Over Trading say avoid karna chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

    G4S member main aapke pass agri karta hun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

      Dear bro main ap ki bat se agree kerta hon over trading hamesha loss daity hy hum over trading us waqt kerty hn jub hum aggtmression main hoty hn aur saber ni kerty is tara hamara profit bh loss main chla jata hy ap jitny bh expert trader hn ap ko at a time ziada se ziada 2 trades hi open kerny chay
      • #18 Collapse

        Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

        G han sir is main over trading se avoid karna chahiye ta k is main hamain faida ho ske over trading hamesha loss ka sabab bnti hai is main main ap ko yahi kahon ga perfect planning kar k ak target bna kar trading karni chahye jab ap dekhen trend acha hai is main trade karin ager target achive ho jaye apni market ko close kar dena chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

          assalamu alaikum forex trading ek bahut hi risky business hai jaisa ki aap jante Hain ki hamen ek waqt mein ek ped lagani chahie agar Ham lalach mein aakar aur trading lagate Hain to Ham apna nuksan karte hain nuksan se bachne ke liye jaruri hai ki Ham ek din mein yah ek waqt main sirf ek trade lagaen usko close Karen uska profit withdrawal Karen uske bad second trade lagaen lekin agar hamen last aaya Ho to Ham use loss Kori cover karne ke bad mein jab next lagaenge to definitely usmein hamen achcha profit bhi mil jaega isiliye patient se kam Karen jaldbazi na Karen mehnat Karen jyada se jyada apne karm ke upar focus Karen Taki aapko kamyabi mile
          • #20 Collapse

            Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

            Assalamu alaikum dosto sabse pahle tum mein aap log ka shukriya Ada karna chahta hun aisa tofiq aap logon naya jis bahut se logon ko Kya fayda pahunch jaega bahut se log trading mein is tarah karte Hain ki koi dava trading karke jab vah kuchh kam aate Hain to hamen kuchh lalach se Ho jaati hai iski vajah se hua aur bhi treat karna chahte hain tu hamesha ki tarah tu insan soch samajh ke threading Kare jisse uska fayda hoga agar Ham soch samajh ke Na Karen aur ISI tarah Lage Rahe to hamen bahut se nuksan prasanna karna padta hai
            • #21 Collapse

              Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

              Ji han bilkul Hamen overtrading Nahin Karni chahie balke Jo Hamen trade Di Jaati Hai Main Vahi Karni chahie aur Achcha profit Hasil Karke kamyabi Hasil Karni chahie
              • #22 Collapse

                Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

                Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kahan hai Hamen overtrading bilkul Nahin Karni chahie Ja bahama forex market ke andar apni trade ko open Karte Hain To Hamen apni trade ko open karne ke foreign baad dusri trade open Nahin Karni chahie pal ke apni Ek trade ke result ko dekhna chahie aur Sabar karna chahie aur Intezar Karna chahie aur Hamesha regularly apni Ek trade se apne target ke profit ko Hasil karne ki koshish Karni chahie Agar Ham overtrading Karenge To Hamara account was ho sakta hai isliye Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie.
                • #23 Collapse

                  Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

                  Overtrading se avoid karna chahie overtrading se aap kabhi bhi fayda hasil nahin kar sakte na hi aapko profit hota hai aur trading se aap apne account ko unsafe karte hain aur apne account mein loss face karna padta hai isliye Soch samajhkar trade Karen aur trading se bacche
                  • #24 Collapse

                    Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

                    Ji bilkul hamen over trading se avoid karna chahie agar aap overtrading karenge to aap ismein bahut hi jyada nuksan uthaenge trading ke waqt hamen jaldbaji nahin karni chahie market ko acche se analyses karke jab aap ismein trade karenge to ismein success honge aur achcha prapt bhi Hasil kar sakte hain Trident ko sikhane ke liye demo account banaen aur use per jyada practice Karen jitni jyada aap practice karenge itna aapka is mein jyada experience hoga Tera aap ismein acchi trade karke achcha profit bhi Hasil karenge aur ismein sabse bhi ho jaenge
                    • #25 Collapse

                      Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

                      Ji han bilkul aapane theek hai Pakistan Forex trading Mein Hamen chahie Kyon word reading karne se avoid karna chahie Hamen planning ke sath aur practice ke sath Lagani chahie Is Tarah overfed lagaenge To isase Hamen loss ho sakta hai Hamen chahie kya messenger members ke sath contact Mere hi Unse Mathura Karke trade Lag Gai aur kisi acche signal Ka Intezar Karen Is Tarah Ibrahim acchi trade lagaenge tab bhi Ham Achcha profit Hasil kar Sakenge Hamen chahie ki Ham Hamesha Sambhal arts ka istemal Karen aur Soch samajhkar planning ke sath kam Kare real account mein kaam karne se pahle Hamen chahie ki Hamara Makan ko use karne cricketer kaun se Hamare experience badhta Hai Is Tarah Agar hamare pass Achcha experience Hoga Achcha knowledge hoga to Abhi Ham acchi trade Laga Sakenge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge isliye main mehnat ke sath kam karna chahie mehnat karne wala Insan Ek na Ek Din Jarur kamyabi hota hai agar Ham bhi mehnat Karenge aur work Karenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur aur accha profit gain kar Sakenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Over Trading say avoid karna chahiye.

                        market mein kabhi Bhi over trading na Karen jab aapki trade profit mein a jaaye to aap apne profit ko lekar market se nikal jaaye jab aap Lal aaj mein a jaate Hain aur ismein power trading karna shuru ho jaate Hain to aise aap apne account ko bhi khatm kar sakte hain agar aap daily basic per apna target complete karne ke bad market se out ho jaate Hain to yah aapke liye behtar hoga aur kabhi bhi ismein power trading na Karen joefox mein success hai for main vahi log Kamyab Hain Jo apne emotional per control karte hain aur kabhi bhi jaldbaji mein trading nahin karte yah ek behtarin earning wala business hai aur is mahinet se Hi kamyabi Ko mumkin banaya ja sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X