Equity Margin Leverage Free Margin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity Margin Leverage Free Margin
    Click image for larger version

Name:	chart-1905225_1920.jpg
Views:	6
Size:	631.7 کلوبائٹ
ID:	12470184
    Equity Margin Leverage Free Margin

    Dear members agr hum forex trading main kam kar rahy hain to hamen yeh jan,na bohot hi zarori hay keh Equityk, Margin, Leverage aor free margin kiya hay aor forex main iski kiya ehmiyat hay
    dear members hum main sy aksar ko yeh maloom hi nahi hay
    dear members agr hum forex trading main money management karna chahty hain to hamen iskey mutaliq jan,na bohot zarori hay to aey is par bat karty hain

    EQUITY
    dear members equity hamari woh total raqam hay jo keh hum deposit karty hain ya hamen bonus milta hay aor iska inhisar hamari running trade par bhi hay maslan agr hamare pass 30 dollors hain aor hum koi trade open karty hain aor woh jitny dollor profit ya loss main chali jati hay to usi wqt hamen trading plateform main majood equity waly option par majoda raqam show ho rahi hoti hay maslan 30 usd equity thi to trade open karny pay 3 dollor ka profit hota hay to equity main hamen 33 dollors show ho jaengy

    Leverage
    without leverage forex is not profitable
    dear members yad rakhen keh forex trading main leverage lena nihayat zarori hay agr hum leverage nahi lety hain to hum forex trading main profit ni kar ksty
    agr hum leverage ka concept smjhna chahty hain to woh kuch is trah sy hay keh 1 standard lot 1 lakh points kay braber hay yani keh agr hum ik dollor ki trade open karna chahty hain to hamrey pass 1 lakh dollors hon lakin yeh to broker ki mehrbani hay keh woh hamen free main kuch leverage deta hay takeh hum trade kar sken aor pana profit earn kar sken

    Margin
    dear members bohot sy traders ko yeh ni maloom hota hay leverage kiya hay aor margin kiya hay to iska differnce yeh keh keh jo hum deposit karty hain aor jo hum ko leverage milta hay unko agr zarab karen to jo adado shumaar milta hay woh hamara margin level hota hay for example hum nay deposti kiya hay 500 dollors aor hamara leverage hay 1:1000 to ab hamara margin level hoga 500x1000=50000 margin level to umeed hay keh is sy ap ko achi trah sy yeh point smjh agaya hoga

    Free Margin
    dear members free margin yeh hota hay keh hamarey pass jo total margin hota hay uskey bad hum jb koi trade open kar lety hain to usmen bhi margin use hota hay aor jo margin baki bach jata hay usey hum free margin kehty hain maslan 1000 dollors hamara margin hay to hum jb koi trade open karty hain to woh 300 dollors ka margin leti hay to ab hamarey pass free margin 700 dollors bach gaya hay
    umeed hay keh dear members is thread ko parhny kay bad ap kay forex trading kay jo basics kay concept hain woh clear ho jaengy aor ap is confusion sy bahir nikal kar trade karengy keh forex trading mushkil nahi hay asan hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity Margin Leverage Free Margin

    Yes indeed is a very useful information which you share about free margin and margin calls because we must have to knowledge about these margin levels otherwise it's a very difficult to keep continue hard work in this forum without knowing these things these are very useful information so everyone must follow them and read them carefully and remember them at your trading so that you can achieve a goods target from this forum by knowing these things in the coming time.
    • #3 Collapse

      Re: Equity Margin Leverage Free Margin

      Ji han Ham Forex Mein equality aur free margin per hi trading kar sakte hain Agar hamare pass account ki equality bachi ho aur uske sath sath Hamare free mein Arjun Ka Hona bhi bahut jaruri hai free Mar Janu Hai Jab Ham koi bhi trade open karte hain use per Hamare account balance ke mutabik aur used spares ke mutabik free Mar jaaun Lagte Hain Jis Se Hamari trade open hoti hai agar Fareen varjan khatm Ho Jaaye Hamari trade loss Mein Chali Jaaye aur equality bahut kam Baje Jaaye to hamare free Mar jaaun khatm Ho Jaate Hain aur ham Dobara use per koi bhi trade open nahin kar sakte jab tak pahle wali trade close Na Kar len
      ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
      • #4 Collapse

