Asalaam U Alykum Dosto:
Umeed hai sab dost kheriyat se hon gy aur pura hafta behtreen trading karne k baa dab weekend se lutaf andoz ho rahy hongy.
Main forex trading mein naya hon aur abhi bahot kuchh seekh raha hon aur sath mein demo par apni practice bhi kar rha hon.
Mera sawal ye hai k hume kisi bhi market mein trade shoro karne se pehly knsa tool ya indicator ya oscillator istimal karna chahiye taa k hum nuqsan se bach sakein?
Maine RSI ko istimal kia tha us k bare mein bhi pochhna tha k 70 30 pr hi istimal krna theek hai aur kis tareeqy se istimal karna chahiye Kyon k maine us ko istimal kar k trades lagane ki koshsh ki hai lekin us k natayj behtreen nahi hein
Ab Fibonacci strategy ko seekh raha hon. Es strategy se market k rujhan ka to pta chal jata hai k kis tarf jaye gi lekin es baat mein mushkil hoti hai k trade kab shoro karni chahiye aur kahan se shoro karni chahiye. Es liye aksar meri trade jo hai wo stop loss ko chhu jati hai jis se nuqsan hota hai.
Es liye main tamam senior members se pochhna chahta hon k ap log btayein k kon sa tool ya indicator ya strategy ya oscillator istimal karna chahiye taa k hume trade ka behtar pta chal saky k kahan se shoro karni hai.
Tamam dost apne tajrabat k mutabiq jawab dein taa k zyada se zyada seekhne ka moqa mil saky.
Jawab tafseel se misaal k sath samjha dein gy to zyada mehrbani hogi.
Shukria

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим