Analyze your mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    g han bhai main ap ki baat say agree karti hun bhai forex main agar ap say koi mistake ho jati hai to ap ko forex main un mistake say learn karna chaiye k ta k ap future main ye mistake na karein aur ap acha earn kar sakein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      mujay lagta hay hamesha trader apni money tab loss karta hai hab woh seekhy baghair he trading karta hai hamesha har trader ko chaahiy ke pehly forex ke baary men complete knowledge ho aur isky ilawa pehly usy demo pe work karna chahiy
      • #573 Collapse

        yahan loss ki wajah humari apni mistakes hain ager hum apni mistakes ko point out kar kay un pe work karain to hum easily apne loss ko control kar saktay hain aur yahan se acha profit bhi earn kar saktay hain.
        • #574 Collapse

          mere khyal se hum apni he mistakes ko learn karyn to aik achy trader bann skty han mere khyal se jo hum apne he base pe seekhty han wo kayen or se ni seekh skty ,is liye hamari mistakes b hamry liye aik lesson creat karti han ,,so is se humy analysess mill skti ha ,,,
          • #575 Collapse

            dost hamary liye ek bohat he zarori bat hai k ham apni mistakes ko zaror analyze keren aur inko learn karne ki koshish karen to phir humen is buisness k zarye sy ak acha trend hasel ho sake ga
            • #576 Collapse

              We can learn from our mistake. Otherwise Forex is risky online business. So we need good learning and acquire good knowledge. Without knowledge we can not gain proper success in our life. So we need good knowledge. And all trader first time face to loss and learn from loss.
              • #577 Collapse

                her bar analyze kerti hu but phir mur kay wohi ghalti ker leti hu to ye masla hai mary sath bohot ziada jo kehti hu kay ab asa karu ge wesa karu ge lekin ker nai pati ab again aik plane hai but pta nai kya ho ga
                • #578 Collapse

                  forex mai mistake se jo sekh geya wohe trade hai aur galti tu yaha pe aam hai na sab se kagi order sahe laga kabi market news nahe pare ya kabi ap ne jald bazi mai order laga deya ya close kar deya wagera
                  • #579 Collapse

                    hamin chahye ka hum apni ghaltion ko smjha is main aapni ghaltyan kam krna ki koshish krain is ka ilawa aap ko chaye ka aap ia mIN zada sa risk mage krian ur apn aap ko secure krain is sa aap ko is mian kafe fada hu ga aap ko is main kam krna ki zrort hu ge
                    • #580 Collapse

                      AoA yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon ..
                      • #581 Collapse

                        Yes brother hmen apni mistakes ko theak karna chahey kyun k hm agr aik hi mistake bar bar karen tu is ka rezult hmesha hmen loss me miley ga is liye hmen apni mistakes ko nazr me rkh kar dobara nahi karna chahey is se hmen bht zyada faida ha
                        • #582 Collapse

                          mistake tu hrr insan se hoti he iss see ghbrana ni chaye but ye koshish karni chye ke aenda aesa ni hona chyea arr iss mistake ko thk karne ki koshish karni chaye
                          • #583 Collapse

                            yes dear we think that you should ALONG WITH my partner and i all, In the event try for you to know coming from MY PERSONAL mistakes ALONG WITH my partner and i think which the sithe Simplest way intended for trading within forex AS WELL AS in order to gain profits coming from forex tradinga dn we thinkt hat forex trade may be the Least complicated pertaining to most AND ALSO my partner and i most shoudl try to be able to recognize by forex trading bsuesns
                            • #584 Collapse

                              As it is said that doing a mistake is not bad but doing the same mistake is bad,so if do any type of mistake in forex trading it is not bad but if we do the same mistake again and again it will be not good, so if we analyze our mistakes and try to terminate them then we can earn good profits from forex trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                hum mistakes ko analysiz ker sakhtay hain aur is se apko hi fiada milt ahai aur kam main apko earing hoti hai. is liye chahiye keh kam main apko yahan per fiada milta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X