Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Bhai g hamy kabhi bhi forex ko blame nahi dena chahye kiun kay jab hamy forex main loss hota ha to us main hmari hi galti hoti ha is main forex ka koi qasor nahi hota...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex trading ke kaam mein hum se jo mistakes ho rahi hai us ke responsible purily hum khud hote hai kyo ke aap dosro ko blame nhn kr sakhte hai kyo ke forex ka kaam entirely ap ke skills and capabilities and hard efforts pe depend krta hai agr ap sirf dosro ko blame krte rahe ge tu is ka impact ap trading ko hamesha loose krte jayenge is lye ap reasons ko search krna hoga jis ki waja se ap losses mein hai
      • #123 Collapse

        hame forex se koi nuqsan melte he to mere khyal me oo be hame apne ghalty he ke wajah se melghy aur islye chaye kay pehle demo account mein practice phr real account mein
        • #124 Collapse

          Jee hamesha forex market ki ghalati nahi hoti yun to ilzam tarashi se to ap hi ka nuksan hoga kyun k forex market to apne bahes kregi nahi k apki ghalati thi ya uski to ap hi pich hath jaenge or nuksan sirf apka hi hoga.
          • #125 Collapse

            Yes bilkul sahi kaha hai ap ne kay hamain forex ko blame nahin karna chahiye kyun kay ghalti hum karte hain aur hum blame karte hain forex ko hamain chahiye kay hum panic hone kay bajaen aur apni ghalti par parda daalne kay bajae use kabool karna chahiye
            • #126 Collapse

              jab forx par loss ho to blame hume trading par nahi deana cahye k forex fake hy . balky hmen sochan cahye k hamry kaam maen kiya galti hogai thi jo hum ny loss paya hy
               
              Luck After Hard Work
              • #127 Collapse

                forex trading main achi earning hasil kerna asan nahi hi magar agar ao iss main kamyab ho jate ho too asni se achi earning ker loo gye iss lye achi learning hi ap ko achi earning de sakti hi iss main kamyab sakht mehnet se milti hi
                • #128 Collapse

                  Yeah, we are responsible for the return from any trade. We need to analysis well before trade and then control of emotions play vital roles there are many things working to gather for profit like strategy, money and risk management and many more its we can't able to handle all things then its our mistake.
                  • #129 Collapse

                    salam dosto,forex ak asa buisness ha jis ma mehnat kiye bagair kuch nai ho sakta q ka kuch galtia hamari b hoti ha jis sa hamy b loss hota ha,log forex ko us waqt blame karty ha jab un sa koi kam nai hota wo dirf paisay ko dykhta ha kam ki parwah nai karta to phr wo fprex ko blame karta ha.
                     
                    • #130 Collapse

                      forex trading main ye aik haqeqat ha jub koi bi trader trade ghalat karta ha tu wo biame forex ko karta ha ya loss ho jaye tu blame broker ko karta ha ye ni sochta k main kon c mistake ki ha ha jis ki waja say loss ho gia ha
                      • #131 Collapse

                        Yes is main app ko kam karte hue koi bhi masla ho jye app is main forex main kisi bhi broker ke sath kam kar rehe ho app ko koi haq nahi hay aur app jab live account create karte hay app ko aik agreement deya jata hay is main app ko bataya jata hay ke app kisi bhi surat main bhi blame nahi kar sakte hay .
                         
                        • #132 Collapse

                          the forex controlled by activities beyond an individual, so the best you can do not to have yourself to blame is by trading with a well set out plan. the trades you loose after doing you best is no longer your fault to blame yourself.
                          • #133 Collapse

                            Ye to insan ki fitrat hai k kamyabi ko apne nam karta hai aur loss ko eccapt karne ki bajay kisi na kisi ko blame karta hai .achi baat ye hai k khule dil se loss ki reason ban'ne wali galti ko qabool kary.
                            • #134 Collapse

                              if your working in forex trading then dont always blam to forex trading of your loss, try to understand your mistake, and also find your reason behind your mistakes and try to not repeat those mistake again
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex ek aisa business h ke is m kabhi boht zda loss r kahi boht zada profit ho jta h yeh sb is m chalta rehta h r jb logon ko profit ho rha hota wo khush hote h r jesy loss hota h tu apni galti mane ki bajya yah forex ko blame krte h yah ni mante h ke inki kud ki kahin galti ho gi is liya mery doston ap dosaron ko blame ki bajye kud apny ap ko dekhy ke ap ne kahan galti ki tak ke next time aisa na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X