Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

    achi trading k lye ap market ko har surat he samjhen faida hay phly trading ko learn karna chahy phr start karna chahy trading ko seekhny k lie hum demo account ka use kar skty hai demo account hmry lie buhat helpful hai demo account bana kur zayada sy zayada practice kurni chahyee, jitna experience zayada ho ga utni hy forex meen behter trading ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

      Acha sawal hai ap ka dekhen sr forex ke bare me knowledge hasil karke apne experience ko increase kare take hum forex ki market ko analysis karke hi trade karna chahye jis se hum forex me achi income kar sakte hai or market ko analysis karke hi humen los karne se bach sakte hai is lye forex ki market ko understand karna zaroori hota hai
      • #18 Collapse

        Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aban92 پيغام ديکھيے
        Bohot zarori hy trading ki market ko understand karna q k understanding karne se he ap trading ko acha anjam de skhty ho isliye zarori hy k ap dehan de k trading kare

        dear market ko samajnay kay leye ap ko trading mai apny analysis kodh karna hogay. ap apni trading skills ko increase karnay kay leye learningkarian es learning ko phir demo account pay test karain or us kay bad ap ko pata chaly ga kay kaisy trade karni hai or kaisy ap market ko samaj ksatkty hain or kaisy ap achy decision lay sakty hain.
        • #19 Collapse

          Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

          Forex mai agar hum market ko nahi samjhein gy sahi analysis nahi karengy to hum kabhi faida nahi kar skty. Baghair market mai samjhna humy loss ho skta hai. Is leye humy chahiye k hum pehly market ki movement ko sahi trah dekhein or osky bad he market mai enter hon. News ko pehly check kar liya karein.
          • #20 Collapse

            Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

            agar Ham market ko acchi tarah analysis karke acchi trade open karte Hain to hamen acchi kamyabi hasil ho sakti hai aur agar hamare pass achcha knowledge nahin hai aur ham market ka Bina analyses kiye trade open karte Hain to hamen chicken yah bhi hasil nahin kar sakte yani Ham jitna jyada market ko analysis karenge apni hi acchi trade open kar sakte hain.hamain is mein jyada se jyada mehnat karni chahie jab Ham market ko achcha time denge usko samajhne ki koshish karenge tab bhi Ham market ko understand kar sakte hain agar ek bar Ham market mein Ham understanding hasil kar lete hain to hamen bahut hi acchi kamyabi hasil hogi tab Ham expert Ban jaenge.
            • #21 Collapse

              Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

              Har Trader ko ye Zrori hai kay market ke Understanding lazmi Kiya krein jab aap ko market ke Understanding achy say Ho ge toh aap ko Market main profit Bnana Asan ho ga Iss liy humy Inn Bato ka Khs Khyal Rakna Hota hai or Bena Understanding kay Humy kabia be Market main koi Entry nahi lyni chaye jab aap Bina Analysis kay market main Entry lay gay toh aap ko loss kay Chances Bhoat Zada Hu gay or ap kay Balance Ko hamesha Risk main rehna pary ga iss Liy aap ko Kabi be Aisa nahi karna Chaye or Smal Lot kay Sath Inderstanding kay Sath work karny per Focus karna Chaey.
              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
              • #22 Collapse

                Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                agar humain achaay say trading kurni hai to es kay liye humain achay say market ko analyse kurna aho ga or es kay bad he humain trading kurni chahiye agar hum market ki movement ko humain achay say follow kurna chahiye or humain es maain chay say apna kam kurna chaahiye jub hum es main aachay say apna kam kuray gaay to he hum achay say trading kur pay gay to humain achaay saay trading kurnay kay liye market ko achay saay follow kurna chaahiye or acha kam kur kay humain success hasil kurni chahiye
                • #23 Collapse

                  Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                  market ko lazman understand krna bohat zyada zaroori ha market bhot he tough time deti hai is mien earning karna hai to is key liye bhot he ziada hard work karney ki zarorat parti hai tab he ap is mien successful ho key earnings kar saktey hain experience k bager hm trading nahi kar sakty or na he kuch gain kar sakty hn hmen demo accounts py zaida sy zaida practice karni chahye us sy he hmen experience gain hota hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                    trading k laya market ko under stanad karna bay had zaroori hay agar ap nahain krain gay to ap hamasha loss main jain gay ar agar ap us ko under stand krain krain gy to market ap ko fida day de other ap ko is ka loss bardasht karna paray ga woh is liya kah ap key laya zaroore ha kah ap sooch smag kar trading kraun gay to ap ko us ka fida ache earning ke soorat main malay ga or agar ap as ko under stand nahain krain ga to is ka nuksan ap ko bardasht karna paray ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                      Acchi trading karne ke liye market ki moment ko understand karna bahut Jaruri hota hai agar Ham market ki movement ko acche tarike se analyse Karenge aur uske bad trading Karenge to Fir Hamari trading Mein Hamen bahut Achcha aur kuchh Milega lekin Agar Ham bagair analysis ke aur Market movement check kiye Hue trade Karenge to Fir Hamen Achcha profit Nahin ho sakta isiliye Sab Logon Ko Yahi karna chahie aur proper trend ko follow karte hue trade Lagani chahie Taki Unki trading acche tarike se counter new ho sake bahut Shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                        forex ko ik profitable bussiness mai convert krnay kay liye ap ko market ki understanding boht zaroori hai ap ko pata ho kay ap nay kb trade mai enter hona hai kb market se exit hona hai, ap ko pata hona chai kay market mai iss waqat long term trend konsa hai buy ka hai ya sell ka, ap ko pata hona chai kay market kb side way move krti hai aur iss duraan hamain kiya krna chai, jb ap ko iss sb ki understanding ho jae ge tu ap ko forex mai achi kamyabi hasil ho jae ge aur ap ik expert trader kahlanay kay qabil ho jain gay.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                          g haan har surat humay market ko analyze krna chaye hum forex trading mein kaamzab ho sakty han aur profit earn kar sakty han aur experience k bageer forex trading mein loss hi ho ga aur forex trading mein experience hum demo account par parectic kar hasil kar sakty han
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                            Assalam o alaikum to all forex members dear ya ap nai bhaot he acha question highlight kiya hai friends trading kai liya marketing ko samjhnay bhoat zayada zarrori hai kyun kai agar ap ko marketing ki samj nahi hai tou ap aik achayor kamyab trader nahi ban saktay aik achabor kamyab trader bannay kai liya zarrori hai kai ap ko marketing say related achi information ap ko pata ho kai marketing ka analysis kasay karna hai ap ko marketing ki movement kai hawala say achi information ho agar ap ko in sab cheezo kai baray mein information tou phir ap achi trading kar saktay ho shukriya.
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                              Trading ke liye market ko understand karna Kitna jaruri hai aapki Bajar ko theek hai trading ke liye market ko understand karna Kitna jaruri hai Ham Jitna Mein market Mein understanding Hogi To Ham Kamyab Honge K Market KK Market ke bare mein understanding Kam Nahin Hogi To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte To Hamen ismein understanding ki bahut jarurat hai isko Mein kam karne ke liye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading k liye market ko understand krna kitna zaroori hai ?

                                ji bilkul trading ke liye hamen market ko understand karna bahut hi jaruri hota hai kyunki Ham jab apni trade lagaenge to hamen yah maloom hona chahie ki aaj train Jani market ki movement kis tarah honi hai aur kis tarah hogi tab Ham apna soch samajhkar planning ke sath apne trade lagaenge to hamen bahut hi jyada profit milega aur ham kamyab honge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X