Analyze your mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading me traders ko kafi dafa loss ka samna karna parta hai or wo apna dil chota kar bethtaty hai is liye traders ko chahiye k wo loss k baad apny dil ko chota na kare balky apni mistakes ko find kare or un se apni knowledge me mazeed izafa kare ta k wo dobara us galti ki waja se loss na hasil kar paye or next trade me us se profit hasil kar saky q k trading me trader ko loss he successful bnati hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ap ki bat sahi hai kein es ka mein perfect bat nh bol sakta kuon k ews k bare mein, mein kuch bhi nh jaan ta es lye mein nh bolon ga just wait karein ap...
      • #18 Collapse

        Mistakes ko pehchan-na itna mushkil nahee hay jitna kay un mistakes ko doobara na dohranay ki ghalti kerna ya un mistakes ko sahee kerna mushkil hay, hamesha koshish kren k apni mistakes say seekhen or unhay doore kren takay aap k tajurbay may izafa ho skey or aap k liye yeh faida-mind ho skey.
        • #19 Collapse

          bro trading is online business .is m ap ko loss or profit bi hoskta hn .jb humy is m loss hota hn tu humy apni mistakes ka analysis krna chaye .jb ap mistakes ka analysis or is ko boht nazdeek sy smjty ho tu pir ap success trader bn jaty ho pir a is mistake ko again repeat ni krty
          • #20 Collapse

            bhai ap analysis karoga to seekhoga.beshak galat kar rahey ho analysis ap jis sa trading seekhtey ho wo apko guide karaga k yahan sa apna analysis thek karo.bar bar pucho jo cheez apko ni ati yeh forum is liye bnaa hain k ap forex seekhtey zaiada sa ziada....
            • #21 Collapse

              G han ham ko chahyee keh apni mistakes ho ham khud se analyze kia karin ta keh jab ham ko dobara phir se trading kerna ho tu ham woh ghaltian repeat na karin aur ham trading se acha nafa bhi earn ker sakein
              • #22 Collapse

                kon aisa insan hai jo ghalti nhi karta chahye wo aik aam life ho ya business,mistakes insan ko us ki kami batati hain aur wo jo kamyab hona chahta hai apni mistakes ka jaiza leta hai aur koshish karta hai k un ko dor kary,
                • #23 Collapse

                  ham ye baat to jante hain k ham ghaltioonn se hi sekhte hain or forex mai hamari ghaltiyaan hojana aam si baat hai lekin best trader wohi hota hai jo ghalti ko accept kare or isko theek kare
                  • #24 Collapse

                    everyone here has mistakes and its not problem its be it if you always flock in such mistake i think its on
                    but when you trade and you flock in this and you lose and learn form this its good for you dear
                    • #25 Collapse

                      jaisa kay hum sab jaantay hain kay forex trading aik risky business hai yahan ager app galti kartay ho to app ko loss uthana parta hai to behtar yeh hai kay app apni mistakes pe work karo aur next time kay liye aik achi strategy banao.
                      • #26 Collapse

                        inssaan apni ghaltion se hi seekhta hai jab tak wo ghalti nahi kare ga aur koi dosra us ko nahi samjhe ga ke kaise karna hai us waqt tak wo nahi seekh sakta hamain apni ghaltionn ko analyze karna chaie ke kis waja se losss hoa
                        • #27 Collapse

                          forex trading business mai ham sy jo ghaltian hoti hai hamy chahiya k ham un ghaltion sy seekhy or un ghaltion ko dobara na kary agar ham apni mistakes ko sudhary gy to ham aik kamyab trader ban sakty hain forex trading mai hamy apni ghaltion sy seekhna chahiya or unhain analyze karna chahiya
                          • #28 Collapse

                            yes dear i think that you and we all, should ty to learn from our mistaks and i think that this sithe best wya for trading in forex and to bain profit from forex tradinga dn i thinkt hat forex trade is the best for all and ew all shoudl try to learn from forx trding bsuesns.
                            • #29 Collapse

                              Apny mistakes ko hum es terha analyze ya point out ker sakty hain jub hum trading ko open eye se kerty hain. yane full focus and attention k sath trading kerny se jo mistakes hoti hy to per hum usko analyze kerty hy..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jee ha mere dost hum ko har os ghaltee se sabaq seekna chahiye jo hum ne karke lost kia hai . to os kee baad hum ko succes melega . agar hum ghaltio se sabaq nahi seekenge to hum ko baar baar lost ka samna parh sakta hai . ghaltia kabi kabi insaan ko sudharta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X