Analyze your mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    ye ap ne bilkul sahi baat kahi hai!!agar ap ko forex trading me loss hota hai to apni mistakes ko analyze kren or un mistakes ko overcome krne k liye hardworking kren!!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      bilkul sai kha hy ap ny agr ap loss krty hein to ap ko chahiy k ap apny plan per again ghoor krien aur check krien k ghlti ap ny kahan per ki hy ess sy yeh ho ga k ap apni ghlti ka pta chl jay ga to ap us ko repeat nai krien gy aur loss bi nai ho ga aur ap pani mistake forum per share krien gy to aur logoon ka bi faida ho ga ess liy mistakes ko yaad rkhein.
      • #453 Collapse

        hume chahiye ke hum apni mistakes ko sahe kare is se hume seekh kar dubara practice karni chahiye agar hume loss bhi hota hai to us ghaltion ko hume analyze karna chahiye is liye ye behtar hai mistakes ko khatam karne ke liye bar bar mehnat kare.
        • #454 Collapse

          gee han agar ham se forex mian koi mistake ho jati hai to hame apni mistakes ko analyze kar ke un se sabak seekhna chahie or try karna chahie ke next time yeh mistakes repeat nah hon
          • #455 Collapse

            apni mistaks ka khyal rkhan chahe kion keh mistakes krian ty o koi faida na mily ga aor loss ka sbb bht ho jata ha to mhnt klrain aor sahih is mani kam krain proper traeeky sy.
            • #456 Collapse

              g zaror jab tak hum apni mistakes ko analyze nahi karain gay aur un se koi result nahi nikalen gay tau hum agay nahi barh saktay. apni mistakes ko sudharne wala hi asal mein ziada agay jata hae aur acha successful insan banta hae.
              • #457 Collapse

                Forex trading main good trader bana ka liya lamzi humi apnin mistake ka ka andza honna chya our learning ka liya jab hum Forex main apni mistake ko bhi analysis karte ha tu hum ko Forex ki bets trading knowledge milte ha .
                • #458 Collapse

                  The rustling stopped, and started again when the laughter burst out. It was Jack and Brunno, getting a peek at the action
                  • #459 Collapse

                    Aap ne theek kaha hai humain apni mistakes se learn karna chahain aur un ko future mein repeat nahi karna chahain phir hi is kaam mein hum kamyab bun sakte hai aur is se achi earning kar sakte hai is liye humain trading per focus karna chahain aur apni mistakes ko find out karna chahain aur un ko door karna chahain.
                    • #460 Collapse

                      forex me mistakes bohat ahm kirdar ada krti hen ak trader ager fore xme mistakes krta ha to pher use apni mistakes se sabak hasil krna chahey or isi tra se trading improve hoti ha traders ki jnb is lie ap ko chahy g mistakes se b faida uthao
                      • #461 Collapse

                        apni mistakes ka khyal rkhna chahe in ko ziada na hony dian aor right kam krain mistkes los k sbb bn jati hain to is trah sahih kam sy hi bht acha faida mil jae ga
                        • #462 Collapse

                          yeah ur right im totally agreed with u k humein apni ghaltiyun ko man na chayeh kyun k hum jo strategy banty hain wo sahi nahi hoti jin se hum lose kar bthy hain islye humein apni mistake ko sahi karna chahye ta k lose na hoo......................................
                          • #463 Collapse

                            haan ye bat to hy or ham to ye hi kahen gy is business ky bary me kay ye trading ka business asa business hy jis me boht new new mistake hoti hn or is me kamyab wo hi trader hoty hn jo apni mistake ko realize krna janty hn.
                            • #464 Collapse

                              any forex trader will certainly face an unexpected situation within the life from When therefore It is not actually advisable in order to blame others each of the time thus analyze anyone own mistakes AND flaws AS WELL AS Develop a superior strategy subsequently time.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                mistakes se sikhna bohat achi bat hai agar previous trade main loss hogaya ho to uska again analysis karen k kahan pe apney mistakes ki thi aur next time k lye note down karlein q k insan mistakes se hi sikhta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X