SL and TP
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SL and TP
    Forex trading main safe trading karne ke liye expert traders stop loss ka istemal zaroor karte hain. Stop loss aapko big loss se bachata hai aur aapka account bhi save rahata hai aur aapka account washed out nahin hota. Stop loss apki trade loss main set kiye jata hai aur market price jab usko touch karti hai to aapka account close ho jata hai. Isliye koshish karen k aap apni trade main stop loss ko zarur set kiya karen. Forex trading main safe trading aur achi earning karne ke liye expert traders take profit ka istemal zaroor karte hain. Take profit me aapka account bhi save rahata hai aur aapka account apko acha profit bhi de jata hai. Take profit apki trade profit main set kiye jata hai aur market price jab usko touch karti hai to aapka account close ho jata hai aur apko acha profit hasil ho jata hai. Isliye koshish karen k aap apni trade main take profit ko zarur set kiya karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: SL and TP

    Take profit
    Forex trading me take profit wo amal hota hai jis me trade khud bakhud band ho jaye jab hamara trade lot aik khas position pe hamen munafa de raha ho. Take profit ko bhi analysis se istemal kia jata hai aur hamare analysis ka ye result hota hai. Take profit hamen matloba position pe trade pohunchne pe khud hi profit ko save kar deta hai. Forex trading me take profit se hamen bohut faida hai. Ye hamen tarding me lalach jese masayel se bhi mehfoz rakhta hai. Aur dosra faida is k ye k hum har waqat trading ko monitor nahi kar sakte q k hamen munafe tak jane pe bara time bhi lag sakta hai. Is waja se hum ye option istemal karte hen hamen khud bakhud munafa mele.
    Stop loss
    Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.
    • #3 Collapse

      Re: SL and TP

      Forex trading men kafi sari abbreviations istimal ki jati hen jin say say ye 2 bhi hen SL ka matlab hay kay Stop loss anad TP ka matlab ye hay Take profit agar ham ye 2 istimal karna start kar len to hamen bahot faida ho ga kyn kay agar ham zeada loss men nai jana chahty hen to TP set kar len gay jitna kay loss bare karnay ki himat ho gi aor aisakay baraks agar ham Take profit laga len kay market agat hamay analaysis kay mutabic itni range men profit men jaye gi to ham market kay samnay bina bethay he wo profit lay sakty hen kyn katy jab market tp set point pay ponchay gi to trade auto pay close ho jaye gi.
      • #4 Collapse

        Re: SL and TP

        Forex trading business mein stop loss aur take profit ki buht ziada ehmiyeet hoti hai kiok stop loss se hum apne account ko safe rakh saktay han aur stop loss se buht ziada loss se bach saktay han aur stop loss se account wash nahin hota stop loss ka buht ziada faida hota hai stop loss ko lazmi apni har trade mein lazmi lagana cahaiye

        Take profit se hum apni trade mein profit earn kar saktay hum trade mein take profit ka use karain gey tu is ka bahi faida hota hai kiok forex market ki movement hoti hai market up down movement karti hai aur take profit ho ga tu is trade close ho jati hai aur profit hota hai aur agr trade mein take profit nahin ho ga tu trade profit mein waps ho kar loss kar sakti hai aur is se account bhi wash ho sakta hai is leye trade mein take profit aur stop loss zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: SL and TP

          Hamen forex men SL ur as men TP lagana hota hy kun kay agar hum as men mahnat kay sath as men trading karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men koi bhe jaldi kay sath forex men kam nahin karna hota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men dil kay sath achy mahnat kay sath as men kam karna hota hy tabhy hum as men achy erning hasil kar sakty hain tu hamen as men sl ur tp ka istamal lazmen karna chhaye tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy
          • #6 Collapse

            Re: SL and TP

            Tipu's cal bahut jyada chij hoti hai agar ham trading karte hue TP lagate Hain to agar hamen jyada se jyada profit hota hai to vah profit khud bahut hi close ho jata hai aur Akram aisa lagate Hain vah bhi hamare liye bahut jyada benefit hai bol hota hai ki nahin lagta hai to vah automatically vah bolati hai aur isliye main jyada se jyada profit ho jata hai aur agar tu hota hai
            • #7 Collapse

