 Collapse

                        Hard work karney wale log hi ziyda kamyab hoty hain kyu k un k pass ziyda experince hota ha wo real account ma nai jaty hain balky sab se phly 4, 5 month experince hasil karty hain us k bad wo real account ma jaty hain or kam waqt ma ziyda money earn karty hain Thanks
                        • #1257 Collapse

                          jee han mare pyare bhai jase ke apne bhut acha sawla kiya hai forex trdaing business men kamyab to wo ho ga jo zyada hard working karen gaa kunke hum jitnee hard working karen ga humen utna zyada money earn karen gaa.
                          • #1258 Collapse

                            i think the high earning is not the possible without the hard working and the good knowledge ,so in my point of view the high but the constant earner is the more successful then the other ,that is why dear trade with the skills
                             
                            • #1259 Collapse

                              friend mery khyal mai forex trading business mai kamyab wo log hai jo kai forex trading mai ziyada time spend karta ho aor forex trading mai hard work karta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                dear hard work ker k bhy ap loss me ja rajy hane to is ki badi waja ap ka plan me koi kami hay wo stratogy jo dosar trader buna raha hay wo ap nai buna rahy kyn k trading kerny k liye plan ki bht zarort hoti hay or agr wo bhy perfect hay to zarori tor per ap ka experince learning us sy kum hay jo zaidad profit earn ker raha hay si is liye in 2 baton pe gor karein or in ko improcve karein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X