Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Nuqsan hamari galti ke waja se hota hai humhe forex ke business ko kabi blame nahi karna chaiey yeh dunya ka number one business hai aur sub se bari largest financial market bhi hai forex ki to bus hamhe hamari galti accept karleni chaiye aur is business ko bura bhala nahi kehna chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dusron ko to kabhi bhi blame karna theek nahi hota or maray khayal main to ham tab tak successful trader nahi ban saktay jab tak ham apni galti nahi man latay.or wasy bhi dusron koblame karnay ka koi faida nahi hota agar agay barhna hay to apni galti manni ho gi pahlay.
      • #18 Collapse

        Jee bhai meri nazar mein yeh ek bhut achi bat hea aur mein yeh kehna chata ho kea blame karna hamari bohat bari ghalti hai market tu apny levels kay hisab se hi chal rahi hoti hai ghalti tu hamary khud kay decision me hoti hai. Jab ham profit me hoty hain tu kia tab bhi hum market ko hi blame karty hain aur bx hamea apni kowledge par dehan dena chea.
        • #19 Collapse

          forex is a business aur jahan tak baat hai loss hony forex ka kasoor hai to ye koi baat na hui na forex aik business hai aur business main ups and downs to aaty rehnty hain aur aap ko agar loss ho raha to bajaye dil choota karny k aap iss main aur ziada mehnat karo aur issy seekhny ki ziada se ziada kooshish karo tah k aik din aap iss main earning karny k qabil ho jao IN SHA ALLAH
          • #20 Collapse

            yes ap ko forex ko balm nahe kerna chiye khoe ky forex tarding ke waja sy ap ko loss nahe hota balky ap he khud sahi work nahe keret jes waja sy loss hota hai
            • #21 Collapse

              Zyada tar woo trader Forex trading koo blame kartee hian joo knowledge liyee baghair Forex trading start kar letee hain aur yahan taq kee un koo chart analysis kaa bhi bilkul nahein pata hota, Forex market sirf knowledge aur experience koo respect karti hai aur woo loog jaldi Forex choor dete hain joo sekhee baghair start kartee hain
              • #22 Collapse

                yaa bro mera mana hai ke hume agar yahan loss hota hai tu os hum forex ko blam nhi karna chye ku ke ye kafi riski businiss hai or agar hume yahan loss hota hai tu hum os ache se cheak karna chye ke humne khan or konsi galti ki hai....
                • #23 Collapse

                  han forex trading business ko kabhi bhi blame nahi karna chahiye kiun ke iss business me hamari apni mistakes ki waja se he hum ko loss uthana parta hai is lye humj se jitna bhi mumkin ho sake hum ko chahiye ke is business ko carefully karen .
                  • #24 Collapse

                    forx mein jo kuch b hota hai is mein na hi forex ki ghalti hoti na hi kisi broker ki aur na hi market is mwi. soley sari ghalti appki hi hoti kiyun app khud trades opn karthey hoo ab agar market app k mutabiq nahi chali toh is mwin kisy aur ko blame karna bewaqoof hai ...-.
                    • #25 Collapse

                      My dear friend agr koi band forex k bara ma knowledge nhi rakta hy or wo aa kar trade shuro kar data hy phr wo forex se loss karta hy us ka blam forex ko data hy ya phr broker ko dear ye sari galti to ap ko hoti hy ap ko forex k bara ma knowledge tk nhi aur ap ne trade shuro kar the without practice loss to ho ga ye ap ki galti hy ku k ap ne seeka nhi is ko knowledge nhi is ka
                      • #26 Collapse

                        alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
                        • #27 Collapse

                          yes. .hmhy kabhi bhi forex ko blame nahi karna chahiyeh is mein forex ki koi mistake nahi hoti agar hmhy loss hota hai to is mein hmari hi koi mistake hoti hai to hmhy loss hota hai forex ki koi ghalati nahi hoti.
                           
                          • #28 Collapse

                            Kuch traders ehsay hotay hein jin ko loss hota he to wo forex ko blame karty hein, hala k unho ne khud mistake ki hoti he jis ki waja se unheim loss hota he, magar wo blame forex ko krty hn han forex risky zror he magar totally trader pe depend karta he.
                            • #29 Collapse

                              forex main trading ko blame kerna fazool hai kyun ke is business main kaam kerne ke liye apko experience hona chaiye market ke bare main isleye koish karen ke app aise koi galti nahi kare jis se apko loss ho.thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                I think here all blame upto us because we should to study about forex and realize market analysis and apply strong money management then we don't be blame at any situation or forex or broker.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X