Kamyab kon? Hard worker ya high earner
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2386 Collapse

    Mere nazdeek hard work Karna chaie q hard working se insan har Jaga kamyab ho jata hy or tukky se Kam chalana thek nai hyvq k is tarah account wash hone Ka bhi khadsha rehta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2387 Collapse

      market main agr kam karna hay to is main humain hard work karna ho ga kun kay hard work karny say humain market main kam karna kafi sai ho sakta hay agr high risk main trad ko stat karty hain to kam karny main achi earning hasil ho sakti hay magr practice ki base say hi humain market main ana ho ga
      • #2388 Collapse

        hamain market main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur jitna is forex main earn karna hota hai is forex main utna hi hum sucess hon gay aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum earn karein gay
        • #2389 Collapse

          agar hum hard work karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay es business mani khoob time daina chahiey kyun keh time dai kar he learning achi ka rsakty hay aur esmain sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he hum esmain safe reh sakty hay ye sab say acha aur behtreen business hay
          • #2390 Collapse

            agar hum forex trading main hard work karen gay to es chakar main humari trading boaht achi ho sakti hay es business main theak say time dainay main he faida hota hay agar hum money management karty huway trading karnay main he faida hota hay sab say achi earning tab he ho sakti hay jab esmain mehnat karen gay
            • #2391 Collapse

              is main hard work karna ho ga is main agr success hasil karni hay to high earning hasil karny kay liye market main achy say kam karna ho ga low risk main trade karty hain to kam karna humary liye asan ho sakta hay magr kamyab wohi skah hota hay jo market main achi earning ko hasi karta hay
              • #2392 Collapse

                sucess hony k liye hard work karni ho gi tab hi hum acha earn karein gay aur market main jitna learn karna ho ga is main utna hi hum acha earn karein gay aur hamain is forex main planing kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil ho
                • #2393 Collapse

                  bhai hardwork bhot zaida zruri ha kue k aik na aik din insan apni mehnat apni lagan say kamiyab ho jata ha agar wo forex main kaam kar raha ha aur wo insan is main success nae ho paa rha tw zruri nae k wo kaam seekh nae sakty hardworking sy wo is main success paa sakta ha
                  • #2394 Collapse

                    agar hum forex trading main ziada earn karna chahty hay to eskay liey forex trading main experince bhi ziada hona chahiey kyun keh experince kay sath he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay sahi say es business main khoob time dai kar learning kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he hum safe reh sakty hay
                    • #2395 Collapse

                      market main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hard work kar k hi hum is main pahl mily ga aur hmain market main movemnet ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur profit hasil ho saky ga
                      • #2396 Collapse

                        kamyabi hasil kary kay liye humain is main agr success hasil karni hay to is ko understand karna ho ga trade ko learning karna b best ho satka hay humain agr success hasil karna hay to low risk main amrekt ko start karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay low risk main kam karna ho ga
                        • #2397 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                          Forex main apne bohat zyada hard work k baad bhi agar aap dosre traders se kam earn ker rahe hon to yaqinan aap nahi balkey wo traders zyada kamyab hain so aap ko un reasons ko identify kerna hoga k hard work k bawjood aap successful kyun nahi.
                          I think a hard worker Jyada successful working and trading day qk use other earning Karte Hain go hard worker Ki Baatein Hain Jo log hardworking nahi karte Woh Jyada ascetic trading Mein survive nahi kar sakte
                           
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #2398 Collapse

                            market main kam karna hay to is main hard work kar kay achy say ana ho ga is main success hasil karni hay to practice say kam karna ho ga is main high earning karni hay to market main high risk main kam karna ho ga jis say market main kafi risk hota hay acha profit b hasil ho kar sakty hain
                            • #2399 Collapse

                              G hardworking se ap buhat kuch kar sakte hain warming bhi is se hi hoti hai aur learning se hi ap ko kameyabi hoti hai demo beat way hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2400 Collapse

                                agar hum market main ziada earning karna chahty hay to es business main humay theak say focus karnay ki need hoti hay tab he hum market main achi earning kar kay acha kama sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say focus karnay main he faida hota hay es business main tab he hum esmain sae reh sakty hay
                                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X