Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???
    mera aik mission hai k main app sab forum members ko VSA k oper train karoun our meri koshsh ye bhe hai k us barey main mujhey koi our dosts bhe mil jain jes say hum aik dosarey k sath volume spread analysis ka knowledge share karean gay to hum khud bhe siekhnay ka moka milay ga
    mera aj ka question ye hai k humery pass VSA main kafi sign of weekness our sign of strength hain main nay abhe app say wide spread down bar k barey main poucha hai jo 16 sign main say iak hai ager kisi ko knowledge hai to wo explain ker day nahe to kisi ko bhe nahe pata to pher main aik link share kernay lga hoon us ko check ker lain app ko us ka acha jawab mil jaey ga
    market main hum log successful hony k ley market ko ache tahra analysis karna zarori ha forex trading main kamyabi k ley humy proper learning or practice ki zarorat ha is main different candle chart or knowledge sy hum ache trading kar sakty han forex trading main both sy indicators bi use ho rehe han par wide spread down bar sy hum ziada behtar tariqa sy trading strategy bana sakty han or ache planning k sath ache earning kar sakty han trading karte hue aur Pompa posting karte hue achi posts Karen aur post ki quality ko Jarur Dekhen Kitni acchi Hamare post ki quality Hogi Hum itna hi jyada bonus Bana Sakenge post ki counter TK 717 posts ki quality ko Jarur dekhna chahiye is se Hamara bonus increase hota hai aur hum usse achi earning bhi kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
    mera aik mission hai k main app sab forum members ko VSA k oper train karoun our meri koshsh ye bhe hai k us barey main mujhey koi our dosts bhe mil jain jes say hum aik dosarey k sath volume spread analysis ka knowledge share karean gay to hum khud bhe siekhnay ka moka milay ga
    mera aj ka question ye hai k humery pass VSA main kafi sign of weekness our sign of strength hain main nay abhe app say wide spread down bar k barey main poucha hai jo 16 sign main say iak hai ager kisi ko knowledge hai to wo explain ker day nahe to kisi ko bhe nahe pata to pher main aik link share kernay lga hoon us ko check ker lain app ko us ka acha jawab mil jaey ga
    market main hum log successful hony k ley market ko ache tahra analysis karna zarori ha forex trading main kamyabi k ley humy proper learning or practice ki zarorat ha is main different candle chart or knowledge sy hum ache trading kar sakty han forex trading main both sy indicators bi use ho rehe han par wide spread down bar sy hum ziada behtar tariqa sy trading strategy bana sakty han or ache planning k sath ache earning kar sakty han trading karte hue aur Pompa posting karte hue achi posts Karen aur post ki quality ko Jarur Dekhen Kitni acchi Hamare post ki quality Hogi Hum itna hi jyada bonus Bana Sakenge post ki counter TK 717 posts ki quality ko Jarur dekhna chahiye is se Hamara bonus increase hota hai aur hum usse achi earning bhi kar sakte hain
    G dear ap market mai ager lagtar kam kartye hai tu ap kay kam mai asni ye ho jati hai kay ap es mai kafi sari aisye cheezain jis mai ap kam kar saktye hai tu ap es mai low spread ka ota karna atna mushkil kam nhi rhata hai ager ap marjet kay sath lagtar attach hai ap es mai news ko read out kar rhain ap market mai nazar rakhye howye hai tu ap ka kam es mai aik na aik time pay kafi asan ho jata hai tu ap market ki har aik jhalak ko pechan saktye hai aur ap es mai usi tarz ka acha kam kar kay kamyab bhi ho saktye hai tu ap nay ager acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market kay sath attach ho kay kam kiya karain ta kay bad mai bhi ap kay achye kam ki value ho aur ap ka kam ap kaliye sirf kamyabi laye kay ata hai aur ap es mai usi hisab kay sath kamyab bhi ho jatye hai tu kam ager acha karna hai tu market kay sath attachment kafi zaroori hai es kay bina ap ka kam kafi mushkil mai rhata hai tu ap nay acha kam kiya ja sakta hai aur ap es mai uai tarz say kamyab bhi ho jatye hai tu ap nay hamesha market mai acha kam karna hai tu ap market kay hisab say es mai apna kam karna start kar dain market auto pay he ap kaliye asan ban jati hai aur ap ka kam bhi asan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ban jati hai aur ap es mai acha kam kar saktye hai tu ap nay ager es mai kamyabbi hasil karni hai tu aik tu mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam kartye rhain aur ap es mai hamesha market kay sath chaltye hai tu ap ka kam asna bhi hai aur acha bhi hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

