Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?
Dear hamain ye donon terms and tools ka forex main tab he istemal mumkin ho sakta hay jab in donon tools ki mukamal understanding ho. In ki understanding kay liye trader ka acha knowledge aur high experience bahut zaroori hay. Jo trader forex market main in tamam tools ko seekhta hay woh bahut kamyabi hasil kar sakta hay. Stop loss and trailing stop donon aik he tools say use hoty hain. Laikin in ki samjh hamain jab tak nai hogi tab tak ham in donon tools ka mufeed istemal nai kar sakain gay.
Trailing stop with Stop loss.
Stop loss aik aisa tool hay jo ham apny trading order main use karty hain. Iska istemal mukhtalif trading strategies kay through use kia jata hay. Yani buy and sell ki trading main to iska istemal kia jata hay laikin aksar traders order place karty huye he stop loss laga daity hain jab keh kuch traders trade profit main jany kay bad stop loss ka use start kar daity hain. Isi tarah trailing stop aisa tool hay jo aik kisam ki trading strategy hay. Yani trailing stop bazat e khud koi trading tool nai hay na he ham isko khud ba khud use nai kar sakty balkeh actually ye stop loss ko he profit area main agy barhany ya modify karny ka nam hay. Trailing stop main trader kuch mumkina risk laity huye trading continue rakhta hay aur stop loss ko musalsal profit main agy agy lata rehta hay jisko trailing stop kehty hain. Trailing stop ka maqsad earned prrofit ko secure karna hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим