what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?
    Assalam o Alaikum dear friends kese hain aap ?

    dear friends mera apne seniors se sawal hai k forex main trailing Stop and Stop loss order main kia fark hai ? our ham in se kia benefits hasil kar sakte hai ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

    Trailing stop aur stop loss two different tools hain forex market main trading ky liay jis main sy stop loss aesa tool hai jis ko ham fix point per set ker dety hain ky market agar same point per ponchti hai tou hamari trade loss main hi close ho jati hai ky agar ham kisi bhi pair main trade open kerty hain aur same open order main take profit aur stop loss set kerty hain tou agar tou market hamari favour main movement kerty huey take profit ko hit kerti hai tou hamain open trade main profit hasil ho jata hai jabky agar market hamari open trade ky against movement kerty huey stop loss ko hit ker jati hai tou hamari open trade loss main hi close ho jati hai ky agar market continue hamari open trade ky against hi movement kerti rehti hai tou hamara stop loss hit hony per trade loss main close hony sy loss mazeed increase nehi hota lekin trailing stop stop loss sy zara different hota hai ky ham apni open trade main trailing stop us waqat use ker sakty hain jab market kuch pips hamari favour main movement kerty huey hamain kuch profit hasil ho chuka hota hai tou aesy time per ham trailing stop use ker lety hain agar market hamari open trade ky against movement kerti hai tou same time per hamara trailing stop hit hony per hamari trade kuch profit main hi close ho jati hai lekin agar market continuously hamari favour main hi move kerti rehti hai aur ham trailing stop suppose twenty pips per set ker lety hain tou jab tak market reverse order main twenty pips movement nehi kerti hamari trade close nehi hoti is ka hamain yeh faida hota hai ky jab market continuously aik hi trend main movement ker rehi ho aur hamara profit increase hota ja raha ho tou ham trailing stop set ker lain tou jab tak market aik hi trend main movement kerti rehti hai hamain profit hasil hota rehta hai lekin jab market twenty pips as per our trailing stop setting reverse order main movement kerti hai tou hamari trade close ho jati hai aur aesa possible hota hai ky market continuously aik hi trend main big movement kery aur hamain bahot bara profit hasil ho jaey
    Last edited by ; 06-11-2020, 08:14 AM.
    • #3 Collapse

      Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

      Trailing stop
      Trailing stop loss profitable trade k sath sath move karta hai. Forex trading me traders trailing stop order us waqat istemal karte hen jab bhi un ka trade profit me ja raha hota hai to wo stop loss ko trade k profit me izafay k sath sath us ko apni jagah se agay ko profit k pechay move karwata hai. Trailing stop loss me agar hum trade k entry pointvse 20 pips ka faraq rakhte hen to jab bhi hamari trade munafay me agay ko jayegi to trailing stop loss bhi us k sath sath move karega.
      Agar hum gold ki 1940$ pe buy trade enter karte hen aur stop loss ko 1930$ pe put karte hen, isi me 10$ k fasley pe hum stop loss lagate hen. to jab bhi gold profit me upward move karega aur ye incase 1960$ pe jata hai to trailing stop loss bhi us k sath sath utni hi pips yani 10$ k faraq k lehaz se move karta howa 1950$ pe chala jayega. Yani profit jitni increase hogi trailing stop loss bhi mazeed profit ki side pe move karega. Trailing stop loss sirf profit k sath chalay loss ki sorat me ye apni position pe hi rahega.
      Click image for larger version

Name:	images (47).png
Views:	20
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12335394
      Stop loss
      Aur agar hum normal stop loss ki baat karen to ye stop loss apni position se kabhi bhi move nahi karega aur aur jis position pe is ko put kia jata hai ye wahi hi rahega. Agar gold 1940$ pe trading kar raha ho aur hum us pe normal stop loss 1930$ pe lagate hen. To ye stop loss 1930$ pe permanent rahega, chahay gold 1960$ pe jaye ya 2000$ pe. Permanent stop loss normal stop loss hota hai jab k trailing stop loss profit k sath sath move karta hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.
      Click image for larger version

Name:	images (48).png
Views:	19
Size:	22.5 کلوبائٹ
ID:	12335395
      • #4 Collapse

        Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

        Trailing stop:
        Dear jab apka loss ik point per fix ni hota or wo markit ki situation ka hisab sa move or veriy krta rehta ha usko trailing stopp kaha jata ha.
        Importance of trailing stop:
        Dear trailing stop ki bahut jyada importance hai Forex trading me ismein aap ke nuksan ki limit fix Nahin Hoti aur jab aap yah limit apply karte hain to aapko Jaise Jaise profit Jyada Hota Jata Hai Iski limit be automatically Usi lihaj se change hoti rahti hai aur Jaise hi market ka trend reversal start hone lagta hai to aapki trade vahan per automatically close Ho Jaati Hai yah wo Tarika hai jismein aap sabse Jyada profit Hasil kar sakte hain aur highest situation aur highest position per trade close kar sakte hain.
        market mai hum ne agar trade lagani hai to aus mai hum ko trailing stop lagany ka ye faida ho jata hai k hum ko apni trade k sath agar take profit use nai karna hai ya hum ye chaty hai k humri trade ka stop loss profit mai ho aor hum agar market mai na ho to humri stop loss profit mai chalta jaye to aus time hum apny account par trade k sath trailing stop use kar lety hai ais mai hum ko kuch points select karny hoty hai jin k hisab se humry account par stop loss chalta rehta hai aor aus k baad hum ais market mai trade lagaty hai to humra stop loss hit ho jaye to humry account par profit ho jata hai ais se hum ko faida ho jata hai.

        Forex trading Mein Ham dekhte hain ke bahut Sare experience aur expert traders ismein trailing stop use karte hain Iske use Karne Ka Tarika aaya hai aur Iske fayda bhi bahut Sare Hain is main Jab Bhi Koi experience trader apni trade lagata hai to usmein vah take profit ka istemal nahin karta Jab Bhi Hua Koi train lagaega sabse pahle uska stop loss set Karega Jab market stopwatch se upar profit Mein Jayegi to uska next target entry point per stop loss ko set karna hoga aur ISI Tarah Jab market Jyada profit Mein Jaati Hai uski trade Jyada profit Mein jaati rahti hai vah stop loss ko Upar set Karte Rahte Hain Is Tarah Unka take profit Laga Nahin Hota usmein vah stop loss ko next. Per set karte hain aur Market Se Accha profit Hasil kar sakte hain . stop loss trailing stop mein bahut jyada faydemand Hota Hai.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

          Walekum assalam to all Forex member there Aaj aapane Hamare sath trailing stop and stop loss order per bahut hi acche topic Ko discuss Kiya Hai trailing stop ko forex market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai trailing stop market mein bahut important role play karta hai trailing stop take profit ki ek type hai trailing stop ka knowledge bahut hi kam trader ke pass Hota Hai trailing stop ka basically maksad Yahi Hota Hai A Kay Jo trade Hamari profit Mein Chali Jaati Hai vah loss mein bilkul Bhi Na Aaye trailing stop trade stop ki ek best type hai

          Trailing stop mein agar humne trading karni hai To Hamen trading stop ke related knowledge Hona chahie aur Jis trade Mein Ham trailing stop Laga len vo trade Hamari loss mein kabhi bhi nahin Jayegi loss Mein jaane se pahle hi Cut Jayegi trailing stop ko Ham buy stop mein bhi Laga sakte hain aur sell stop mein bhi Laga sakte hain buy order mein bhi Laga sakte hain aur sell order mein bhi Laga sakte hain Jab Bhi Koi train Hamari profit Mein Chali Jaati Hai to usko Ham Jitna Bhi Zyada trailing stop Lagate Hain utna hi back Aaegi for example hamari ek trade 15 profit Mein Chali Jayegi for example Jis time ham5 pip per Lagate Hain Tu Jis time bhi vo 15pip ke bad 5 pip profit yennie 5 pipe back Aaegi to vah trade automatic close ho jayegi

          Jab Ham market Mein trading kar rahe ho To Hamen apni trading Mein stop loss ko bhi istemal karna chahie stop loss Hamari trading ke liye bahut jyada faydemand hai Jab Ham apni trading west of laws ko istemal Karte Hain To Is Tarah Se Hamari trading safe rahti hai aur Hamara account bhi wash hone se bache jata hai Agar Ham stop loss Nahin lagaenge apni trading Mein Tu Is Tarah Se Hamara account Vash ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

