aslamu alikum,aaj mn aap se bearish thursting pattern k baaray mein information share krna chahta hon.
thrusting pattern aik aisa price chart pattern hay jis mein aik long bearish candle hoti hay iskay baad dosri candle bullish hoti hay aur bullish candle jo hoti hay woh bearish candle k close se thora sa oper close hoti hay magar yaad rahay k bullish candle ki closing jo hay woh bearish candle k centre se neechay honi chahye.thrusting pattern bearish pattern k continue rehnay ka aik signal hay ya aap isko aisa keh saktay hain k yeh bullish reversal pattern hai.
thruesting pattern ko confirm krnay ka tareeqa yeh hay k bullish candle gap open honi chahue aur bullish candle ki closing bearish candle k centre se kuch nichy ho.thursting pattern aik confirm bearish pattern hay magar phir bhi trade laganay se pehlay achay tareeqay se analyse krein aur is pattern ko follow krtay howay bhi apni trade mein stop loss lazmi lagaayin.shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим