Work hard leads to success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Work hard leads to success
    Yes dear members work hard is necessary for the success because when we work with honestly on Forex the chance of success increase so work hard is the name of success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Work hard leads to success

    G mere dost thek kaha ap ne agar ham hard work kare ge to ham success ke kareeb a jaye ge aur agar ham karte rahe to success mile ga ap ko ny milta jetni ap mehnat kartay ho. or trading min ye hy k ap jetni mehnat kartay jo us ka pora benefit milta hy ap ko. es leye trading is best then every job.
    • #3 Collapse

      Re: Work hard leads to success

      Absolutely right...Hamara Hard work Hamein Kamyabi k qareeb Ly jata hai Or apny sahe kaha K ye Zaroori hai K apka Hard work hooo Tab he ap Successful Ho sakty hein or Forum my hard work ka Matlab hai k Learning or unique Material generate karna ta K apki posts delete na Hon or acha bonus aye unpy Is liye hamein aony skills ko Imorove karna chahea or ye sirf hard worl sy He possible hai or jab tak hamari Mehnat nahn Hoge hamein success nahn mil Sakti..
      • #4 Collapse

        Re: Work hard leads to success

        G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men kamyabi hasil karna mushkil hota hey kiun k iss men bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Work hard leads to success

          Hard work leads to success this is absolutely right Ham jitni Jyada mehnat Karenge Ham uska utna hi jyada fal Payenge Agar ham Apne Karm ko daily basis per discipline ke sath karte hain aur ham Ne Jo target Apne dimag Mein set kiya hai usko daily achieve karne ki koshish Karte Hain aur achieve Karte bhi Hain To Ham aasani se Kamyab ho sakte hain Ek vetan trader ki Ki Sabse Badi Nishani Yahi hoti hai ki vah Apne goal ko Har Surat Mein achieve Karta Hai discipline aur aur wali kam karte hue lalach Se Dur rahata hai yahi chij use Ek Kamyab trader banati hai
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Work hard leads to success

            dear agar ham is world main kisi bhi kaam ko start kartay hain to usk liye jub tak ham achi mehnat say kaam nai akrtay hain aur jub tak ham is makreet main kaam akrtay hwuay har aik cheez ko aur har aik baat ko explin k sath share nai akrtay hain hamara kisi bhi kaam main successs hona uar hamara usko smajhna hamko koi bhi faida nai day sakta hay jisk liye agar ham is makreet main bhi kaam akrtay huway agar isk baray main sahi aur propper tareekay say is main agar ham kaam nai akrtay hain to ham is market ko kabhi samjh nai saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Work hard leads to success

              jitni mehnat kreinege utni hi kamiyabi hasil kreinge software use kerna seekyhna chiaya us kay baad us ko trend ka samjhna chaiya yeh aik basic learning hai jo k her trader ko ani chaiya member loss ke waja sy chor rahye hai forex ko tu new member ko trading kerne sy playe trading ko learn kerna ho ga khoe ky long term business ky lie ye must hai
              • #8 Collapse

                Re: Work hard leads to success

                Ji haan dosto Is Baat Mein Koi shak Nahin Hai yah Hamen success Hasil karne ke liye mehnat karna padati hai, Duniya ka koi bhi kam ho mehnat Kiya Bajar Aasan Nahin Hota. Aur Duniya Ka Har ka mehnat karne se Aasan ho jata hai. Duniya Mein jitne bhi Kamyab log Hain unhone bahut mehnat ki hai. Mehnat Karne Wale Logon Ki Duniya Mein Kamyab Hote Hain. Agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen bhi mehnat karna padegi. Aur Agar Ham Nahin Karenge To Ham bhi Kamyab ho sakte hain. Isliye jaruri hai ki ham apni post Ke status ko achha Se Achha banane ki koshish kare. Is Tarah ham Achcha bolo shasan kar Sakenge aur Forex trading mein bahut jald Kamyab Ho Sakenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Work hard leads to success

                  Yes my dear hard work is a key to success in l life hamen iska matlab hona chahie ki aaya is pure fikre ka kya matlab hai hamen chahie ke yahan pure dhyan se iske matlab ko samjho ismein bahut sari baten Hain isase yah jahar hota hai ki kitna ham meena se Kam karte Hain aur kitna hamen main profit hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Work hard leads to success

                    Giada Fanaa film bilkul theek kaha hai ki hard worker Hamesha Kamyab hota hai koi bhi hard worker Aisa nahin hai jisse na Kami ka Samna karna Pade aap jitni Jyada mehnat Karenge aapko utna Jyada uska fal milega so koshish karen Kya hard-working Karen Din Raat mehnat Karen tabhi aap Forex Mein Kamyab Ho Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Work hard leads to success

                      ap ki bat theek hay jo b hard work karey ga success hay forex mein buhat mehnat karna parti hay tab hi forex mein koi kamyab hota hay forex kay business mein bhi dusrey business ki tarha hi din ba din taraki hoti hay ye aik business hai jis main aap ko pori ahtiat say work karna hota hai is main aap ko loss b ho sakta hai or is main aap ko profit b hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Work hard leads to success

                        jitni ache se mehnat kreinge utna jaldi bonus mileiga log jese he forex join krty hain wo chahty hain k zyada sy zyada profit earn kr skyn. They need lots of knowledge about trading otherwise they will face heavy loss so be careful. q k demo trading sy traders k paas market knowledge aati hai jo k traders k liye boht helpful hoti hain unki real trading k liye. Demo trading sy traders main boht achi trading skills develop hotey hain jo k unk liye useful hotey hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Work hard leads to success

                          Thek kaha bhai work hard se ham kamiyabi tak pohanch sakte ha aur is ke beghair hamary qismat me nakaami he nakaami hogy is man time ki koi limit nai hoti yeh 24 hours available hota han ham jab chahay yahan pr working krskty han or earning krskty han or hamy koi problem bi nai hogi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Work hard leads to success

                            jitni mehnat utna hi kamiyab honge then need some experience from demo trading and from a expert forex trader then i think can earn profit from forex. sheekhy yahan par kam karnay ki traning lay awr phir pori mehnat say yahn par kam karay ga tw zaror reward bhi mil sakay ga . rules awr experience sab say zada important hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Work hard leads to success

                              g han ap nay shi kha hai humain agar success hasil kurni hai to humain achay say hard work kurna chahiye or humain achaay say apnaa kam kurna chahiye agar hum achay say apnaa kam kuray gay or hum es main hard work kuray gay to humain es trah say apna kaam jari rukhna chahiye or achay say humain es main apna kam kurna chahiye hum es main jitna zyada achay say apna kam kuray gaay or hard work kuray gay utna he humain success hasil ho pay gii to achay say apna kaam kurna jari rukhay gay or hard work kur kay kamyab hon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X