Safe Trading Karein
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safe Trading Karein
    Apko Mai Aj Ye Advice Dena Chahoun Gah Keh Ap Hamehsa Safe Trading Ko Choose Karein Koun Keh Safe Trading Mai Hamein Loss Nhi Hota Or Hamein Acha Profit Hota Hai Or Hum Loss Say Bhi Bachy Rehtey Hain Safe Trading Kay Liye Hamarey Pass Acha Balance Ka Hona Lazmi Hai Or Small Lots Par Trading Karni Chahiye Jis Par Hum Trade Kar Rahy Hain.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Safe Trading Karein

    Forex Trading me safe trading k leye zarori hai k hum forex trading me proper plan k sath trading karen aur koshash karen k ziad lot size se parhez karen aur commodities ki nisbat currency pe focus karen. Forex trading me gold ki trading sab se ziada riski hai aur is se hamen bohut profit ya loss ho sakta hai. Forex trading me kaam karne k leye hamen commodities pe ziada trade karna chaheye lekin hamen proper information bhi honi chaheye. Commodities pe trading bohut riski hai q k ye technical analysis k through movement nahi karte in ki movement fundamental analysis pe hi hoti hai. Hamen chaheye k jab bhi gold pe trade karen to proper market ko watch karke hi trade open close karen. Jitna hum gold pe trading karengay to ye ya to hamen bohut ziada profit degi ya bohut ziada loss. Is waja se hamen trading karte waqat bohut ziada mutat hona zarori hota hai aur koshash karen k kam lot size se he gold pe trading ki jaye, ta keh hamari trading kuch na kuch safe rahen.
    • #3 Collapse

      Re: Safe Trading Karein

      Assalamu alaikum dosto aapane bilkul sahi kaha hai ki ham Forex trading mein apna knowledge or experience ko use Karke humse trading lagaen jisse hamara knowledge increase ho aur hamen onion Bihar se log kyon ke Forex trading ke kaisa business hai jo ki hamare experience mehnat aur knowledge par depend karta hai ham ismein apna jitni bhi jyada experience aur mehnat Ka istemal karenge to hamen itni jyada nighasan hogi aur hamara account bhi save rahega agar hamara account se rahega to ham jyada se jyada Apne ghasal kar sakenge aur ISI dauran jab ham koi trade fair trade lagate Hain to ham market ke trend ko samajh Kar Apne trade lagani chahie aur analyse ko read karte hue Apne trade lagani chahie Jaise hamen nuksan Na ho Dal ke hamen earning hans lo jitne bhi ham sev trading karenge to hamen itni jyada fayda Hoga aur hamara utani diya tha account mehfooz rahega main bhi tamam 200 se kahana Chahta Hun Ki vah sev trading Ka istemal Karke apni trade lagaen Jaise unhen fayda Hasil ho koshish karen tamam dosh Apne trade lagate waqt senior ke helpline analyse ko rate Karen aur market ki movement ko acchi tarah samet kar Apne trade ka intekhab Karen taki vah nuksan hone se Bach jaen
      • #4 Collapse

        Re: Safe Trading Karein

        bhai aapki baat bilkul theek hai aur Main agar aap se apna personal experience share karun ki Jab ham log Apne account balance ko Dekhte Hue safe trading Karte Hain usmein Humko Kabhi Bhi Jyada nuksan Nahin ho sakta aur Humko nuksan is Waqt Hota Hai Jab ham log Apne account balance Se Jyada load Sahi Lagate Hain aur Jyada risk Lete Hain isliye Jab Bhi trading Karen koshish karen sirf trade Karen aur account ke mutabik hi reach Karen Taki Agar nuksan Ho bhi Jaaye to vah Itna Jyada Na Ho Aur vah recoverable Ho Varna jyada nuksan ho sakta hai aur account Khali ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Safe Trading Karein

          Trading kertay huay Agar traders safe trading Karey to unhain ziada faida hota hai. Forex trading business mai jo traders safe trading kertay hain woh small profits kay saath total bohat acha profit earn ker saktay hain. Safe trading kerni chaiye aur kaamyabi ka duration ziada ker laina chaiye. Her trader ko apnay account ki safety first rakh kay he apna business barhana chaiye. Jab bhi traders ziada profits ka laalach kertay hain to unhain uss say nuqsaan he hota hai. Forum members ko to wesay bhi small profits kay liye he kaam kerna chaiye takay woh apna bonus balance safe rakh sakey aur uss say safe trading ker kay profits bhi lay sakey aur saath saath bonus jama ker kay balance bhi ziada ker sakey
          • #6 Collapse

            Re: Safe Trading Karein

            ji ha ap nay thk kha forex may best trader wo hi hota hay to apni trade ko safe karta hay forex kay role ko follow karna chay is say ap ki learning may azfa hota hay or ap ko achi earning hasal hoti hay trade ko safe karny kay lya kam lot size ka istamal karna chay ta kay ap ko is say loss bhi ka ho or profit bhi kam hota hay forex may mahant karni chay ta kay acha profit hasal or loss say nachna chay
            • #7 Collapse