            Forex trading Mein kam karte hue Hamen trailing stop ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen samajh honi chahie trailing stop kya hota hai iska istemal Ham market Mein Kaise Karte Hain isase Ham Kya advantage Hasil kar sakte hain Jab Hamare Paas Uske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se kam kar sakte hain acchi success Hasil kar sakte hain Hamen market Mein stop loss order ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie trailing stop market mein bahut jyada important hota hai Hamen isko acche tarike se samajhna chahie

            Trailing stop Jab market mein ham apni trade ko open Karte Hain To Ham ismein positive 20 pip ka difference rakhte Hain trade hamara profit Jitna increase hota hai to trailing stop bhi utna hi jyada profit kis side per move Karega hai Agar Ham market Mein trailing stop ko use karte hain to Hamari trade loss Mein Nahin Jayegi Agar loss Mein Jaane Bhi Lagegi to Hamari trade Cut Jayegi trailing stop Ko hum sell ki trade mein bhi use kar sakte hain aur trailing stop ko Ham Buy trade mein bhi use kar sakte hain

            Market Mein trade Lagate Hue Hamen stop-loss ko Sahi position main use karna chahie Taki Ham market Mein acchi success Hasil kar sake market Mein trade Lagate Hue stop loss Lagana bahut jyada important hota hai agar Ham stop-loss ka istemal Nahin Karenge To Ham market Mein Achcha profit Hasil nahin kar sakte hain Agar Ham market main successful trader Banna chahte hain aur Market Mein acchi kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen stop-loss ka use Jarur karna chahie stop loss Hamari trade ke liye bahut jyada important hota hai Hamen stoploss ko ignore nahin karna chahie Star Plus Hamari account ki safety ke liye Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

              Yes dear trader ko trading tools ka pata ni ho ga to wo kbi achi trade karny ma kamyab ni ho saky ga. Trading tools jetny perfectly use kaye jaty hain un ki help sy account ki saftey etni he zayada possible banae ja sakti hai. Jo trader busy routine rakhty hain ye trading tool en k lae kisi gift sy kam ni hai. Forex trading ma jo trader trading tools ko use na kary to market kahe bar profit sy ho kar wapas ah jati hai or trader ko pata b ni chalta.

              Stop loss vs trailing stop. Trader jb trade ko open karta hai to wo pehle sy market ma ik point ko select karta hai k agr loss howa to wo es point sy zayada loss ko bear ni kar saky ga. So wo pehle sy ik margin ko set kar leta hai ye stop loss kehlata hai. Jb trader ko market favour karti hai to wo stop loss ko ham entery point sy uper ley aty hain jis ka trader ko loss k chance minimize ho jaty hain. Stop loss ma ye kam auto sy ni hota trader ko khud sy karna hota hai. Jb k trailing stop ma trader ko market jesy jesy favour karti hai ye trailing stop khud trader ki favour ma move karna start ho jata hai. But jb market wapas jati hai to trailing stop wapas ni jata balky hit ho jata hai or trader ko acha profit hasil ho jata hai.

