Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Assalam o alaikum yes brother hame kaby be forex ko blame nahy karne chaye agr hame forex se koi nuqsan melte he to mere khyal me oo be hame apne ghalty he ke wajah se melghy so apne ghalti se he sabq sekna chaye..................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      meray khyaal say forex main nakami ap ko apni galtion ki wajah say hi milti hai kion k forex trading ka is main koi hath nahi hta ap ko to bs ye aik platform provide karta hai paisay earn karnay k liye to ap ko ap ki apni galtion ki wajah say nuksaan hota hai
         
      • #393 Collapse

        aap ki typing speed achi honi balkih is me hamara hi qasoor hota hy keh ham treading me hard work nahin karty hain chahiye lekin ye zyada important ahi ke...............
         
        • #394 Collapse

          forex market ka kam up down jana hai jis me market bohat se traders ko profit de jati hai or bohat se trader ko loss ka samna karna parta hai.
          • #395 Collapse

            yes i m agreed with you that loss humhy apni mistakes ki waja sey hota hai kabhi bhi forex ko blame nahi karna chhaiyeh yeh apki lackness ki waja sey hota hai . .aur forex ko non-educated person hi blame kartey hain i think so . .
             
            • #396 Collapse

              bilkul thek kaha ap nay hemain forex ko blame nahi karna chahiay. jab ham koe ghalti kartay hen to hamain accept karna chiahay k ye hum say galti hoe na k ye ka hum forex ko blame karen.. koe na koe galti hum nay ki hoti hay but hum forex blame kartay hen jo k galat hay
              • #397 Collapse

                rhy ho koi ap ko force to nai kr rha to phr ap blame q krty ho dosron ko.jb ap ko profit hota hAI tb ap q nai bolty tb to ap khamosh rehty hain. very true and i also think so that you should not blame others for loss in forex trading i think that forex trade is the best earning way for all and we all need to gain more na d more income from forex trading so that we all can be a succeeded in forex tradinga nd can gain money from forex trading business. .........
                • #398 Collapse

                  meray khyaal say hamain jab bhi loss hota hai always hamari apni galti say hi loss hota hai to kch log forex ko blame karna shuru ho jatay hain so wo theek nahi kartay work hard and earn fair
                     
                  • #399 Collapse

                    yes as i am concenered you are right because if we get bad situation in forex trading we start to blame forex which is not right because if we have loss so it may because of our own mistakes we should need practice to save from loss and to earn money....
                    • #400 Collapse

                      g han bhai jan agr hum ko forex man kamyabi hasil krni ha to hum ko blame se bachna ho ge hum ko bilkul blame naha krni ho ge warna hum ko bhot he bra loss ho skta ha or ye humary liy acha naha ho g a
                      • #401 Collapse

                        Koi trade agar loss main band ho jaye tou is kay peechay kai reasons ho sakti hy. Sirf brokers ya trading business ko blame nahi dena chaye. Or trading start karty waqt humain yay baat maloom hoti hy k trading risky business hy. Kuch traders aisay hotay hy kay sari mistake sirf unhi ki hoti hy lakin blame forex business ko dety hain. Behtar yay hay k is business main anay say pehly is ko samaj lena chaye.
                        • #402 Collapse

                          Forex ko blame nhi Karna haya agar hum Forex trading main loss hota ah tu wo humr kud ki analysis our trading plana ki waja sa hota ha is liya kabahi Forex ko blame na kara only god trading plan ka sath kama kara tu loss nhi hoga .
                          • #403 Collapse

                            han g bilkul , hum sb ko achy akh hum si ami akm kar rhy hayn , magr hum si ami forex ko bilkul bhi blame na kren ku kah hum si ami akm k karty ahyn atyb hum is mai apny experienc epr hi karty hayn .
                             
                            • #404 Collapse

                              Most of time while trading in the market hum ya dakty hain kay situation kharab say kharab hoti ja rahe hay to hum daikty hain kay kay ho sakta hay kay hamare apni galti ho aur apny ap ko blame karny ki bajye hum broker ko dain to ya galat hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Jab ham profit me hoty hain tu kia tab bhi hum market ko hi blame karty hain? Nahi , hum aisa kar kay apny experience ko bad kar rhy hain. Loss karny kay baad market ko blame nahi karna chahaiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X