      Wide spread downbar move candle stick ya market ki continue downtrend main movement per agar ham market ko different time frames sy read kerty hain tou hamain yeh idea ho jata hai ky market continue downtrend main movement ker rehi hai agar ham small time frames main market ka chart read kerty hain tou market aesy time per kisi bhi direction main movement ko show ker rehi hoti hai koi candle uptrend main creat ho rehi hoti hai tou koi candle downtrend main tou hamain wahan per market ki reading main confusion ho jati hai ky market main real trend konsa chal raha hota hai jabky agar ham higher time frames main market ki movement ko read kerty hain tou hamain market main trend ka asani sy pata chal jata hai ky agar market main higher time frame main big body down bar candle creat ho rehi hai tou it's mean ky market main current trend downward hai tou hamain aesy time per jab market main big downbar candle show ho rehi ho tou sell main trade open ker leni chahiay ky hamain aesi open trade main acha profit hasil ho jata hai ky big downbar candle ko follow kerty huey market main jab ham trade open kerty hain tou aesy open trade main hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai hamain market main is terha sy trade open kerni chahiay ky ham market main successful trading ky liay higher time frames ka Sahara ly ker trade continue kerty hain tou hamain successful trading sy bahot achi earning bhi hasil ho jati hai jab market continuously downtrend main movement ker rehi hoti hai tou same time main ham sell main trade enter ker lety hain aur aesi trade main hamain continue kerty huey acha profit hasil hota rehta hai aur ham apny required target tak profit hasil hony per trade close ker lety hain
      • #4 Collapse

        Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

        wide spread down bar candle stick ya phir market mein continue down trend mein moment par agar hum market ko different time frames se samjhen tou humen is baat ka andaza ho jata hai k amrket continue down trend mein move ker rahi hai agar hum is mein small time frames mein market k charts par reading kerty hain tou market aisy time frame par kisi bhi moment ko show ker rahi hoti hai jahan market up trend mein ben rahi hoti hai is tarahan jab koi candle wahan par down ward mein hoti hai tou wahan confusion bhi create ho jati hai k market mein asal wala trend kon sa hai is tarhan agar hum market mein higher time frames ko sahi tarhan se samjhen tou humen pata chalta hai k market mein asal trend kon sa chal raha hai jab market mein down bar candle chal rahi ho tou is mein sell ki trade lagani chahiye
        market mein success hasil kerny k liye analysis bohat zeada zaroori hai aur isi tarhan he market mein candles k bary mein information gain kerna bhi utna he zaroori hai kuen k ye candles market mein pattern ko generate kerti hain jin se traders ko signal milta hai aur phir wo trade ko start kerta hai jab market mein down bar candle chal rahi ho tou is ka matlab ye hota hai k market mein jo current trend chal raha hai wo down trend hai agar hum is waqt mein sell ki trade lagayen gy tou humen is mein acha profit hasil ho sakta hai humen market mein is tarhan se trade ko open kerna chahiye k hum market mein successful trading kerny k liye higher time frames se support lein aur trade ko continue keren
        • #5 Collapse

          Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

          Chart me wide spread down bar ki identification key ley Volume spread analysis (VSA) kar sakty hey, Volume spread analysis ka maqsad ye hota hay key market strong hay ya weak hay, Volume spread analysis technical topic hey jes ko samjna traders key ley bahot zarori hay, VSA analysis chart me pin bar ki identification se be ho sakti hay,
          mazeed samjny key ley hamy proper VSA analyzing ki learning karna ho gi aur chart se ham Volume spread analysis ko asani se understand kar sakty hey.

