zamana e qadeem main japani log tejarat karny ka lye candle use karty ha jasy rice ka bag pa candle bana dety tha usi ki base par jadeed trading main chart ko desing kiya gaya ha or chart par jo candle han usi nisbat sa han or in main sab sa ahim candle jo use hoti ha woh marobozo ha ye market ki direction ko change kar deta ha ab agar ap na chart ko samjhna ha to is ki history ko parhna ho ga tab ap ka lye chart ko read karna assan ho jaye ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим