Maintain Account Balance For Profitable Trading !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

    Agar Forex mein agar balance maintain hoga To Hamen uska fayda Mil Jayega acche fayde ke liye good Hamesha confidence Jise Apna balance maintain karte hain vah acchi trading Karen Ham Jab Bhi Aisa Karenge automatically Hamen uska Achcha fayda Milega confidence always take a good time to take good profit Hamen Apne kam ko always complete karna hi chahie To Hamen always complete kam karne hi ki vajah se Hamesha kamyabi mil Jayegi isliye Apne koshish ko always maintain Saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

      Assalam walekum bhai jaan aapane bilkul theek Baat kahi hai main aapki bahut se agree hun Agar Hamen profitable hona hai To Hamen chahie ki Ham Apne account mein Maxi mama balance rakhen aur Hamare account maximum balance Waqt Rahega Jab Ham Forex ke Rul ko follow Karenge Hamen chahie kya Ham Forex Karol ko daily basis per 50 post complete Karen Agar Ham Aisa Karenge To Hamen Achcha bolane se Milega aur Hamara counter maximum Rahega tabhi jakar Ham Ek acchi trade Laga Sakenge Apne account ka balance maximum rakhne ke liye Hamen Forex ke rule ko follow karna hoga aur ismein bharpur mehnat Karni Hogi Agar Hamen is Mein mehnat Karenge tabhi jakar Hamara account maximum Rahega aur Hamen Achcha bonus Bhi Milega
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

        Trading me account ki balance ko manage karne ka naam money management hai. Forex trading me practice karne k leye bhi koshish karni chaheye k account ko kese menage karen. Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga😎😎😎

        اب آن لائن

        Working...
        X