              Re: Safe Trading Karein

              gee han dear app nain thek kha hai hmain forex main agar kamyabi hasil karni hai to hamain forex main safe trading karin gy tohe hum is main kamayab hon gay forex main wohe log kmayab hoty hain jo is main mahanat say he forex main kam krty hain forex aik best online business hai hmain forex main market ko analysis kar kay he hum is main kam kairn gy to he hum is main kamyab hon gy forex main acha kam karain gay to he hum i smain kamyab hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Safe Trading Karein

                dear is baat ko ham sab ba khoobi jaan saktay hain k is makreet main kaam akrnay k liye agar haamray pass kam say kam experience hay aur tab bhi agar ham is main risk aur lalach say kaam kartay hain to hamari is markeet main kaam karnay ki kamyabi ko ham kabhi bhi hasil nai kar skatay hain jisk liye ham jitna ziada is main risk laitay jayngay hamain is makret main kaam akrty huway utna he ziada lose hota jata hay aur agar ham is main kaam kartay huway aik safe tareekay say apnay knowledge ko use kartay huway agar ham kaam akrtay hain to ham is makreet main kaam akrtay hwuay hamesha k lye achi trading karnay say kamyab ho satay hain aur agar ham is makret main kaam kartay huway is hisaab say kaam kartay hain k sath sath risk aur reward say kaam kartay hain to hamko is mian ha kisam k lose say bhi ach akuch is liye mil sakta hay k ham makreet k baray main leanring bhi kar skatay hain aur sath sath ham isk baray main kaam akrtay hwy seekh bhis aktay hain jisk liye haamray pass isk baray main experience ka hona lazmi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Safe Trading Karein

                  Aik asha trader wo hota hy jo apny account ko safe rakhy aur sath sath profit bh bnay account ko safe rakhny ke liy ap ko kum se kum risk laina chay lot size hamesha kum se kum rakhin aur at a time ziada se ziada 2 trade hi open kren
                  • #10 Collapse

                    Re: Safe Trading Karein

                    Forex trading mein jabi trading Karen to safe trading Karen Apne account ko mad nazar rakh jr tarding kren kabhi bhi jaldbazi aur lalch se kam na len trading karte waqt Apne account balance ko dekh kar trading Karen overtrading se avoid kren hamesha market ka analysis kr k tarding kren Apne account se bari lot ki tarding Kabhi bhi na kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Safe Trading Karein

                      Jitni ham log safe trading karenge uska hamen benefit ya hoga ki hamara account save rahega aur usse Ham apni Mani ko manage kar sakenge to isliye hamen chahie ki ham log acchi aur successful trading Karen or apny account ko save rakhein or money b bnein to yeh btein hmary liay zarori Hein keh ham log in chezon par focus krein or khud ko acha trader bnein
                      • #12 Collapse

                        Re: Safe Trading Karein

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                        Apko Mai Aj Ye Advice Dena Chahoun Gah Keh Ap Hamehsa Safe Trading Ko Choose Karein Koun Keh Safe Trading Mai Hamein Loss Nhi Hota Or Hamein Acha Profit Hota Hai Or Hum Loss Say Bhi Bachy Rehtey Hain Safe Trading Kay Liye Hamarey Pass Acha Balance Ka Hona Lazmi Hai Or Small Lots Par Trading Karni Chahiye Jis Par Hum Trade Kar Rahy Hain.
                        bro agr hamare pas acha knowldge or acha tajbra hai to ham achi trading krskte hai or agr ham safe trading kren ya na kren hame frq nh prta q ke hamre pas tjrba hai agr tjrba nh hai phr to apko safe trading krni paregi or hame loss se bh bachna hoga or ham trading ki [practice kr skte hai logo se guidness le skte ha to hame chaiye ke logo se sikhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Safe Trading Karein

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
                          Apko Mai Aj Ye Advice Dena Chahoun Gah Keh Ap Hamehsa Safe Trading Ko Choose Karein Koun Keh Safe Trading Mai Hamein Loss Nhi Hota Or Hamein Acha Profit Hota Hai Or Hum Loss Say Bhi Bachy Rehtey Hain Safe Trading Kay Liye Hamarey Pass Acha Balance Ka Hona Lazmi Hai Or Small Lots Par Trading Karni Chahiye Jis Par Hum Trade Kar Rahy Hain.
                          Hamain forex se mutmain rahtay hoe kam ko sar anjam dena chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Safe Trading Karein

                            G sr ap ne sahi kaha hai dekhen sr forex me trade karne ke lye hamen proper time de kar hum forex ke rulls ko samjhna hota hai jis ke baghair hum forex me best trade kar sakte hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Safe Trading Karein

                              Exactly brother.. safe trading ko apna prime rule bana len aur safely trading karen jis sy aapko loss kam sy kam hoga. Safe trading sy muraad ye hota hai k unnecessary risk na len aur fade signals aur analysis per barhi lot size rakh kar trade na kea karen. Jab aap in tips ko apni practice bana kar trading Kiya karenge to aap ko loss hone k chances minimise Ho jaenge aur aapki maximum the positive rahenge. Trading mein just profit hi nahin hota loss k chances bhi itne hi hote hain jitne chances profit k hote Hain. Jyada profit ke chakkar mein parh kar risk na len aur apna lot size zyada na rakhen...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X