Dont always blame forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    You have no right to blame forex for everything. You do your own business and you have your own brain. But forex have no brain so why you blame forex. you should first take care of your news and then do forex. It will help you to do profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      nakami ki sorat mean sara ilzam forex pr nahi lagana chaey loss ar profit karobar ka hissa hy
      • #888 Collapse

        Apki baat theak hay agar hum forex trading main loss kar lety hay to humay hamesha forex ko blame nahi karna chahiye kyun keh esmain humari he galti hoti hay tab he humay loss hota hay.
        • #889 Collapse

          friend mai samjhta hoo kai forex trading busines sko hamy blame nahi karna chahiye balky apny mistakes per ghor karna chahiye aor apni kamzoriya theek karni chahiye
          • #890 Collapse

            bhai jee her waqt aur her din forex ki galti nahi hoti kaafi dafa appnay app se bhi galti ho jati hai is ko maan laayna chahyia
             
            • #891 Collapse

              forex trading pr blame krna kue ache bat nhe he trader ku khod acha work krne ke zarorat he aur jb trader khud sahih is mein trade order lage ga tu profit earn kre ga aur jb khud mistake krta he tu forex pr blame tu na lagae
              • #892 Collapse

                Ap ki bat se puri tarah itefaq karta hun,k hamari apni hi galti hoti ha k jab ham trade me loss khate hain agar ham achi planing or behtareen anylisis or market ki achi judgement kar k trade karen to yakinan kamyab ho payen ge.
                • #893 Collapse

                  bhai jee kabhi kabhi insan ki apni galti maan layni chahyia her waqt forex ki he galti nahi hoti apni galti maan layne chahyia
                   
                  • #894 Collapse

                    salam, bro hmain blame krney ki purani adat hai hum match har jaen tu fixed hai, hmain upni mistakes ko samajna chaye n un ko door krna chaye phir he hum achay trader ban saktey hain n earning kr saktey hain
                    • #895 Collapse

                      ha forex ko kassor war na thehrao har waqt ye tu bs ap ko opportunity day rahi hai baki es mai profit aur loss tu ap k hath mai he hai na so skeh kar karo
                      • #896 Collapse

                        blaming other for your loss is not a reasonable attitude and it is like a havoc to your success,rather you should try to find out the reason of loss and then fix it yourself.
                        • #897 Collapse

                          jee bilkul insan ko apni ki hoi ghaltiyon ka kasur war forex ko nai tahrana chaiye kiyon ke forex to insan ka bhala he karta hai lekin insan forex ko apni naqami ki waja samjhta hai iss liye zarori hai ke insan apni mehnat se kaam kary or agar loss ho bhi jaye to us ko apni ghalti samghe forex ko iss ka kasurwar na tehrai.
                          • #898 Collapse

                            apni ghaltiyoun ko khud tasleem karna chaye na k ap har dafa forex market ko blame dain kun k market apni routin say chalti ha is main market ka koye qasoor nahin hota agar ap ghalt trade kar rahy hain or is ki vja say ap ko nuqsan ho raha ha yr ap ki apni vja say hota ha uis main market ko blame katna ghalt ha
                            • #899 Collapse

                              ap ko blame nahi karna chayie forex pr and demo account bahot hi helpful hay aur mein is ko serious ho ker learn karta hon ap sab traders ko chayie kay sab demo account par practice karay aur achi tarha say learn kary yeh aik good business hey ap forex mein without any limit earning kar saktay hay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Yes its very wrong aur ye bat bilcul thk nai hai is aeisa nai karna chayie kisi ko bhi ap ko apni ghalti identified karni chayie loss hny ki aur usy thk karny ki koshish karny chayie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X