          Volume Spread Analysis (VSA) mein har candle ya bar ki spread, volume aur close time analyse kiya jata ha. Aik volatile market mein spread high hota ha jab kay stable market mein spread usually kam hota ha, to stable market mein wide spread bar ko analyse karna easy ho jata ha. VSA kay 2 parts hotay hain, Strong candle or bars aur Weak candles ya bars. Strong candle ya bar mein, for example, aik down trend mein ye check kiya jata ha kay (uptrend start honay se pehlay) market mein supply ha ya nahi? Agar supply hogi, yo wo candle ya bar mazeed down jaye ga.

          wide spread down bar ko vas ki madad sy find kar sakty han is sy hum andaza laga sakty han is waqat market ki kya situation ha means is waqat market Strong ha ya week ha hum usi hessab sy phr ache trading karty han
          Forex market main hum log successful hony k ley market ko ache tahra analysis karna zarori ha forex trading main kamyabi k ley humy proper learning or practice ki zarorat ha is main different candle chart or knowledge sy hum ache trading kar sakty han forex trading main both sy indicators bi use ho rehe han par wide spread down bar sy hum ziada behtar tariqa sy trading strategy bana sakty han or ache planning k sath ache earning kar sakty han.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

            agar hum forex k charts mein wide spread down bar ko find kerna kerna chahty hain tou us k liye humen chahiye k hum is mein volume spread analysis ko use keren jis ko hum VSA bhi kehty hain is ko use kerny ka main purpose yahi hota hai k humen pata chal jata hai k market strong chal rahi hai ya phir weak is ko samjhna har trader k liye bohat zeada zaroori hota hai humen chahiye k hum is mein VSA ko achi tarhan se learn keren aur phir he is ko kisi bhi cheez k analysis k liye use keren volume spread analysis mein he har candle k volume , spread aur closing time ka analysis kiya jata hai agar hum wide spread down bar ki moment par agar hum market ko different time frames se samjhen tou humen pata chalta hai k market continue down trend mein move ker rahi hoti hai
            agar hum is mein small time frames ko use keren tou humen pata chalta hai k market in time frames par aisi moment ko show kerti hai jahan market up trend mein ben rahi hoti hai aur ye sab candles he hoti hain jo market mein pattern ko generate kerti hain jin se humen market mein signals milty hain aik volatile market mein spread high hota hai aur isi tarhan stable market mein spread usually kam hota hai is tarhan stabel market mein wide spread down bar analyze kerna zeada easy hota hai jab market mein down bar candle chal rahi hoti hai tou is ka matlab ye hota hai k market mein jo current trend chal raha hota hai wo down ward trend hota hai jis mein humen us time sell ki trade lagani chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

              dear forex me spread size currencies aur commodities alalg alag hoty hain or har broker k hisab se hmain spraed milty hain jub k kam spraed waly pair main trading karni chahye ayse risk kam se kam hota hai forex trading ka business boht he acha business hai jis main hum mahnat kar k kamyab ho skty hain forex main jitni mahnat se trading karengy otna he yah hmain acha profit dti hai or hmari achi earning hmain milti hai forex main ahr humara acha experience hai tu hum forex main bot acha kam kar skty hain or forex main successful trader ban skty hain spread jo hota hai wo broker ka commission hota hai jo wo ham se trading karwany ka leta hai aur ye spread har pair ka diffrent hota hai aur jin pairs ki movement zayada hoti hai jaisy gold bitcoin etc tu un ka spread zyada hota hai aur ye spread har har broker ka bhi different hota hai mean k instaforex ka aur hoga tu xm ka aur hoga aur octa forex ka aur hoga is liye dear aisa broker select karyn jis ka broker kam ho aur aisy pairs par trading ap safe kar sakty hain jin ka spread kam ho spread itni hi hoti hai jitni investment account main hoti hai lekin tamaam brokers ki spred diffrent hoti hai kuch ki zyaada hoti hai pr kuch ki kam hoti hai to humen chaahiye k broker jo bhi use karen us main khud mehnat karen or apni taraf se achay se achaaa kaam karnay ki koshish karni chaahiye humen taakay aaasani se kaam kar real account mein separate kabhi Kam hota hai lekin har broker ka separate size currency jiya commodities per different hota hai instaforex mein spread size bahut affordable hai aur ismein kam karne se aapko bahut achcha fayda ho sakta hai isliye aapas mein apna kaam counter nahin rakhna chahie aur acchi working karne ke liye hamesha mehnat lagan aur interest ke sath apna kaam hai jari rakhen aapko ismein kam karne ka achcha fayda ho sakta hai.
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                forex me spread ka taluq aik to ap k leverage se bhi ho sakta ha aur dosra broker se hota ha, is lye spread hamesha ap k broker decide karta ha, is lye different brokers different spread levels rakhtay hain, currencies, metal etc k lye,Jaisa k Instaforex broker aik behtreen world class broker ha jo apnay client ko sab se kam spread pe trading ki permission deta ha, jaisay Currencies pe bhi spread boaht thoda hota ha, gold ma bhi, is lye ap ko chaye k ap apnay doston ko instaforex hi join karwayain q k yeh apnay clients ko boaht sari facilities deta ha, real account spread kam hota hae to is liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam karne ke q ke spread agar kam hota hae to is main hamare trade bhe jalde se profit main a he jate hae to real accouint main he hamen kam karna cahiye take hum is main safe trading kar saken or is main hum kamyab bhe ho saken hum is main jitna ache tarah se kam karte hain hum is main utna he kam kar sakte hain or hum is main ache earning bhe hasil kar sakte hain to sab logon ko bas is main mehnat ke sath ache analysis ke sath ache trading kar saken hum is main jitna ache tarah se kam karte hain hum is main utna he zayada kamayab bhe ho he sakte hain bas sab ko cahiye ke is main ache trading karen aise pairs pe work kren jin pe spread kam ho q k ziada spread ki waja se hamara profit bhi zai ho jata hai aur jin pairs pe spread ziada hota hai in se hamen faida aur nuqsan bhi ziada milta hai q k ab agar aao gold ko dekho to aapko spread ziada mille ga lekin aapka gold pe profit aur loss bhi ziada hoga so main yahi kahun ga k hamen major pairs pe kaam krna chahiye diffrent spread hota ha aur hamyn chahye k agar hamara account balance kam ha tu ham us pair p trade lagayn jis ka spread kam ha 3 pip spread waly pair p trad lagayn gold aur btc ka spread bhtt zayada hota ha aur unki movment bhi fast hoti ha agar trade loss mein jaye tu chota account wash hony ka khatra hota ha Spread ki ahmiyyat bahut zeyada ho jati ha lehaza Trade open karney se pahley achi tarrah andaza kar len iss spread ko aap ka account bardasht kar sakta ha ya nahen wagarna aek to lot size bhi kam rakhen takeh spread aor lot size ke mutabiq aap ka account wash honey ke bajaey zeyada time market movement ka muqabla karrey jab tak trade proit men nahen aati
                • #9 Collapse

