Analyze your mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    forex main jub hmain losss hta hai tu hmain apni mistakes ko realize karna chahye or jub hmain aik mistakes ki wjah se hmain loss hota hai tu hmain dobara loss nahi hona chahye or dobara mistakes nahi karni chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      Apni ghaltion aur kohtaion ko analysise karte rahen kyun k agar ap ap i ghaltion ko analysize jarte reho ge tu ap ko koi bi pareeshni ni uthani pare gi is lie ap ko apni ghaltion ki correctin karte rehna chahie
      • #1128 Collapse

        Forex main kaam karte waqt apko apni ghation ko notice karna chye take apko apni agli trading main in ghation se bacah jea sake aur apni ghation ko dosron k sath bhi share karna chye take wo bhi in se faida uthain
        • #1129 Collapse

          g han hamain is main apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tba hi hum run karein gay aur market main planing kar k hi trade karni ho gi aur market main anlayse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum run karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum earn karein gay
          • #1130 Collapse

            Forex mein koi bhi trader jb Musalsal nakamion ka saamna kr raha hota hy to us waqt usay chahiey k apni strategy ka baghor jaiza lay apni ghaltion ka analysis kry k aakhir us sy kon kon si ghaltiyan sarzad hui hain jo usay success sy rok rahi hain
            • #1131 Collapse

              ap forex market main achy trader ttab eh ban sakte ho jab ap apne mistakes ko analyze karo gay aur un mistakes se saikho gay q k jab apko loss hota hai o qasoor broker ka ni apki he kahin na kahin ghalti hote hai acah trader wohe hota hai jo us ghalti ko analyze karta hai
              • #1132 Collapse

                agar aapne LR licence nikalne Mein Koi mistake kar di hai to Ishq mistake ki wajah se aapki equity ko Kafi nuksaan ho sakta hai Jisko aap recover karna padega his liye accha kaam kare
                • #1133 Collapse

                  hamain market main apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur is forex main experience hasil ho saky gay it is best
                  • #1134 Collapse

                    je bhai jan ham jo daily ke trading mn mistakes karty hen aur un mistakes ke waja say jo hamen lossess ka samna karna parta hay. agar ham proper tareeqy say apni un mistakes ko analyze kar kay un say sabaq seekh kar dobara repeat na karen to hamen boht sa fayda ho ga
                    • #1135 Collapse

                      Galtiya insan ki bhot achi our bri teacher hoti hy in sy ap ko jobbhinpata cgalta hy who paractical hota hy our ys sy ap phr ys ko yad bhi rakhty hy to dobara who galti bhu nai hoti hy na hi loss hota hy phr our han achy trader aban jaty hy
                      • #1136 Collapse

                        Forex main wo hamesha kamyab ho hi jata hai jo apni ghalghaltian pehchan leta hai koun ke asal bat yeh hoti hai ke hamein yeh pata hi nai hota ke hum se ghalti kahan ho rahi hai koun ke ghalti dohnd leny ke bad dour ki ja skti hai koun forex main expert bhi mojod hein jin se madad le kar acha kam kia ja skta hai. Kesi bhi kam main ghalti ka hona koi bhi baribari bat nai hota lekin ghalti ko choti smjh kar nazar andaz karna asal nakami hai.
                        • #1137 Collapse

                          forex trading main har acha trador apni mistks ko nalyse karta hai or un ko kahtm karny ki try karta hai q k har galti hmary liye koi lession chor kar jati hai jo k hum sikhny k bad osko nahi karty hain esi trha hmain pta chal jat hai k hum main kiya kami hai es liye hmain apni galtiubn se he sikhna chahye or leraning ko incrase karty rahna chahye
                          • #1138 Collapse

                            humay chiaye ky agar kabhi bhi loss ho tou loss ki mistakes ko analyze keya jay ye dekha jay ky konsi mistakes ki jinki wajah sey loss huwa hay mistakes ko ap jitna acha improve karo gay faida uthaogay
                            :p Yes You Can Do :p
                            Honesty + Sincerity = Prosperity
                            • #1139 Collapse

                              Trading men loss ki surat men hamen forex ko ya kissi aur ko blame ni krna chahiye forex khud se kissi kanloss ni krta hai, loss ya profit ham pe depend krta hai k hamara experence aur hamari stragty trading men kiss quality ki hai.
                              Hamen forex ko ya kissi aur ko blame krne k bajaye hamen apni mistakes ko blame krna chahiye aur hardwork ker k achi practice ker k hamen trading se apni mistakes ko door kerna chahiye, mistakes hamare liye profitable ho sakti hain agar ham inhi mistakes ko apna lesson bna len aur inhi mistakes se ham learn keren to next time k liye ham better trafe ker sken ge.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                successful insaan wo he ban sakta hay jo apni mistakes ko analyze karta ho aur apni mistakes say learn karta ho. mistakes ko analyze karnay say humain apnay weak aur strong aspects ka pata chal jata hay aur hum future main usko avail kar k success hasil kar saktay hain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X