Candlestick pattern ko understand karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick pattern ko understand karen
    Candlestick chart pattern jo key important aur strong market ko technical analysis karny ka source hay es ko zaror understand kia karen es key baghir koi be other technical source use kar key ham market ka jaiza leny me kamyab hi nahi ho sakty hey, Candlestick chart pattern hi hay jo chart ko read karny me bahot hi helpful sabit hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick pattern ko understand karen

    Dear forex members forex trading main haumay hamesha trading terminal pay mojod chart aur Candal Sticks patterns aur trading tools ko properly knowledge ko gain kartay hoye understand karna parta hay phir haumay hamesha apni abilities aur observation ko strong Kartay hoye technically tareekay say complete knowledge Kay saath candal sticks patterns ko analyz kartay hoye apni trade open kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading may haumay hamesha apney experience aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haumay market ki movement aur trends ko analyz kartay hoye trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay zayada profit hasal hota hay Forex trading may haumay market ki movement ko monitor karney Kay liye haumay hamesha candal sticks patterns ko istamaal karna parta hay takay haumay market ki movement ko monitor karna bohaut zayada lazmi hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Candlestick pattern ko understand karen

      G bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me candle sticks pattern se hi hum Forex trading me apne analysis kar sakte hen, agar hamare pas candle stick pattern na ho to hum forex trading me kabhi bhi analysis nahi kar payengay. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.jitna ho sakta hai forex trading me candle sticks pattern pe focus karen aur is se sahi mano me profit hasil hota hai. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn. Demo per practis aapki acchi earning ka sabab Ban sakti haiForex me kaam karna aik behtareen work hai jo hamen apne maqsad k hosool tak le k jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Candlestick pattern ko understand karen

        candle pattren ka bary main ham phely bhe kafi dafa bat kar chuky han lakin new member ko abhe tak in ki samjh nhe ha to ham is topic par bat kar lety han candle pattren diffrent type ka hity han jasy singal calndle stick pattren doble candle patren is main 2candle mil ka patren vanati han jis sa hamen pata chal jata ha ka ab market na kis taraf jana ha to ham us ka mutabik entry le lety han
        • #5 Collapse

          Re: Candlestick pattern ko understand karen

          Dear pyary forexer apki baat Sahi ke candlestick pattern trading Mai nehayat hi zaruri role play karta hai Han Jo technical analysis ke Basis per market ko samjhty hai to hamy andaza Hota hai ke candlestick pattern ke Bina ham technical analysis SE market nhi samaj sakte hai esi liye candlestick pattern ki study Karen ta ke hamari market knowledge achi SE Achi ho or ham behtar SE behtar trading karengy.
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: Candlestick pattern ko understand karen

            salam dear members
            candle stick k bad ab candle pattern b technical analysis ka hisa hai is main boht sare faiday hai is liay isay b sikhna parta hai main forum ko chor kar other zariya se forex ki study kar raha tha mujhay wahan se chart pattern ka data b mila sikhnay main main ek ek kar k boht sara muwad save kar liya tha ab boht jald ek ek kar k isy thread main share karta raho ga jab time mila ta k seb pakistani bhai b sikhe
            • #7 Collapse

              Re: Candlestick pattern ko understand karen

              for example, for blessings between family members, however the virtuoso of Bitcoin is the appropriated yet definitive nature of its record, and for that to work, exchanges must be presented to its organization. presented to the organization
              • #8 Collapse

                Re: Candlestick pattern ko understand karen

                Dostoo m Ap se ik boht he karamad stregty share Karna cha rha hoo plz is ko gor se pary, agr sell( red) candal banti a Ap us Ke open aur close ko read kary aur agr next candal green bnti a aur us Ke open se 3 pips over hoti a to this mean k buy ka signal a aur ap 30 pips Ke TP lga dy aur is tara he agr green candal se next red 3 pips Neechy hati a to same practice phely wali kary . candles ka patteren bhi bhot meaning hkta hy kun kuch candles aise hain k njin ko ham nham ager smjh len to unk sath startegy bhot work kerti hain.ager ham startegy ko follow ker len to bhi ham acha profit bna lety hain.hmen chye k candles k patteren ko bujhi seehkemn aor candles k jo name s hain unko bhi follow kren.is sy ham acha experience gain ker sakty hain.aor prfit bhi bna sakty hain. main aaj aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to usmein aap ko different candlestick patterns available hote hain agar aap Forex trading Mein Ek successful trader Banna Chahte Hain To uske liye candlestick patterns ko properly learn karna bahut hi important hota hai agar aapki learning candlestick pattern ke Hawale se itni acchi nahin hai to aap kabhi bhi Ek successful trader Nahin Ban Sakte isliye aapko candlestick pattern per completely focus karti hui isko apni trading per apply karna hoga Jiski vajah se aapki trading effective aur profitable ho sakti hai aur aap Aise best results produce kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Candlestick pattern ko understand karen