              Re: SL and TP

              Assalamu Alaikum dear forex members. Forex trade main ham buhy hi acha profit gain ker skty hain ager jam is ko proper learn ker k start kerein. Trade ko open kerny sy hamain sab sy pahly market ko analyze krna chahiye ta k market ki movement ka pta chal sky or jab market ki movement ka pta chal jaye to is k bad hamain lot size, stop loss and take profit ko manage kerna chahiye ye teno cheezein hamain apny account balance or market ki situation ko dekh ker manage kerna chahiye or in cheezon ko manage kerty hoye kisi bhi kisam k lalach main nahi padna chahiye. SL (stop loss) and TK(take profit) ko hamesha samjhdari sy manage kerna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: SL and TP

                Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business islia profit wo amal hota hai jis me trade khud bakhud band ho jaye jab hamara trade lot aik khas position pe hamen munafa de raha ho. Take profit ko bhi analysis se istemal kia jata hai aur hamare analysis ka ye result hota hai. Take profit hamen matloba position pe trade pohunchne pe khud hi profit ko save kar deta hai. Forex trading me take profit se hamen bohut faida hai. Ye hamen tarding me lalach jese masayel se bhi mehfoz rakhta ha
                • #9 Collapse

                  Re: SL and TP

                  Yah bahut hi acchi baat hai ki hai aapane Hamare sath forex trading ke andar aapke broker ki taraf se aapko Ek facility provide ki jaati hai jismein aap stop loss aur take profit ki option Laga sakte hain profit ki option main aap ek maximum limit set kar dete hain jaise hi market use point ko Touch Karke Masjid Upar Jane ki koshish karti hai ya niche aati hai aapki trading close Ho Jaati Hai aur aapka profit aapke account mein chal raha hai Chala Jata Hai Jab Ke stop-loss ki option 1 minimum limit Hoti Hai loss ki condition main market Jaise hi use point Se Jyada niche Jaane Ki Koshish karti hai aapki trading close Ho Jaati Hai aur aapke account mein jyada nuksan transfer hone se Bach jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: SL and TP

                    Dear forex member agar ap chahty hain k ap ka account safe rahy or washh hony sy bach jaye tu us ky liye ap sl and tp ka use karty hain jis sy ap ka aacount safe rehta hai sl and tp ka matlb hai k ap trading ko aik point per fix kar dety hain jaisy he ap ki trading us point tak phnchti hai tu automatically close ho jati hai us waqt ap ka aacount safe ho jata hai sl ka mtlb hota hai sell loss jis ko ap aik point per laga dety hain agar ap ka loss waha tak phnchta hai tu tradimg ko close kar deta hai es trha he tp jis ka matlb hai take profit es ko bhi ap aik point per fix karty hain jb ap ki trading us point per phnchti hai tu ap ki trade profit mai close ho jati hai jo aik acha step hai or faidamand sabit hota hai ....
                    • #11 Collapse

                      Re: SL and TP

                      Forex mein aap jab bi trading krtay hai aap sl or tp use kray gay tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai aap jab trade lgtay hai tu aap take profit use krtay hai tu aap ki trada jab bi profit mein jay gi tu aap ka trada colse ho jay gi agar aap stop loss use kray gay tu uss say bi aap loss say bach jatay hai aap nay bar bar trade dhakna nahi paray gi iss Lia aap ko stop loss or taka profit use karna chaiy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: SL and TP

                        stop loss or take profit trading mein bahut jyada important hamen chahie ki ham log ine chijon ki importance kolaj me Tor parai samjhe ki jab ham log trade laga Rahe Ho to hamen yah donon chijen set karni chahie agar Ham take profit aur stop-loss ko acche tarike se manage kar lete hain to ham log forex se achcha profit gain karne ke eligible Ho jaate Hain to is tarah hamen chahie ki ham log yah chijen mind mein rakhte hue khud ko kamyab trader banaen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X