                  Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                  Assalamu Alaikum dear forex market Mein Ham Jab kam Karte Hain To Ham ismein Dekh Rahe Hote Hain Ki market Mein kam karne ke liye hamare pass Different techniques aur different methods Hote Hain Jinke mutabik Ham kam kar sakte hain dear forex market Mein white spread analysis Jab Ham find Karte Hain To ismein Ham dekhte hain ki widespread down bar analyses karne ke liye proper Ek course karna Hota Hai jismein Hamen BSA widespread analysis ke liye proper knowledge aur information Hasil Karni hoti hai abhi Ham Is Tarah Ke analysis market Mein kar sakte hain Auron se Ham fayda Hasil kar sakte hain.

                  Dear ismein aap different tarike se NLC kar sakte hain ismein Ham dekhte hain ki market Mein technical analysis Jab aap kah Rahe hote hain to aap market Mein different multi dimensional approach ko aap use kah Rahe hote hain aur isliye market Mein Apne analysis kar rahe hote hain dear aap ismein relationship between price spread aur range aur volume ko aap Dekh Rahe hote hain aur uske mutabik aap understand Karte Hain Ki market Mein next moment Kya Hogi Diya iske liye aapko proper study aur proper procedure ko follow karna Hota Hai.

                  Dear Ham dekhte hain VSA a course Ek bahut hi difficult course hota hai lekin usko Har trader ko samajhna kar chahie aur uske mutabik isko trading Karni chahie yah Ek bahut hi Jabardast trading technique hoti hai jisse aap market ka movement ka idea Laga sakte hain aur aap Aise fayda Hasil kar sakte hain Kyunki Ek Aisi strategy Hai Jis per aap working karte hain to aapko iska bahut jyada fayda hota hai aap is market Mein aasani Se Apna profit daily basis per and kar sakte hain aur yah expert Raider bahut jyada use karte hain iske liye aapko proper calculation ke sath kam karna hote hain aur aapko ismein acchi Tarah knowledge ke sath kam karna Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                    Ji dear market wide spread down bar chart per ban'ny wali candlestick hoti hay jis say hamain down trend ki confirmation aur proper indication milti hay. Q keh market kay trend ki indication hamain sirf aur sirf higher time frames main behter tor per milti hay.