                  G han aap ney bilkul sahi farmaya jaisa k hum sab ko maloom hai k duniya bharr k trader forex trading k liye candlestick chart ka istemal kartey hain or is he ki analysis pe trade kartey hain kyun k candlestick chart ki madad sey hum market ko bohot achey sey analyse kar saktey hain or is chart sey analysis karna bohot asan hota hai kyun k is mein kae qisam k candlestick patterns hain jo humein market ko asani sey analyse karney mein madad kartey hain jaisey k market movement or market trend.Isliye humeinchahiye k hum is chart ko study karein takey hum apni analysis ko behtar kar sakein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Candlestick pattern ko understand karen

                    Forex match Lakshman se kam karte hue Jab candlesticks ko follow karke focus Karke Ham kabhi bhi lene ke liye good time table Banakar Achcha work karte hain to hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan hai isliye Hamen chahie acchi trade lagakar candlesticks ko follow Karen Ham Ja be positive mind se Ham kam karne ki koshish Karenge to positive kamyabi Hamare liye perfect Hogi isliye Hamen acche Naresh karte hue market Mein Hamesha trade lagakar automatically kamyabi Lena Hoga Is Tarah perfect Hamare Achcha fayda hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Candlestick pattern ko understand karen

                      Candlestick patterns to understand karna aapke liye aur aapke trade gallery helpful hota hai aur yah aapko bahut best services we provide karte hain Kyunki Jab aap in ka istemal Karte Hain To inke jariya se aapko market ke analysis ko best banana possible hota hai aur best advice iska hun aapke trade ke liye bahut jyada Jaruri hota hai aur bahut jyada profitable bhi
                      • #12 Collapse

                        Re: Candlestick pattern ko understand karen

                        Forex trading market mein jab bhi Apne koi today open Karni Hoti hai to uske liye jaruri hota hai ki aap proper analysis Karen aur analysis karne ke liye sabse badi chij candlestick pattern yani chart pattern hai agar aap chart pattern ko understand kar lete hain aur chart pattern co different time frames mein study karte hain to aapko analysis mein bahut jyada help milati hai aur jab aap market ko Sahi analysis Karke trend ko follow karte hue trading karte Hain to aap jyada profit le sakte hain iske liye chart pattern ki understanding Hona bahut jyada jaruri hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Candlestick pattern ko understand karen

                          Agar Samjha Jaaye to candlestick chart bahut Aasan hai aur samajh mein aane wala chart Hai Kyunki is taraf se aap yah samajh Jaate Hain Ki market kis trend Mein ja rahi hai market sell ya buy ke trend Mein ja rahi hai agar aap isko Dekhte Rahenge to aapko yah sab chij samajh mein Aati Rahegi Jab candlestick red or green Hogi to Fir aapke bare mein ek analyzation a Jayegi ke Kis Tarah Se aap market Mein trade Lena Hai Is Tarah Se Baki pattern chat bhi hai jinko samajhna Kuchh difficult hai lekin jo expert trader hote hain vah indicators ke Taru Har Bar chart Har graph ko samajhte Hain expert of national Ko Agar copy Karna Hai To fir Hamen Is Tarah Se copy karna hoga ki vah apni strategy Kis Tarah Se banate hain aur Kis Tarah Se vah Kisi bhi graph ko reading karte hain Kyunki Agar acchi reading Hogi to Fir aapke liye Mushkil Nahin Hogi Hamen last period ko bhi dekh kar trade karna chahie aur last Bhi ki proformas per Hamen next week dekhna Hoga Ki Kya best opportunity ho sakti hai Hamare Liye Agar MT4 chart graph mein agar aap sab chij ko Dekhenge to Fir aap ko Har option ka matlab samajh mein aayega aur Har option Kisi Na Kisi bina per Banaya Gaya Hai isliye Hamen vahan per usko utilise karna hai Agar yah Kaha Jaaye to Halat Na Hoga Ki Jo functions ko acche se istemal karna Jaanta hai usko Uske bare mein trading Mushkil Nahin lagti isliye hamen bhi yah sab karna hai aur professional and expert hone ke liye Hamen Yahan per time guzarna hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Candlestick pattern ko understand karen

                            hello there aapki baat bilkul theek hai ki hamen trading karne se pahle candlestick ko lazmi dekhna chahie agar candlestick acche signal mein Hi tu Hi hamen trading karni chahie Jo log soch samajhkar trading nahin karte unko loss ho jata hai agar Ham soch samajhkar trading karenge to Ham achcha bonus game kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candlestick pattern ko understand karen

                              dear friend candlestick pattern ko understand karna hamare liye bahut hi important hai kyunki candles hamen market ki situation kam pata deti hain aur candles ka knowledge Hasil karna hamare liye bahut hi important hai hamen always hi candlestick ke bare mein learning castle karte rahana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X