Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    insan ke fetrat hai ky wo dosro par he blame dalta hai magar insan wohe acha hota hai jo apny ghaltyn ko many.forex sy jab ap kamaty ho to loss be is kaam ka hissa hai mery kyal my humy forex py blame nhe dyna caheye humy apni ghultyn ko maan ky mhnat kani cahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      forex ko blame karny kay bajay humain apni skills ko barhana ko ho ga forex main ta kay is main hum sahi decision lay sakin q kay forex aik open business hay is main har koi apna fasla khud karta hay to is main hum forex ko balme nahi karsakty.
      • #138 Collapse

        forex trading mai agar hamy loss hota hai to hamy forex trading ko blame ni karna chahiya bal k hamy chahiya k ham is mai ziada sy ziada hard working kary ta k ham is mai aik kamyab trader ban saky is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain
        • #139 Collapse

          bhai yeh forex business hai or is me hame acha hi profit millta hai hum forex me good profit earn ker shakhte hain or hum ko forex me loss k chance b kaam hi hote hain forex hame acha profit deta hai my dear
          • #140 Collapse

            yes it is right that after the loss everyone blame to the forex trasdng business so do no blame to the forem trading business which is providing you the both way to earn more and more in the forex trading business in the world of one line business
            • #141 Collapse

              jee haaan main bilkul agree kartaw hun apki baat say hum haaar dafa yahi kartain hain kay galti khud kartain hain or blame dusroun ko kartain hain jaab hum kaam knowlege ki waja say hamain lost hotaw hai to hum khud ko nahi forex ko blame kartain hain ..
              • #142 Collapse

                humko kisi aur ko blame dainay ki bajaye apni mistakes se sabak seekhna chahye because loss humko hamari mistakes ki waja se he hota hay aur mistakes se he insan seekhta hay aur experience hasil karta hy
                • #143 Collapse

                  g bhai jan forex trading account me ager hame loss hota ha to us ki main reason apna ghalti hoti ha na k forex ki forex to ak business ha is me loss or profit ka zimadar trader hud hi hota ha g wo ager chahye to profit b le skta ha or loss b kr skta ha g
                  • #144 Collapse

                    yes brother app ny bilkul thek bola ha jub b loss hota ha trader ko to wo forex ko he sub kuch bolty han un ko cahyea k wo apni mistake ko aprove kerin tab he wo kuch sekh saky gay
                    • #145 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      After having a bad situation in your trade, it is really wrong to blame others without realizing the actual cause of it. Some blame forex trade and other used to blame their broker, however you can also be wrong sometime.
                      Han bhai hum me ye bohat bari borai haijab hum forex me loss kar dete hain to hum forex ko blame karte hain is me forex ka kia kasoor hota hai forex to hume platform de raha hai earning karne ka baqi tio sab hum khud kar rahe hote hai trade bhi hum lagate hain is me forex ka kia kasoor hota hai....
                      • #146 Collapse

                        mera nahi khyal k agar hum nuqsan karwatty hyn tw us main humyn forex ko blame karna chahiye .. agar forex main humyn profit milta hy tw uska agr credit humyn jata hy tw loss ka blame bhi humyn jana chahiye
                         
                        • #147 Collapse

                          market ko blame karna hamari bohat bari ghalti hai market tu apny levels kay hisab se hi chal rahi hoti hai ghalti tu hamary khud kay decision me hoti hai. Jab ham profit me hoty hain tu kia tab bhi hum market ko hi blame karty hain? Nahi , hum aisa kar kay apny experience ko bad kar rhy hain. Loss karny kay baad market ko blame nahi karna chahaiay balky apny weak points ko zehan me rakh kar apny aap ki skills ko improve karna chahaiay.
                          • #148 Collapse

                            humain kisi ko bhe blame karnay say pehlay apnay collar main daikh lena chaheay kay humara collar kitna saaf hay, kisi aur ko blame karna to bohat easy hota hay lekin hum apni mistakes ko bhool kay dusron ko blame karna shuru kar daitay hain aur forex trading main honay wala profit aur loss sirf aur sirf humaray leay hua decisions pay depend karta hay na kay iss main forex ka koi hand hota hay...
                            • #149 Collapse

                              jee han me ap se agree hu or me apko ye batana chahata hu k har waqt hum forex ko dosht ni de sakte hain q k loss hamari bi kisi waja se ho sakta hai na q k mene itna bar mistakes ki waja se loss kia hai to mere loss ki waja mistakes hain..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Yes sir forex me ager ap ko koi bi forex k bare me kuch keh ta ha to ager ap us k kehny par forex me us tara karty ha to ap ko ager kuch loss ho jata ha to ap us ko forex me ap k mind chang ho jata ha our me to kud forex me bahot he kush ho q k forex me ap kud he trading kary to achy hota ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X