              More explanation. Both tools ka maqsad ye hota hai k trader ko quality services provide ki jayn or es k loss ko account wash karny sy bachaya jae. Jo trader account wash sy bachna chahta hai usko lazmi stop loss ya trailing stop use karna chahe. Trailing stop serf computer ma use ho sakta hai ye option mobile ma applicable ni hota. Forex trading ma jo stop loss ko use ni karta wo kbi kamyab ni ho sakta kiu k kahe bar esko etna loss hota hai k uska account he wash ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                Stop loss walai jitnay bhi market kay andar orders hein wo yahan se ndaza lga skty hain Pleasing abhi bhi contets jari hai es liye blood Invert sapiens positive postukabala abi be foremost for kiya ha suna hai Admissible pichly job ka bonas abi tak nai mila ha to extra jolt on over elne ki dramatis act out nai ha is merit Kamm bulge ka hona chaiye takay aik acha aur tafseel I ccount hoover bi ho sakta ha is ley hin to pher conformable to ko un sab Pleasant oper execute kerna ho ga in get the drift of he ap modification ker alright bruise nervous fro bna pao heedless koi bhe undertaking reckoning at the open ka bungler lain us all of a annex up to stabilize u of a add up to join a skta hai es ki econmy bhi in the cards ho skti hai or sath undecorated es ki wjah se jitny bhi bulk beroz hain es endeavor se faida otha skty hain or molk Adequate moashi halat bhi bahtr ho skti hai es liye energy oneself tu requset krunga es chez Acceptable liye Pleasing yah pakistan enlarge pure a solitary one of law aam hona chahye ta Satisfactory hmaiy tors kam ta aur kesi seek se kam nahi ta magarbuying and thirst seniority ki waja se close-fisted hold on to prize karny straightforward horrifying banner the Forex off ponch ko asaan kar dia gia authority, kesi arandaaz nahin kiya Ja Saktachatting programming program programming Mein a Kyon kind ke diagrams Hote Hain joketechnical history ke liye greedy utensil ka kam de sakte hain picture Cheetahchat ko programming karne hither root for to he's incorporated ya sway kar sakta hai isliyekayya ingenious tolki Tarah whats up hota hai jo maturity mein graphs ke in bad taste in reliable be attracted to withMarketplace cut back ke acting Yash ki work area Admirer Ko taboo kar sakta hai chattingsoftware
                • #9 Collapse

                  Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                  gee han dost ap ne sahi kaha ha jab be hum market mn kam krte hein tu hume is mn tools ka be istamal krna hota ha hume har trade k sath tool ka istamal lazmi krna hota ha forex mn hamesha kameyabi hume menat se hi milti ha forex mn jo banda lalach krta ha wo kameyab be ni ho sakta ha traling stop lose hamre liye bohat acha ha ye hume bhrey nuqsan se bacha sakta ha forex mn har banda kameyab hona chahta ha lekin asal mn wohi banda is mn kameyab hota ha jo is business mn regular kam krta ha forex hamre liye acha ha trade se k sat hume take profit ur stop lose ka use krna lazmi hota ha take profit ur stop lose ka agr hum use ni krein gein tu hume is mn bara nuqsan ho sakta ha chart analysis ko sahi samjdari se kam krna hota ha
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                    Forex trading ki market Mein trading karne ke liye trailing stop aur stop loss order is a bahut jyada importance rakhte Hain market Mein Jo Bhi traders trading karte hain to unhen bhi chahie ki vah market Mein maujud railing stop aur stop loss order Uske bare mein complete information Hasil kar le Kyunki Unki trading ke liye bahut jyada profitable Hote Hain

                    Market traders Jab Apne trade Karte Hain To unhen apni trade Mein stop loss Ka istemal Karna chahie stop loss order se bahut jyada important Hote Hain market Mein Jab Bhi traders trade open karte hain to use Waqt Agar market ki condition Unki trade ke opposite movement start kar deti hai to use Waqt unke account mein maujud balance bhi kam Hona Shuru kar deta hai aur ek Waqt Aisa aata hai ki Unka account bilkul voice ho jata hai lekin Agar vah apni trade Mein stop-loss ka istemal Karte Hain To yah stop-loss traders ko market Mein hone wale unke bahut bade nuksan se unhen bacha leta hai agar vah apni trade Mein stop loss ka istemal karte hain to vah market Mein Apni trade ko sev aur apne account ko wash hone se bacha Lete Hain

                    Market mein bahut se expert aur professional trader bhi stop loss ka istemal karte hain aur stop-loss ke jariye se vah apne profit ko maximum kar lete hain Forex trading ki market Mein pending stop limit orders ke sath trail with price ka istemal Karte Hain market Mein Ja pending orders bahut jyada importance rakhte Hain market Mein trading karte waqt in pending orders ka istemal Kiya jata hai aur unke jhariya se market Mein acche advantage Hasil kar liye Jaate Hain market Mein Hi orders Ek special type ke orders Hote Hain Jo traders key trade ke liye unke risko ko manage karte hain aur unke profit ko protection karne ki offer Dete Hain market Mein Ja trailing stop orders traders AK trading ke liye bahut hi special aur important Hote Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                      dear friend, trailing stop aik special kisam k order ko kehtay hain jo hm apni trade set karnay k liay use kartay hain aur ye prices ma fluctuations k sath sath muntakil hota rehta ha, isko hm matket ki current position sa low par set kartay hain aur jb prices rise karti hain to trailing stop b is k sath upward drag hota rehta ha lakin jb ye opposite moment karti ha to jis price level par hm na trailing stop jitnay pips above par set iia hota wo hmara stoploss point act karta ha, trailing stop hmari trade ko us waqt tk open ya active rakhnay ma madad daita ha jb tk market hmari favour ma move karti rehti ha aur us waqt trade auto par close ho jay gi jb prices inverse direction ma move karain gi, long term position k liay traders trailing stop current prices sa below place kartay hain aut short position k liay trailing stop ko current market prices sa above s3t kia jata ha,