        Re: Equity Margin Leverage Free Margin

        Dear pyary forexer apny Bohat hi Achi informative knowledge ko share Kia hai aye es per mazeed Kuch baat krty hai.

        Leverage in Forex trading:-


        Forex ma leverage us amount ki kehty hai Jo ke traders ke fund Ka ratio Hoti hai jo ke broker ke credit mein jati hai ta ke ham trading Ker saky. Leverage ko ager ham dekhy to ye hamaray capital ko increase kerny ke liye Liya borrow kiya jata hai hamara leverage jitna barbara hoga hamy profit utnutna hi milyga for example 1:50 ki leverage Mai ager hamy 1$ Ka profit Hota hai to 1:500 ki ratio ma 12$ tk Ka profit ho Sakta Hai. Yeh lekin her company Ka leverage muktalif profit deta hai wo broker per depend karta hai yeh sirf example k liye apko btaya. Leverage tijarti haalat per mabni Hota hai.


        Equity:-


        Equity Ka concept simple SA hai ke jab ham koi trade lagaty hai or hamara balance hai 50$ to hamari trade ager 3$ profit ma hogi to hamary account ki equity 53$ hogi or ager 3$ loss mein chal rahi hogi to hamari equity hogi 47$.


        Margin:-


        Margin level Ka concept be simple hai ke ager hamari trade profit mein chal rahi ho to hamaray margin profit Mai increase hoty rehty hai jis kaKa relation equity k sath hota hai.


        Free margin:-

        ​Ye concept margin ke mutara-dif Hota hai kiun ke jab hamari trade loss mein chal tahirahi Hoti hai to Jo margin hoty hai wo decrease Hona shuru hojaty hai or free margimargin jab - ma aty hai to yha se ye margin Kam hoty jaty hai.
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #5 Collapse

          Re: Equity Margin Leverage Free Margin

          G han g to equity or free margin ka bary main pocha ja raha ha ka ye kaya hota ha phely free margin ko dekh lety han jab ap ki trade chal rai hoto us ka bad bach jany wala blance ap ka free magring hota ha or jo equity hoti ha woh actual main ap ka blance hota ha jis main ap na khud levrage set karni hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Equity Margin Leverage Free Margin

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
            [ATTACH]24165[/ATTACH]
            Equity Margin Leverage Free Margin

            Dear members agr hum forex trading main kam kar rahy hain to hamen yeh jan,na bohot hi zarori hay keh Equityk, Margin, Leverage aor free margin kiya hay aor forex main iski kiya ehmiyat hay
            dear members hum main sy aksar ko yeh maloom hi nahi hay
            dear members agr hum forex trading main money management karna chahty hain to hamen iskey mutaliq jan,na bohot zarori hay to aey is par bat karty hain

            EQUITY
            dear members equity hamari woh total raqam hay jo keh hum deposit karty hain ya hamen bonus milta hay aor iska inhisar hamari running trade par bhi hay maslan agr hamare pass 30 dollors hain aor hum koi trade open karty hain aor woh jitny dollor profit ya loss main chali jati hay to usi wqt hamen trading plateform main majood equity waly option par majoda raqam show ho rahi hoti hay maslan 30 usd equity thi to trade open karny pay 3 dollor ka profit hota hay to equity main hamen 33 dollors show ho jaengy

