Support your needs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    g bilqul bhai aur mein aisa hi kar raha hoon jesa k aap ne apni thread mein kaha hai. mein apni studies k sath forex per part time trading karta hoon aur apne guzare kliye pocket money khud hi earn kar leta hoon jis se mujhay apne ghar se paise nahi lene parhte aur mere parents b mujh se buhat khush hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      forex is a big supporters to neeedy person its support to students who wants to get high education but not come true theirs dreams shortage of income
      • #483 Collapse

        Bhai jan agar ap forex trading ko learn kar lo aur phr us sy ache incom nikal sakty ho aur phr apni zarroyat ko pura kar sakty ho aur apne le aur faimly k lea support ban sakty ho.
        • #484 Collapse

          Ye baat bulkul teak hai ky jasa sy be ho forex ko seeko aur jadar sy mumkan ho knowledge basal karo takey ap log forex sy munafa ly lo aur apney zindigi ko sanearov q k ye bohat acha business hai
          • #485 Collapse

            g my dear frnd me abi new hu or dosto ki hlep se forx ko learn kr rha hu dosto me abi new hu ap sub ki hlp se forx me expirnce gain kr trading krna chahta hu plz hlp me in currecny sale purchase kaise krti he
            • #486 Collapse

              Forex is very profitable but risky business and so we must only take what we need and then leave the rest because in forex there is the high potential of getting greedy which at the end of the day lead to loss of money at any time of the day. greed is bad for all
              • #487 Collapse

                g bilkul appjo hai apnee needs ko forex se support kar saktee hain nad yee app k lia bohat acha way hai earning ka and app jo hai wo apnee needs ko pora kar saktee hain is se
                • #488 Collapse

                  g bhai g may samajta hun kay tradinng may sport aur resisten bukhat hi zaruri hoty hai may sajta hun bhai g aur hum ko is ko samaj kay hi trading karna chay
                  • #489 Collapse

                    forex se humein her kism ki support mil sakti he, parents aj kal is expensive era mein humari tmam needs pora nai kar sakty humein khud bhi mehnt karna hogi hum agar forex karin gay to hum apni needs ko easily meet kar lain gayforex tradning sey apn ihelo khud he ker kste yhian apnney gher waloon ko support bhe ker sktey hain is liey stdudents ko forex trading sey kafi fida hasil ho skta hey
                    • #490 Collapse

                      Ji han jo students higher lavel ki education hasil kerna chahte hain ya kisi ko unemployment ka problem hai to un peoples ko forex forum aur forex trading se support kerne ki zrorat hai.
                      • #491 Collapse

                        yes dear jab tak ap kissi ki help nahi lete ap iss business mai sahi tor per kamyab nahi ho sakte q k forex ka business bohat difficult hai iss mai ap ko kissi expert ki zarorat zaror parti hai.
                        • #492 Collapse

                          han g agr ham na fx ma kam karna hai to us k lai ahmy bohat mehant karna ho gi jis sy ham fx sy achi earning haseel kars akty han fx ak bohat acha kam hai jis sy acha profit haseel kars akty han
                          • #493 Collapse

                            bhai jan main apki is baat se agree houn k hum is main aghr trade krty hain to humain is main mehnat k sath trade krni chahiye q k aghr hum study krna chahty hain to hum janty hain k humari fee or dosry b bht sary kharchy hain or humary ghr waly is ko pay nahi ker skty is liye humain khud hi is main se earn krna hoga
                            • #494 Collapse

                              i think agr aap student hain or aap k walden aap ka khrcha nahi utha skty to aap forex trading pr kaam karajin to forex aap ki boht help kar skta hia or agr aap agr poor hain to aap forex trading pr kr k achi earning kr sktain hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Humari life ki needs puri karny kay liey humay paisy ki zarurat hoti hay aur wo paisa hum apni trading say profit ki surat main nikalty hay so humay apni need ko pura karny kay hesab say he earn karna chahiey ziada lalach nahi karna chahiey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X