Invest with planning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g bilkul trading main planing ki importance sab se zyada hai knowledge ho or planning na ho to bhi ap earning nahi kar sakte hain es lie jo bhi planning karen pehle demo pa try karen fir live pa jo bhi investment karen planning k sath karen ta k acha profit earn kar sakain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han invest planing ke sath karain agr ap ke pas enough knowledge and enough experience hai to
      ap is mein buht achi earning kar skte hain warna ap loss kar jayen gain
      • #138 Collapse

        invest kia hwa pasia agr plaining ke sath trade pr lgaya jay to iska acha profit gain kr sakty hen ap ..
        • #139 Collapse

          je bilkul aik successful trader ko kaii cheezain seekhni hoti hain jismai proper investment sab sy aham cheez haii iski ahmiat backbone type ke hia q kay investment ke base pay he ho wo profit haasil krta hai aur agr wo investment theek sy nahin kary ga planning nahin kary ga to wo loss kary ga apna isliye aik proper way mai investment karni chiaye taaky agr loss ho b to just itna k further survive kia ja saky
          • #140 Collapse

            Well, dear mari nazr ma forex ma aap sirf us he waqt invest kr sakty hain jb aap ko market ka achi tarha sy idea hujay or aap apny demo account ma itni practice krlen k aap ko market k trend ka achi tarha sy pata hu. or sath he aap ko forex ki achi knowledge bhe hu. agr aap ny ye sb nhe kia hy tu phr ksi bhe kism ki investment aap ko koi faida nhe dygi. bhtr hy pehly forex ko learned karen us k bad he investment karen.
            • #141 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Forex trade main apni qeemti raqam ko invest kerne se pehle bohat se baton ka khayal rakhna chahiye specially k ibohat bari ya apne pas mojood tamam raqam invest na ker dain k bad main aap ko regret ho so always invest with full planning.
              main app ki post sy agree karte hun hamesha full planning k sath apni money ko invest karain yei hi achy trader ki pahchan hy kyn k forex tradiung boht hi risky business hy aik galat qadam sy sary raqam khatam ho jate hy yahan
              • #142 Collapse

                well mer khyal main jo bi investkarta hain woh planning se hi invest kare ga aur baghair planning woh nuqsan hi kare ga koi fayda nahi
                • #143 Collapse

                  bhai jaan apka plan yeh hona chahiya forex trwding ko join karney se pehlay k app apni saving mein se sirf 25 precnt hi invest kariwngay aur appka dosra plan yeh hona chahiya k jab tak app ney apni invest ki howi raqam wapis na kar li hoo forex se tab tak app bari risk nahi liengay.
                  • #144 Collapse

                    yes, investment krny k liye planning krna boht important hai .Akser log invest kr dety hain bd mien un ko loss ho jata hai lack of experince, and knowledge .Kisi b trade mien invest krny sy phly un ko trade k bry mien completely pata hona chayiy.
                    • #145 Collapse

                      forex main jo log palaning kay sath invest karty hain un ko in future bohot benefit hota hay q kay is main woh janty hain kub kitni amount invest karni hay or jitni amount wo invest karty hain un ko pata hota hay kay un ko loss ho ga to is tarah un ka kam sahi chalta rehta hay.
                      • #146 Collapse

                        bhai hum ko forex me achi invest kerni chaye phire hi hum ko forex me acha profit millta hai hame forex me work kerne k liye learning kerni chaye or phire hi hum ko forex me good profit millta hai
                        • #147 Collapse

                          ji haaan ... mein agree karta hon ap k sath !!!!! ap bilkul theek keh rahe hain k humein investment karte wakt or trade lagate wakt is baat ka zarur dehan rakhna chahiye k humein loss na ho ' humein plans kar hi Forex me pese invest karne chahiye !!!!
                          • #148 Collapse

                            ofcourse agar hum planning k baad invest krege to hm possible losses se khud ko bacha saken gay or ye behad zarure hai or aik bht he ache cheez hai traders k andar ye ability hna must hai takai wo earnong ache kar sky
                            • #149 Collapse

                              forex m planning boht importance rekhti h qk jb tak ap planning ni kary gay kbhi kamayb ni ho sakgy bs loss hi uthay gqk har kam m humesa planning ki zarorat hoti h koi b kam bina planning ke ni kiya jaskta h is liya ap jb b invest krna chahiy tu yeh bat achi tarhan jan ley ke ap ko ab trading ka kafi experince r knowledeg ho ga jis se apka loss ka chance kam ho r profit zada tb hi invest kary. so be plan to start any work.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                It is necessary that you invest with planning jab ap ka invest karne ka irada ho trading ki field me to ap ko pehle boht achi planning karni ho gi ta k ap invest to kro to ap ko profit bi ho ye na ho k ap bagair plan kye invest kar do or apna loss kar betho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X