Invest with planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    sub logon ka kahna hay kay jab bi invest karnay ka sochain tu apnay pasoon ka 20% forex may invest karain or baki 80% aap apnay pass sambal kay rak lain or waqat parny par use karin sab ki sub investment na karin yahi money management hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      je haan right bilkul thek ager apne forex main kuch investment karna hi hai to app pahle us ko achi tara search karn or us ki achi trha phly planning krny or us mn experince lainy k lye demo account pay pracice krb zaida say zaida phr ap acha kma skty hain easily
      • #618 Collapse

        yes dear yeh un logo kay liye best hy jo yeh kehty hain kay ham forex ko kaha say learn kary jis ki wja say wo forex ko join hi nahi karty mera un say ye mashwra hy kay wo ghar beth kar forex ko internet kay zariye search kar sakty hain and demo account say bi knowledge and experience hasil kar sakty hain.
        • #619 Collapse

          forex trading business main planning ki bohat ziada importance hai ager app aik acha trading plan bana kay us kay mutabiq trade kartay hain to app kay kamiyaab honay kay chances bhi ziada hotay hain aur app ki trade sahi direction main jati hai.
          • #620 Collapse

            Forex k buisness mien humen ek achi planning karte huwe investment karni chahiye to phir humen is buisness k zariye sy acha faida hasel ho ske ga aur ham kamyab ho saken gay
            • #621 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Forex trade main apni qeemti raqam ko invest kerne se pehle bohat se baton ka khayal rakhna chahiye specially k ibohat bari ya apne pas mojood tamam raqam invest na ker dain k bad main aap ko regret ho so always invest with full planning.
              bilkul sahi bola hai aap ne mai agree krta hu . trader ko apni pocket money ko dekh kr hi invest krni chahiye kiyu k forex mai some time big loss bhi hota hai . hum ko just utni invest krni chahiye jitna k loss bardasht kr sky aur real life disturb na ho loss se.
               
              • #622 Collapse

                i agree with you that to learn from your loss and mistakes are good way to remove you mistakes and increase your earning it give you good skills and experience you can be good in making good analysis
                • #623 Collapse

                  Dear forex me achhi incom hoti ha lakin aap invest se pehlay ye zaroor daikhain k aap k paas trading ka knowledge hi kitn ha kiun k is business me boht practice ore boht ziaada study ki zarooret ha aap ye sub kuchh kernay k bahd invest kerain...
                  • #624 Collapse

                    g han bhai main ap ki baat say agree karti hun bhai ap nay thek kaha hai forex main agr ap planing k sath invest karein gay ap acha earn kar sakty hain ap ko pata ho ga kab kya karna hai aur ap sab janty ho gay to sab planing k sath karein ta k ap ko profit ho
                    • #625 Collapse

                      hmm dear forex mai ap ki asal investment ap ki planning ap ki strategy hotii hy agar ap ache se seekh k es business ko karain gain tu ap ko boht acha faida ho skta hy aur ap ki investment ko b secure kar skte hain es liye ap ko boht faida ho skta hy,,,
                      • #626 Collapse

                        mujay lagta ha ap nay boht achi baat share ki hay. ap ko kabhi bhi apni sari raqam invest nahi karni chahiya kiu kay unfortuntly agr loss ho gaya to yah boht galt ho. kaam koi bhi ho with out planning ap ko loss he ho ga chahy woh forex ho ya koi or business. invest hsmysha planning say he karni chahiya....
                        • #627 Collapse

                          dear as we all know that forex is a tough business and in this business without proper planing we can not make money easily.if we have a good plan for earning then we can do successful trades and can achieve our goals easily.this is the right way for trading..
                          • #628 Collapse

                            bilkyul bhi jab admi ko is me acha expeucne bana jata ha phr admi ko chaye k is me acha investment kar k is me achi palaning baan k trade kery to bht he acah trade ban skta ha forex me 1 good
                            • #629 Collapse

                              forex trading ko hamen soch samjh kar karna parta hai q kay hamen ye trading main loss bhe hota hai aur trading main hamen profit bhe hota hai forex tradingm main hamen loss say bachnay kay lye hamen trading plan prepare karna hota hai trading main planing say hamen agay ke situation ka andaza ho jata hai agr ham planing par amal kartay hain to hamen acha profit hasil hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                planning investment k sath sath trade ki bhi zaruri hai kyun k agar investment right ho aur trade sahi na ho tu bhi problem hai... mein suggest krta hn k swing trading k lie aik account aur dusra account commodities k lie hona chai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X