Maintain Account Balance For Profitable Trading !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maintain Account Balance For Profitable Trading !
    Agr Hamein Forex Market Mai Kise Achy Pair Par Trade Karni Hai Or Hamein Big Movement Say Acha Profit Banana Hai Tu Hamein Big Lot Size Ko Choose Karna Ho Ga Or Us Kay Liye Lazmi Ye Hai Keh Hamarey Pass Acha Account Balance Available Ho Hamein Minimum Apney Account Mai Achi Trading Kay Liye 100 Say 200 $ Tak Ka Balance Rakhna Chahiye Is Say Hamein Bhut Faida Hota Hai.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

    Forex Trading me account ki balance ko manage karne ka naam money management hai. Forex trading me practice karne k leye bhi koshish karni chaheye k account ko kese menage karen. Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

      Assalamu alaikum ji han apna account balance Ham sab ko maintain karna chahie is ko maintain karne ke liye hamen main acchi trading karni chahie hogi jab Ham acchi trading karenge to Ham apna account balance maintain rakh sakenge aur hamara account mange itna jyada maintain hoga utna hi achcha profit milega yagachi profit ke liye learning Ka hona bahut jyada jaroori hai
      • #4 Collapse

        Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

        Forex business mein hum Achi earning achy account balance se hasil kar saktay han aur account balance ziada ho ga tu is se hum ziada lot size use kar kay ziada earning kar saktay han forex mein account balance ziada ho ga tu lot size ziada laga saktay han aur ziada earning kar saktay han lakin hum ko trading apne account ko manage kar kay hi open karni cahaiye money management kar kay trading karain gey tu hi faida hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

          Jyada member aapko profitable story post ke liye lazmi hai ki apne bonus ko apne account ko manage karke rakhen Taki aap jyada se jyada profitable trading kar sake jitna jyada aapka bonus hoga itni acchi aapki trading hogi agar aapka kam bonus hua to trade jyada lot per lagaen to aapka account varsh ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

            First off all apna bonus maintenance is very important and it will give u success in every field of life success and hard work patience knsath hiham kamyab ho pain ge aur apna content hasil krain ge
            • #7 Collapse

              Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

              Yes dear ap na bilkul teak bath ke hai.
              Hamy chay ka ham is system main apna account balance increase kary or acha profit hasil kary.
              Dear hamy chay ka ham daily post limit complete kary or end of the week acha bonus hasil kary or apna account increase kary.
              Dear agr hamra account balance zaida ho ga to hamy trade karni be asan ho jay ge .
              Dear is lay hamy chay ka ham apna account balance increase kary.
              • #8 Collapse

                Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                Dear Forum members agar forex say acha munafa kamana hay to hmen forum men bahot mehnat karnay ki zarorat hoti hay kuyn kay jab ham mehnat kar kay daily ki maximum posts yani kay 50 posts ka target dailay achive kar len gay to hamen bari aasani say weekly acha bonus milay ga jkay acha munafa kamanay kelye hamen darkar hota hay kuyn kay jab balance acha ho ga to ham aismen lot size ko tab he increase kar saken gay aor lo size hamesh tabbhe increase karen jab account men bonus acha ho ya investment achi ki gai ho hamesha money management ka khas khayl rakhen to ham forex men kabhi nakm na ho saken gay so hamen apni mehnat ko kabhi nai chorna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                  Agr Hamein Forex Market Mai Kise Achy Pair Par Trade Karni Hai Or Hamein Big Movement Say Acha Profit Banana Hai Tu Hamein Big Lot Size Ko Choose Karna Ho Ga Or Us Kay Liye Lazmi Ye Hai Keh Hamarey Pass Acha Account Balance Available Ho Hamein Minimum Apney Account Mai Achi Trading Kay Liye 100 Say 200 $ Tak Ka Balance Rakhna Chahiye Is Say Hamein Bhut Faida Hota Hai.
                  Agar hme iss forum pe kaam krna hy enter hogay hn to iss baat ka khyal zrur rakhna hoga k agr ap profitable kaam krna chahty hn to apni money management bhi rakhana hoga taa k ap apna account loss ki traf na le jaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                    Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliaforex say acha munafa kamana hay to hmen forum men bahot mehnat karnay ki zarorat hoti hay kuyn kay jab ham mehnat kar kay daily ki maximum posts yani kay 50 posts ka target dailay achive kar len gay to hamen bari aasani say weekly acha bonus milay ga jkay acha munafa kamanay kelye hamen darkar hota hay kuyn kay jab balance acha ho ga to ham aismen lot size ko tab he increase kar saken gay aor lo size hamesh tabbhe increase karen jab account men bonus acha ho ya investment achi ki gai ho hamesha money management ka khas khayl rakhen to ham forex men kabhi nakm na ho saken gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                      Assalam o alaikum dear frnds umeed h ap sab khariyat sa hon ga forex ik bht Acha online bussiness platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain frnds agr ap forex ma achi income hasil krna chahta hain to apko apna account k balance ko maintain rakhna hoga us k lye apko daily k daily bht achi posts krni hon g taka apko at the end of the week bht Acha bonus mil saka jitna ziada apka bonus aya ga utna ziada apko trade ma faida hoga apko chahih k ziada sa ziada bonus jama Karen r us k bad hi trade lagaen tb hi apko faida ho sakta hai r wo trade apki profitable ho sakte h
                      • #12 Collapse

                        Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                        Assalam walekum doston.
                        Dosto agar aap chahte Hain ki aapki trade aapke favour mein hi jaaye to aisa mumkin Nahin ho sakta trade hamesha aap ke against jaane ke bad hi aapky Shiva mein jaati hai hai market ne hamesha ka upar niche move karna hota hai agar aap apne account ko maintain rakhenge yani kya apne account ka balance agar maintain hai to aapko Kabhi loss Nahin ho sakta agar aap ki equity itni hai ki aap trade le aur agar khuda na khasta trade aapke mukhalif jaati hai to aapko mushkilat ka samna karna pad sakta hai hai isliye doston aap ka account hamesha maintain rahana chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                          Aik best formula yehi hai kay traders apnay account balance ko ziada rakhain aur safe aur maintain rakhain to he acha profit lay saktay hain. Ab uss baat ko iss tarah bhi diakha jaa sakta hai kay Agar aik trader ka account balance 50$ ho to woh aik trade mai 2 say 3 dollars profit hota hai to usay close ker lia jata hai takay risk na ho. Ab issi tarah 100 $ ka account balance ho to aik trade ka profit 5 say 7 dollar bhi lia jaa sakta hai aur issi tarah Agar percentage ko daikha jaey to jitna ziada account balance hoga utna he acha profit ho sakta hai. Forex trading mai agar traders apnay account balance ko acha aur strong rakhain to uss ka faida bhi utna he acha aur ziada lia jaa sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                            Reading start karte hue Hamen sabse pahle yah dekhna chahie kya aapke pass bonus kitni hai agar aapka account chhota hai to aapko trading naahi karen to behtar hai bura profitable trading karna chahte hain to apne account ko manage karenge Jab aapka account aapko jaisa deta hai hai tu trading karon device nahin karni chahie kamyabi hamesha janab se milati hai jo log karte hain kamyab hote Hain Jo ek kamyab trader hai uska sabse pehla Kam nahin hota hai ki uthate karne se pahle apne account balance ko maintain kar leta hai ek kamyabi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maintain Account Balance For Profitable Trading !

                              g han agar hum apna balance maitain rakhen gy to hum forex m trade bgair kisi break k kar skty hain. agar ap k pas balance thora hai to lot size ko minimum rakhna better hai or agar agar ziada hai lot size barha hai profit ko ziada kr skty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X