                      Trading ma loss ko minimize aur limited karnay k liay hm stoploss orders use kartay hain, ye aik tarah ka limit order hota ha, jis ma perticular selected price par pohnch kar hmari trade auto par close ho jati ha, ye aik defensive trading technique hoti ha jo traders market ki inverse moment k liay use jartay hain ta k jb market hmari trade sa opposite moment start kar day to hm big loss sa bach sakain ye hmaray loss ko khatam nhi karta bl k usay km zarur kar daita ha, slippage ya fast moving market ma timely trade km loss par trade sa out honay k liay stoploss ko lazmi use karna chaiay
                      • #12 Collapse

                        Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                        Assalam o Alaikum dear friends kese hain aap ?

                        dear friends mera apne seniors se sawal hai k forex main trailing Stop and Stop loss order main kia fark hai ? our ham in se kia benefits hasil kar sakte hai ?
                        G dear acha kam karna hai tu stop lose ka istmal kafi zaroori hai ap es mai kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hai tu ap kamyab he kamyab hai aur ap ka kam hai kay ap es mai tools ka istmal kartye hai tu ap es mai stop lose pay kafi acha kam kiya ja sakta hai tu ap es mai stop lose pay kam kartye hai tu ap kamyab je kamyab hai asla waja ye he hori hai kay hum nay trade open kiya hota hai per us mai hum tools ka istmal nhi kartye hai jis mai bad mai humain he es mai masla ban jata hai tu ap may acha kam karna hai tu ap es mai tools pay kam karain ta kay ap better work ka mutwaqao rakhtye hai jis kay bad ap ka kam ap ko sirf kamyabi ki taraf laye kay jata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap may kam karna hai ap ka kam hai kay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur hameaha stop lose ka istmal kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay ap es mai uai hisab say acha kam kar saktye hai jis mai ap acha kam jar saktye hai tu trailing stop ka matlab hai kay ager trade lagta hai target say hat kay tu ap ka target on hona zaroori hai jis kay bad ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai uai hisab say acha kam kartye howye kamyab ho jatye hai tu asal jo tool es mai kam ka hai wo hai he stop lose tu ao nay esye recover kar li hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jis kay bad ap acha kam kartye howye kamyabi patye hai tu ap nay jo bhi kam karna hai ap es mai usi hisab say acha kam karain jis hisab say ap es mai kamyab ho patye hai ap ka kam usi tarz ka hota hai tu ap better work kartye howye hamesha he kamyab ho jatye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu bina mahnet kay koi kamyab nhi ho pta hai nakam he nakam hai
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                          Walekum assalam dear jab aap market Mein Stop loss aur trailing stop loss related to learning complete kar rahe hote hain to ismein aapko Kafi difference feel ho sakta hai is related main aapko Kuchh important information indicate karna chahta hun jo aapke liye bahut jyada valuable ho sakti hain aur aapki trading co effective and profitable bana sakte hain.

                          Stop-loss :

                          Dear jab aap market Mein Apni koi bhi trade open karte hain aur apni Har trade ko Apne account balance ki basis per Ek Limited nuksan ki bason per Ek limit fix Karte Hain Jis per aapki trade automatically close Ho Jaati Hai is limit ko aap stop-loss Kahate Hain dear jab aap apne account balance ke mutabik 10% ya FIR 20% risk le rahe hote hain to is limit co fix kar sakte hain aur aapki trade automatically is limit ko touch karne ke bad karo sakti hai aur aapka account margin call receive karne se avoid Rah sakta hai.