                    How to identify wide spread down bar.
                    Jab ham short time frames ko daikhty hain to hamain yahan kai candle bars nazar ati hain jo overall aik down trend hony kay bawajood bhi kuch up bars show kar raha hota hay. Aisi surat main hamain is shorter time frames main trend ko samjhny main kafi mushkil paish ati hay aur hamain ye pata nai chal raha hota keh waqi main he down trend chal raha hay ya keh up trend hay. Is liye ham iski behter nishan dahi kay liye daily ya H4 time frame use karty hain jis say hamain trend ki aik he bar say bahut behter tor per trend ka pata chal jata hay. Youn hamain is main trend ko jan kar order place karny main asani hoti hay.

                    Main idea.
                    Expert traders and analysts ka yehi kehna aur man'na hay keh forex market main ager achi earning li ja sakti hay to woh sirf isi surat main mumkin hay jab trend ko follow kar kay iskay mutabiq order place kia jaye. Is liye chart per hamain jab tak technically examine kay through trend ka pata nai chal saky ga tab tak ham trend kay mutabiq order place nai kar sakain gay. Is liye ham higher time frame say behter tor per trend ko identify kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                      Wide spread down ki proper identification ke liye aap market Mein volume spread analysis ko complete kar sakte hain no doubt Jab aap market Mein volume spread analysis ko complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apni trading Mein maximum decision-making complete kar sakte hain agar aap apni marketing Mein volume spread analysis ko ignore Karte Hain To Aisi situation main aap market ko properly calculate nahin kar sakte aur iski judgements related decision making nahin kar sakte.

                      Forex trading me agar aap volume spread analysis ko completely learn karna chahte hain aur apni trading per reply karna chahte hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Forex trading main aapke liye different important activities ko Jari Rakhna bahut hi important ho sakta hai Forex trading Mein Jab of volume spread analysis ko completely learn kar lete hain apni trading per reply kar lete hain To Aisi situation main aap market Mein Perfect decision-making kar sakte hain aur uske sath sath Apne analysis ko complete Karke Forex trading Mein successful trader Ban sakte hain no doubt Forex trading mein jo member Apne analysis course complete karta hai usko Forex trading Mein success hone ke liye ek bahut hi Achcha platform available Hota Hai.

                      Forex trading me agar aap volume spread analysis ko completely learn karte hain aur isko carefully apni trading Mein decision-making ke liye istemal Karte Hain To aap apni account ki safety ko maintain kar sakte hain aur uske sath bahut hi important benefits aur profit Hasil kar sakte hain Forex trading Mein Apni trading co effective banane ke liye volume spread analysis bahut hi perfect platform hota hai jo aapki learning aur experience ki basis par hota hai no doubt Forex trading Mein volume spread analysis Hamesha expert trader hi Karte Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                        Forex trading ki market Mein traders aap apna kam chat karte hain to unhen market Mein maujud widespread down bar ke bare mein complete information hone chahie Kyon game yah market Mein trading karte waqt bahut jyada important hote hain aur traders Jab 8 writing start karte hain to unhen separate ki jarurat padati hai isliye unhen isko Jyada Se Jyada learn karna chahie

                        Market Mein traders Jab whide separed down bar ko select karte hain to use Waqt unhen sabse pahle market Mein ask aur bid price ke bare mein complete information Hasil karne chahie Jab unke pass aur ask or bid price ke bare mein acchi information Hogi tab bhi vah market Mein whide separed down bar ko acche tarike se pahchan Sakenge

