forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa
    assalamu alaikum umeed karta hn ap sb theek hngy aur acha sy kam chal raha hoga..mera aj ki advice ye hai k forex mein us wqt kaam kareen jab apka mind active ho ap kisi stress mein na hon.apkaa mind bilkul fresh tab he ap acha kaam aur quality wala kam kar skty hnm.agr ap stress mind k sath kaam kareengyvto apko definitely kbhi profit nh aygaaa
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

    G Apney Bilkul Sahi Kaha Hai Keh Hamein Stress Kay Mind Kay Sath Kam Nhi karna Cahhiye Koun Keh Us Say Hamara Kam Acha Nhi Hota Or Hum Loss Mai Chaley Jatey Hain Kosish Karein Keh Free Ho Kar Kam Karein Takeh Hamein Acha Response Mily

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

      Yah baat aap sab mind mein rakhna ke aap log jab acchi trading karne lage tu yah baat kafi chijen prop karti hai khud ko acchi trading may involve Karen aur khud ko accha aur successful trader banane ki try Karen yah chij hai us waqt improve hoti hai jab ham log kafi sari chijen best karne ki try karte Hain fresh mind hona Jin m sab s ziada important h us waqt app kafi achii chezain deliver Kar skty ho agar app log aesa krty ho to hmain chahye keh ham log lazmi taur par yeh chezain understand karny ki try krein or khud ko acha trader bnein
      • #4 Collapse

        Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

        Forex mein stress mind ka sath kaam nhi kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko strass la Kar kaam nahi karna chaiy agar aap strass mind ka sath kaam kray gay tu aap ka kaam acha nahi ho ga tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko strass la Kar kaam nahi karna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

          Forex ke business mein active Mira Ho karke kam karna bahut hi jaruri hai aur yah har EK trader key responsibility hai ki vah hamesha active mind Mein karke Hi Kam Karen chuke market bahut hi difficult hai aur bahut hi critical situation banati rahti hai jisse face karna itna aasan nahin hota hai uske liye practice karne ki jarurat hai aur activate Ho karke sahi time par sahi decision lene ki jarurat hai jab Ham khud ko utilize karenge aur apne aap Mein interest create karenge ki humne sabse pahle learning ke goal ko achieve karna hai aur Forex ke related chhoti si chhoti information bhi Hasil karni hai tab jakar ke Ham actual aur sahi entry point ko define karke vahan se trade Le payenge aur sahi time par sahi trade entry Lena bahut hi jaruri hai tab jakar ke kisi trader ko achcha profit hota hai agar hamen confirmation hi nahin hogi ke is price per yahan se entry leni hai tab tak Ham Forex Mein achcha profit book nahin karva payenge to confirmation jaruri hai uske liye hamen mehnat karni hogi aur jyada se jyada experience or knowledge Hasil karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

            G han apny bilkul sahe kaha hamein stress mind k sath Bilkul bhe kam nahn karna chahea q k asy mind k sath kam karty huay hamein koi bhe unique idea nahn a rhy hoty or na he hamein working ki samjh ati hai or hum mistakes karty hein jis sy hamein nuqsan hota hai is liye hamein chahea k frrsh Mind k sath kam karein yani Jab apka Mind fresh ho Jesy subha Sawery ka waqt hota hai apka mind bilkul fresh Hota hai or ap sahe sy concentrate kar k working karty hein is sy apki posts quality bhe ache hoti ha or apko bonus bhe acha milta hai...
            • #7 Collapse

              Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
              assalamu alaikum umeed karta hn ap sb theek hngy aur acha sy kam chal raha hoga..mera aj ki advice ye hai k forex mein us wqt kaam kareen jab apka mind active ho ap kisi stress mein na hon.apkaa mind bilkul fresh tab he ap acha kaam aur quality wala kam kar skty hnm.agr ap stress mind k sath kaam kareengyvto apko definitely kbhi profit nh aygaaa
              ji han doston aapane bilkul sahi kaha hai ki jab ham Forex trading wala kaun shuru Karen to hamen apna main bilkul price rakhna chahie aur mistake Nahin Karni chahie cast aur per jab ham Forex trading mein ham Apne tadka order lagana chahte Hain to hamen apna main bilkul pressure rakhna chahie ya se humse koi mistake Na ho aur market ki movement ko bhi acchi Tarah samajhna chahie aur analyse ko forward karte hue Apne trade lagani chahie jisse hamen Marne Wale ho gai kyunki marketji movement upar niche hoti rahti hai aur usi movement ko ham acchi Tarah achieve karna chahie Jaise ham apni trade lagaen agar ham apni trade pure dhyan ke sath lagate Hain to vah trade hamen achcha result deti hai aur vah hamen acchi yad Nahin deti hai to lihajzajab ham trade lagaen to hamen apna my fresh hokar aur market ko samajh Kar Apne trade lagaen aur analyse ko bhi delete Karen agar ham Forex trading mein new Hain to hamen chahie senior Ki har ke sath ham Apne trade ko open Karen aur take profit or stop loss ka use karte hue Apne trade lagaen jisse hamara account bhi mehfooz rahe aur hamen normal bhi profit hans ho
              • #8 Collapse

                Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                gee han dear hamain forex main fresh mind main kam karin gay to he hum is main kmayab ho gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main mahant say he forex main kam karty hain forex aik best online business hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                  Click image for larger version

Name:	chart-1905225_1920.jpg
Views:	6
Size:	631.7 کلوبائٹ
ID:	12335455dear forex mebers yeh jo hum business kar rahey hain jisey keh hum forex trading kehty hain dear members yeh ik asa business hay jo keh hamen bohot hi ziada acha profit bhi deta hay or hamen loss bhi usi trah sy deta h ay to dear members isko krny keleay hamen chaheya keh hum forex trading ko achi trah sy smjhen aor isey tab karen jb hum relax hon hum free hon aor forex trading hamen achi trah sy ati ho kun is men sab sy main chez hay forex market ko smjhna aor yeh tab hi mumkin hay jb hum stress main na hon hum easy hon hum bohot hi achi trah sy active hon aor dear forex market ki smjh hamen ik achey behaviour sy aor achey analysis kay sath hi ait hay otherwise yeh nahi ati
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                    Dost ap nay thk kha forex may stress mind kay sat kam nahi karna chay is may ap pr forex kay role ko achi thara complete nahi kar sakty or forex say faida hasal nahi kar sakty agar ap ko forex may kamyab hona chay to forex may mind ko hazar may rakhna chay is say ap ki learning may bhi azafa hota hay or ap ko achi earning hasal hoti hay mind ka hazar hona bht zarori hay forex may kam karny kay lya
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                      Salam dear members aapane bilkul sahi kaha hai hai hamen kabhi bhi stress mind se trading nahin karni chahie hamen hamesha soch samajh ke heel trading karni chahie jab ham log freshminds se trading karenge to tabhi Ham ismein kamyabi hasil kar sakte hain isliye aapko hamesha fresh mind se trading karni chahie tabhi aap ismein kamyab ho sakte hain depression mein aakar kabhi trade open na Karen isase aapko kafi jyada loss face karna pad sakta hai main soch samajh ke school se hi trading start karen .
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                        ji bilkul dear friend hamen koshish karne chahie ke jab ham forex per work karen to hamara mind bilkul bhi satirist Na hona chahie balke fresh mind ke sath hi hamen main forex per work karna chahie Kyunki Ek fresh mind achcha varg karne ki ability rakhta hai aur fresh mind ke sath ham bahut achcha work kar sakte hain aur bahut acchi kamyabi bhi hasil kar sakte hain isliye bilkul bhi mind Mein satis na hone den balke apne mind ko fresh rakhen Taki hamen bahut acchi kamyabi hasil ho jaaye
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                          Salam dear member
                          g ap ny bilkul saiii kaha ha ky hamy stress mind ky sath trading nh karni chye q ky jitna strees mind ho ga utna kam ganda ho ga loss ho ga hamary mind ma sarif tenstion ho ge kam ki fikar nh ho ge hamay forex sy faida uthana chye q ky hamy forex ny itna acha kam karny ka muqa diya ha
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                            assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham forex mein stressful mind se kam karenge to uski vajah se hamen bahut jyada lost ka samna karna pad sakta hai isliye aapko chahie ki aap hamesha refreshments a trading Karen aur forex mein bhi kam hamesha fresh mind se Karen tabhi aapko ismein fayda milta hai aur trader ki sabse badi galti se hoti hai ki vah trading ke donon hamesha jaldbazi aur emotions ko aane deta hai uski vajah se kabhi bhi vo trade successful nahin ho sakti isliye hamen chahe Ham train mein kabhi bhi besabri Na Karen aur hamesha freshman se trading karenge to bahut jyada fayda milega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein stress mind k sath kaam na kareen..jaizaa

                              assalamu alaikum bilkul theek hai Rahe Hain aapke hamen fresh mind ke sath forex trading nahin karni chahie balke fresh mind ke sath trading karni chahie agar Ham press mein ya tension mein aakar trading karenge to hamen bahut bada lost a sakta hai logon se bachne ke liye jaruri hai ki aap freemind ke sath acche aur fresh mint ke sath trading Karen kissey chatting ka stressed nale aur tension ke sath jawab trade karenge to aapko last ke Siva kuch hasil nahin hoga agar aap logon se bachana jaate Hain to uske liye jaruri hai ki aap apne mind ko fresh rakhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X