Dont always blame forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    I never blame forex or my forex broker for my loss. Because I know that the fault is mine and for my fault I loss in trades. so here is no chance to blame forex.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex Trading main Agar loss ho jaye Tou Aap Ko Apnaa Study level zaroor Check Karnaa Chahiyee kaheen na Kaheen insaan say ghalti hoti hai baz Aouqaat choti Si Ghalti bhi jan Leva Sabit hoti hai... Forex totaly mind Ka Calculation Ka kaam hai So Main ye Samajhtaa hon K Aap Ko Trading say pehlay forex ko Achi Tarah Samajhna or Sekhnaa Chahiyee Takaaay aap Forex par Apnay loss Ka ilzaam naa laga Sakain
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #108 Collapse

        yes bilkul agar apko ismain loss hojata hy ya ap avhi trading nhi kar pate to ap har waqt forex ko blame nhi kar sakte hain, ap ko khudh ko bhi dykhna hoga, or zayda pratice k sath khudh ko perfect bana kar trading karna hogi, kyu k ismain hitna learn karo utna kaam hy,
        • #109 Collapse

          App kisi bhi time aur kisi bhi galti ki waja se loss forex trading market ta broker per nahi laga sakte hay kun ke app ko is main kam karne se phile aik agreement deya jata hay jis main app ko loss ho jye tu yeh app ki kisi galti ki waja se hua hay is main instaforex ka koi bhi amal dakhal nahi ho ga .
           
          • #110 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            After having a bad situation in your trade, it is really wrong to blame others without realizing the actual cause of it. Some blame forex trade and other used to blame their broker, however you can also be wrong sometime.
            FOrex main nafa ya nuksaan hum khud kerte hain,,,is ke wajah se forex pe ghussa jaiz nhi,bal ke khud ko perfect banae pe tawaja huni chaye,.
            • #111 Collapse

              aslam o alaikum bhai jan si kaha hamen har time forex pe blame ni lagana chahye hamen jo nuksan hota he hamen apni galtyun ki wajah se es lye galtyan sudharni chahye aur forex ka koi kasoor ni hota loss main
               
              Luck After Hard Work
              • #112 Collapse

                jee janab ye tho zahir baat hey key aap ako agar forex buseinses ki koi ilam nahi hey aap is busisnes mey naye hey ya aap is busienss ko karney mey aap greed involve kar rahey hey thab aap ko is buiseness mey loss honey pey aaap is busienss ko blame nahi kar saktey sub aap ki kamzoori hoti hey
                • #113 Collapse

                  je haan forex tu ek business hai aur isko iss bat k lye blame nhe krna chahye k ap iss main loss krty ho aur forex hi main har kisam ki burai hay, nhe balky masla apk sath hota hai k ap trade ko samjh nhe patay aur uss main ap apni tayari nhe krty kyon k trading main apko chahye k mehnat aur lagan sy karayn takay profit milay.
                  • #114 Collapse

                    i totally agree with that do not blame forex for every loss. no doubt some time marekt behave strange but not every time . if a person getting loss ever than he is need to change his trading behavour hai. come to forex with a new strategy . here is not a forex fault but here is fault or trader himself. so try to count your fault to become a successful person and trader also .
                    • #115 Collapse

                      Forex per to blame banta hi nahi hay kun kay Froex aik reality ki base per chalti hay or us reality ko koi bhi jhutla nahi saktay is laiay agar kabhi bhi Forex main loss ho to usay chahiay kay Forex per blame karnay ki bjaey apni galti say sabaq seekhay.
                      • #116 Collapse

                        dear friend ap nay bohat acha sawal keya hay aur jawab be acha deya hay kay hamisha forex tradding per he blame na lagao apnay ap per be q kay ager a p ka experience nahe hay to ap loss ker saktay hain aur is kay leyi tu zimadar ho na kay forex
                        • #117 Collapse

                          dear forex main aap ko loss bhi hota hai or profit bhi es lie ager aap ko loss hota hai to aap sirf forex ko blame nahi kar sakty aap ko apni mistakes bhi accept karny chahye
                          Azadar Morai
                          • #118 Collapse

                            Yeh baat ap ny bilkul theek ki hai bhai k agr hamara account banned hota hai ya phr hamein block kr diya jata hai to is main hamari he ghalti hoti hai to hamein phr forex ko blame nhi krna chaheiun ..
                            • #119 Collapse

                              g haan agar koi trader forex main loss karta hay to woh is ka blame forex pay nehi laga sakta. q k loss ya profit trader ki apni waja se hota hay. apni ghalti ko clear karna chahiye. na k doosron ko blame karna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Forex is a business where loss and profit both is present. But if we make loss forex is not responsible for it. Because we make trades and handle it so the faults is ours. Never blame forex for own loss.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X