Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    indeed when i 'm concenered you're correct if all of us obtain poor scenario within forex currency trading all of us begin to fault foreign exchange that is not really correct if we now have reduction therefore it might due to our very own errors we ought to require exercise in order to save through reduction and also to make money.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      We in no way fault as well as my personal agent my personal reduction. simply because I understand how the error is actually my own. We reduction within industry with regard to my personal problems therefore there isn't any effect associated with foreign exchange as well as agent during my reduction.
      • #858 Collapse

        g bro ham aksar market ko blam karty ha or apny loss ka zimy dar b usy kahty ha jab k market ka in order to operate he ups ALONG WITH down hona ha hamy ya dykhna chaeya k ya hamri galti ha or perhaps ham ny trade worng ki or even hamy apni galti ko samj k after that date all of us sy bachna chaheya ta k next night out you galti ki waja sy loss na ho
        • #859 Collapse

          Gee bhai mai bhi aap logon ki baat sai agree kerta hoon kabhi bhi aap ko forex per blame nahi kerna chahye ye markrt he aisi hay kabhi bhi kahin bhi move ker jati hay care full rehna parhta hai is mai bohot.
          • #860 Collapse

            ha jab hi kisi lo loss hote hai to wo sirf forewx marklet par hi blame karta hai ki forex memarket ne dhika diya tha par sahi me to traders ka hi mistake hota hai i sliye hi loss hota hia pa sbaih logo kabhi apana mistake nahi mante hai par dusrey par hi inzaam lagate rahte hai us liye bhi success nahi milta hai
            • #861 Collapse

              ji bhai ji ap ki baat thek hai k forex main jab ham kam krty hain to hota ye hai k is main kam krny se hamy profit hota hai aur jab ham is main loss krty hain to gussay main is ko blam krty hain k is main hamy profit hona tha laikin ye kam hi galt hai aur mery khyaal main ye bilkul galt hai k is trha se ham is ki beizti krty hain
               
              • #862 Collapse

                Dont always blame forex ? brother subeh bhi ise tarhan ki aik post ai thii us may bhi blam forex ko kiya hwa tha.ager logon ki loss wali trade ki ager inquiri ki jay to 98% gulti logon ki apni hi nekly gi.
                • #863 Collapse

                  yes my dear friend ap ne kafi achi baat ki hae kiunk profit ya loss dono hi forex trading ka hisa hein is liay kisi bhi surat mein aggressive nahi hona chahiay aur na hi kisi ko blame karna chahiay.
                  • #864 Collapse

                    forex mein aap much money make kartay ho aur aap learning easily kartay ho aur earn akrna thora sa difficult hai aur is business mein aap ko sab sy ziyda important is ki hai practice karnay ki tab aap is business ko samaj saktay ho easily.
                    • #865 Collapse

                      g bhai apne sahi kaha hai ke forex mein kisi ko ijazat nahi hai ke forex ko blame karein aur humein balkein ....................chahye ke hum forex ka shukrya karein ke unho ne hum jese students ko part time aur home job ki sahulat faram kari.....................'
                      • #866 Collapse

                        Agar hum forex trading main loss kar lety hay to humay forex ko blamed nahi karna chahiey balkeh humay chahiey keh hum apni galtio ko note kar kay unko theak karen tab he hum loss say bach sakty hay.
                        • #867 Collapse

                          Assalaam o alaikum g bilkul forex mein kuch nuqsaan hojai to forex par blame nei daalna chahiye balke insaan ko chahiye k wo khud iska dhiyaan rakhe kyun k jab nuqsaan hota hai issamein forex k koi gunaah nei hota siwa k apne aapke tha'ts why forex par blame nei daalna chahiye har baar apne mistake b qabool karne chahiye insaan ko.
                          • #868 Collapse

                            ap ko blame nahi karna chayie aur forex aik risky business hay aur is mein ap ko loss ho sakta hy isi liye ager ap loss say ,bachna chatya hayn tu ap ko chayie hoga kay demo practice karay kiyon kay is say, ap ka knowledge and experience acha hoga aur then ap achi earning kar sakay gayn .
                            • #869 Collapse

                              bikul sahi kaha aap nay forex mien tou hameesha aap ko criticle situation say wasta rahay ga kyon k yeh aik aisa business hy jou shrow mien loss show kerta aor is k baad oper a neachay jata jis mien aap ko finally profit ya loss hota hy. aor aisi sorat e hall mien forex ka koi qasoor nahi balke ye tou aap ki planning thi jou fail ho gai aap forex responible thehraney ki bajay aapni mistakes search kerian aor is terah ki galtion ko repeat na kerian yaad rakhien ager aap nay trading mien mistakes ko pajerna seekh lia tou apnay trading ko seekh lia
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                Bhai jan mein apko yeh kahna chaonga ke forex trading ke andar agar apko loss hota ha to ap kisi or ko blame nahe kar sakty forex men trade ap kud kar rahe the aur khud he loss kia ha ap ne.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X