                        Jab market Mein traders MT4 metatrader ko open karte hain to use Waqt use Mein different types A Kay pears maujud Hote Hain UN pere se Ko Jab aap acche tarike se study Karenge tab hi aap market Mein unhen pears ki bid price aur ask price ke bare mein complete information Hasil kar Sakenge Hamesha in currency pairs ki bid price Hamesha kam Hota Hai Jab ki ask price bahut jyada Hota Hai market Mein Jab vid aur uska price ke between Jo spase hota hai use pesh ko market Mein separed Kaha jata hai market Mein bid price aur price ke between per ko samajhna Tamam traders ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai market Mein is bid price aur ask price ke unit se ke jariya se hi separate ki pahchan ki Ja sakti hai Forex trading ki market Mein yah separate bahut jyada importance rakhte Hain traders ko Inko acche tarike se read karna chahie aur Market Mein maujud different types ke currency pairs ki bed aur ask price ko confirm karne ke bad hi vo in separed ko acche tarike se confirm kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                          assalamu Alaikum dear friend Forex trading main market ko hamen analysis karne ke liye uski pahchan Ka hona jaruri hai jab Ham iski pahchan rakhenge to hamen ismein behtarin profit Hasil hoga hamen ismein candle ki pahchan Ka hona jaruri hai jo Ham ismein vitran profit hasal kar sakte hain hamen is business mein acchi earning ke liye achcha kam karna chahie aur is mein kamyabi Hasil karne ke liye hamen iske analysis ko sikhana chahie Ham ismein kamyabi sirf apne acche analysis sahi hasal kar sakte hain Forex ko join Karen ismein mehnat Karen aur hard-working se iska achcha experience or knowledge Hasil Karen market ki pahchan Kaho na ek acche trader ke liye lazmi hai jo is business mein kamyabi ke liye apne aap ko behtarin profit deta hai forex ko jo join karne ke bad hamen is business mein mehnat ke sath kam karna chahie hamari is mein mehnat hamen is business mein kamyabi deti haiForex behtarin online business hai jiska achcha experience or knowledge hamen is business mein kamyabi deta hai aapko ismein mehnat ke sath kam karna chahie ismein hamesha Forex ka achcha experience Hasil karna chahie Ham is business mein kamyabi sirf apni mehnat se Hi Hasil kar sakte hain isliye koshish karen forest ko join karne ke bad hamesha mehnat se kam Karen aur is business mein kamyabi Hasil KarenForex acchi earning ka behtarin sariya hai ismein market ki pahchan hamen is business mein kamyabi deti hai isliye koshish karen is business ko join karne ke bad ismein mein antar hardworking se kam Karen iska behtarin experience Hasil Karen aur is mein kamyabi hamen hamare acche experience se Hi milati hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                            forex aik world wide karibr hain hum is mai spread ko watch kar ky km karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik best business hain hum is mi spread ko watch kar ky kam karty hain to hamy kamjaybe hasial ho jy ge hamy market mai spread ko kabe be ignore nahi karna chaye hm is mai mahnet karety hain to hamy kamybe hasal ho jy ge hum is mai aik din mai aik limit ky mitabik 50 posts kar sakty hain or 4 thread bana sakt hain hum is mai agar market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ag pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai agar market mai kamybe dnny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paia kama saky gy hum gar mi bath kar is mai kam kar sakty hainj is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai gold mai kam karn chaet han to hamy care fll ho kar kam karn chaye ku ky gold ka spread sub sy zada hota hain or hamy is mai jab loss hota hain to be zada ho jata hain or agar hamy profit ho t hamy profit be zada hota hain forex aik unique business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum wide spread down bar ko kesay market main pechain gay ???

                              Yes forex trading ma wo he trader kamyab hoty hain jo knowledge or experience ki base par trade karty hain. Jo trader knowledge or experience ko ignore kar dety hain wo acha profit hasil karny ma kabi kamyab ni ho paty. Knowledge or experience hamy wsy he ni mel jata balky ye hamy market ma in hony k bad melta hai. Experience k lae trader ko kahe bar account wash bardast karna parta hai or kahe bar loss sy sabaq sekhna parta hai. Jo trader mustakil mejazi sy work karta rehta hai wo hamesa acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Es topic ma ham wide spread down bar ko further discuss karyn gy.

                              Wide spread down bar
                              ki indentification k lae volume spread analysis ko use karna hota hai. Yani market k analysis sy ham volume ki calculation ko use kar sakty hain. Trader ko candlestick ki information sy b volume ka pata chal jata hai. Jo trader expert hoty hain wo hamesa ye kehty hain k candlestick ki help sy wo market ko predict karty hain. Jb market ma bearish candle banti hai to eska matlab ye hota k market ma selling pressure zayads hai or trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Jb market ma bullish candle banti hai to eska matlab ye hota hai k market ma es time par buying pressure zayada hai or trader ko es time par buy ki trade ko open karna chahe. Jo trader bena sochy samjy trade ma tokky marty hain wo kbi kamyab ni ho paty. Forex trading ma serf knowledge or experience sy he kamyabi hasil ho sakti hai. So trader ko pehle har mumkin effort es experience ko gain karny ki khosis karni chahe. Es k bad he trader ko market ma in hony ki try karni chahe.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X