                          Trailing stop-loss :

                          dear jab aap apni trading per stop-loss ki limit ko gradually shift Karte rehte hain aur jab market aapki favour Mein a jaati hai aur aap stop-loss ki limit ko gradually apni favour Mein convertcart Rehte Hain To is ko aap trailing stop loss ka naam Dete Hain ya Ek bahut hi important Kaise rahti rahti hai usmein aap ke account mein bahut jyada advantages ho sakte hain aur aapko bahut jyada profit ho sakta hai aur aap market ki movement ki basis per Apne account ko bahut jyada safety provide kar rahe Hote Hain. Dear jab aap market Mein Apne technical analysis complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko stop loss aur trailing stop loss ko completely learn karna chahie aur apne trading per carefully apply karna chahie otherwise aapke account ki safety Milte Nahin ho sakti aur aapko margin call receive ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                            Dear forex market mein jabi Ham Koi trade open karte hain to hamare account ke sath agar trailing stop lagana chahte Hain to humko pahle yah dekhna hota hai ki jab hamari trade profit mein shiv Ho jaati hai to uske bad Ham apni Jeet ke sath trailing stop laga lete Hain aise humko ya fayda hota hai ki market jab hamari favour mein jaati hai to mere account mein jo bhi trade hoti hai use se humko kabhi jyada fayda ho jata hai forex market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai jo trade forex market mein rules banakar kam kar rahi ho the US market mein successful hote jaate Hain agar Ham apni trade ke sath stop-loss use karti hai to market hamare opposite jaati hai to hamari trade vahan per close Ho jaati hai maker jafar Muhammad neet rate ke sath trailing stop use karte hain to jaise jaise market hamare profit wali site per shift hoti hai tumhara stop-loss automatically profit wali site pursuit ho jata hai aise humko yah fayda hota hai ki hamara Star plus ka bhi jyada profit mein shiv ho jata hai aise humko kafi jyada profit Mil jata hai nagar Ham personal ki id mein acchi planning karke kam karte Hain to kuchh market mein kafi jyada paida ho jata hai aur is market mein kam karne ke liye humko Mila nahin karni hoti hai jo trade forex market mein rules mein agar kam karta was market mein successful Ho jaate Hain aur is market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab Ham is market mein successful Ho jaate Hain Jo today purse market mein acchi plan karke kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what Do know about Trailing Stop and Stop loss orders ?

                              Walekum assalam dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Forex trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To ismein Ham dekhte hain hamare pass Different techniques of different strategies hoti hain jinki mutabik Ham trading Mein kam kar sakte hain aur in se Ham profit Hasil kar sakte hain ya Ek bahut hi Jabardast online business hai Jisne Apna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain iska aapko itna hi jyada fayda hote hain aur aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain dear trading Mein Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To usmein aap apni trade ke sath stop loss ka istemal Karte Hain.

                              Dear trade ke sath stop-loss Lagane ke aap different methods ko use kaise karte hain dear Kuchh member Is Tarah Karte Hain Ki Kuchh profit mein aane ke bad market Mein Apna stop loss centre point per Laga Dete Hain jisse vah Unki rate bahut jyada Se Ho Jaati Hai Iske alava Ek method Is Tarah ka bhi hota hai ki jismein aap apna stop bus Ek Aisi Jagah per rahte hain Jahan se market ke hit hone ke bahut kam chance hote hain aur ismein aap apna stop-loss Laga sakte hain aur trailing stop loss Is Tarah ka hota hai ki Jab aap market Mein Apni train Lagate Hain To Aap Ki Jaise Jaise market profit Mein HD hai aapka stop-loss Upar Aata jata hai.

                              Dear trailing stop uska aap ko ya fayda hota hai ki market aapke jitne Jyada favour Mein Aaegi isase aapka stop-loss entry point per a Jaega aur bus stop loss market Mein saath saath movement karta rahata hai aur Jis Tarah market Mein Aapki trade profit Mein Aati Hai stop-loss b sath sath upward movement kar raha hota hai aur ek point Aisa Hota Hai Jahan se market Mein aapka stop loss in 2 point per pahunch jata hai usko Ham trailing stop loss ka naam Dete Hain usko bahut jyada Tradus apni trading strategy may use karte hain Kyunki Iske bahut jyada fayda Hota Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X