            Leverage
            without leverage forex is not profitable
            dear members yad rakhen keh forex trading main leverage lena nihayat zarori hay agr hum leverage nahi lety hain to hum forex trading main profit ni kar ksty
            agr hum leverage ka concept smjhna chahty hain to woh kuch is trah sy hay keh 1 standard lot 1 lakh points kay braber hay yani keh agr hum ik dollor ki trade open karna chahty hain to hamrey pass 1 lakh dollors hon lakin yeh to broker ki mehrbani hay keh woh hamen free main kuch leverage deta hay takeh hum trade kar sken aor pana profit earn kar sken

            Margin
            dear members bohot sy traders ko yeh ni maloom hota hay leverage kiya hay aor margin kiya hay to iska differnce yeh keh keh jo hum deposit karty hain aor jo hum ko leverage milta hay unko agr zarab karen to jo adado shumaar milta hay woh hamara margin level hota hay for example hum nay deposti kiya hay 500 dollors aor hamara leverage hay 1:1000 to ab hamara margin level hoga 500x1000=50000 margin level to umeed hay keh is sy ap ko achi trah sy yeh point smjh agaya hoga

            Free Margin
            dear members free margin yeh hota hay keh hamarey pass jo total margin hota hay uskey bad hum jb koi trade open kar lety hain to usmen bhi margin use hota hay aor jo margin baki bach jata hay usey hum free margin kehty hain maslan 1000 dollors hamara margin hay to hum jb koi trade open karty hain to woh 300 dollors ka margin leti hay to ab hamarey pass free margin 700 dollors bach gaya hay
            umeed hay keh dear members is thread ko parhny kay bad ap kay forex trading kay jo basics kay concept hain woh clear ho jaengy aor ap is confusion sy bahir nikal kar trade karengy keh forex trading mushkil nahi hay asan hay
            bro thanks for your best malomat
            • #7 Collapse

              Re: Equity Margin Leverage Free Margin

              Thanks bro aapane bahut acchi Tarah Se main samjhaya hai aapki bahut bahut Meherbani Jo aapane Hamen free margin equity ke bare mein bataya equity Jo Hote Ho Hamara original Jo Hota Hai balance yah capital amount usko Kahate Hain aur free margin Jo Hamen leverage ke upar Milta hai usko free margin Kahate Hain Ham Arjan Jo Hota Hai vah Hamara Reddy about ke sath Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Equity Margin Leverage Free Margin

                G han sir ap ne buhat ache topic pe bat ki hai ye sab forex k basics hain un ko samjhe bagair is main kam karna aasan nahn hai ager hum un ko samjh kar karte hain tou um is maim acha experiance hasil hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Equity Margin Leverage Free Margin

                  Assalam o alikum dear forex member ap agar bonus lay rahay ho tu ap yad rakain not amount ap deposit karian os kay sath ap agar plus karo gay bonus amount ka tu bonus and balance aik sath lay kay tu banta hai equity.
                  Balance+balance bonus =equity equity depend karta hai ap kay trade par.leverage margin trading main leverage aik bohat agar ap forex main leverage nhi lain gay tu forex main profit karna bohat ziada moshkil ho jae ga without leverage ap kay lye 10say 15 dollar bhi profit karna bhi mushkil ho jae ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity Margin Leverage Free Margin

                    Acchi post ki aapane hamen bhi Is Tarah Ki posting Karni chahie jismein information di jaaye new members ke liye Kyon Ke Agar new members ko information Denge to unke liye aasani ho jayegi is platform per baat karne ke liye lekin Agar Ham Yahan per Aisi information share Nahin Karte jismein Koi Khas Baat Na Ho Jisme Koi special message na Kiya Gaya Ho To fir use post ka fayda nahin hai agar aap ek post kar rahe hain to Fir aapko chahie ki informative post Karen aur Aisi post Karen jismein knowledge Thi Gai Ho trading ke mutaliq ya FIR Uske bare mein chat ke bare mein ya FIR aapko aur kuchh Aisa bataya Gaya Hua Jo aapke kam Aane wali chij ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X