Jaiza: Forex trading ma term " DULL MARKET " ki best possible knowldge or explanation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading ma term " DULL MARKET " ki best possible knowldge or explanation
    Forex trading ma asi bhot sari terms hain jin ka traders ko pata ni hota but agr un par tora sa dehan deya jae to wo bhot easy hoti hain understand karny k lae or unki knowledge ko ham trade ma better effect k lae use kar sakty hain. Asy he ik term DULL MARKET hai agr trader ko eski knowledge ho gi to wo apny orders ko better tareeky sy utilize kar saky ga.

    Dull Market Meaning.

    Dull Market asal ma us situation ko kehty hain jaha par market ma bhot tori activity hoti hai. Ya ham ye b keh sakty hain k low trading volume wali market dull market hoti hai. Kuch trader dull market ko asy b define karty hain k market es time par ik tight channel ma move kar rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201106-065950_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	120.8 کلوبائٹ
ID:	12470166

    Explanation and method of trading the Dull Market.

    Dull Market k bary ma ik idea bhot common or wo ye hai k dull market ma kbi sell ki trade open ni karni chahe. Kiu k un ka khawal ye hota hai k dull market ki state ma market tora rest karti hai or phr next upward trend k lae ready ho jati hai. Or jb market upside break kary to trader kl confirmation ho jati hai k market upward jany k lae ready hai or esko es time par trade ma enter ho jana chahe. Dull market long decline k bad b occur kar sakti hai or ye indicate karti hai k buyer or seller market ma balance ho gae hai. Dull market kahe bar months tak reh sakti hai or es k bad zayada tar up movement he hoti hai .

    How to understand Dull Market.

    Dull Market ko ham flat market or market at rest k sath b reffer kar sakty hain. Asi situation ma market hamesa apny opening point k pass he close ho jati hai. Investor es time par apnu orders ko hold karty hain or kuch ka ye belief hai k market flat bottom k bad upside he move karti hai. So trader ko b es time par upward trade yani buy k lae ready rehna chahe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
    Forex trading ma asi bhot sari terms hain jin ka traders ko pata ni hota but agr un par tora sa dehan deya jae to wo bhot easy hoti hain understand karny k lae or unki knowledge ko ham trade ma better effect k lae use kar sakty hain. Asy he ik term DULL MARKET hai agr trader ko eski knowledge ho gi to wo apny orders ko better tareeky sy utilize kar saky ga.

    Dull Market Meaning.

    Dull Market asal ma us situation ko kehty hain jaha par market ma bhot tori activity hoti hai. Ya ham ye b keh sakty hain k low trading volume wali market dull market hoti hai. Kuch trader dull market ko asy b define karty hain k market es time par ik tight channel ma move kar rahi hoti hai.

    [ATTACH]24046[/ATTACH]

    Explanation and method of trading the Dull Market.

    Dull Market k bary ma ik idea bhot common or wo ye hai k dull market ma kbi sell ki trade open ni karni chahe. Kiu k un ka khawal ye hota hai k dull market ki state ma market tora rest karti hai or phr next upward trend k lae ready ho jati hai. Or jb market upside break kary to trader kl confirmation ho jati hai k market upward jany k lae ready hai or esko es time par trade ma enter ho jana chahe. Dull market long decline k bad b occur kar sakti hai or ye indicate karti hai k buyer or seller market ma balance ho gae hai. Dull market kahe bar months tak reh sakti hai or es k bad zayada tar up movement he hoti hai .

    How to understand Dull Market.

    Dull Market ko ham flat market or market at rest k sath b reffer kar sakty hain. Asi situation ma market hamesa apny opening point k pass he close ho jati hai. Investor es time par apnu orders ko hold karty hain or kuch ka ye belief hai k market flat bottom k bad upside he move karti hai. So trader ko b es time par upward trade yani buy k lae ready rehna chahe.
    G dear forex market mai ap kam kartye hai tu ap es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu ap dull market kay hisab say kam kiya jata hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu anylsis pay ap kam karain aur ap ka kam hai kay ap nay es mai acha kam karna hai tu bina mahnet aur lagan kay kabhi acha kam nhi kiya ja sakta hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap dull market kay time pay us mai dil say kam kartye hai tu ap kamyab ho jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap dull market mai acha kam kiya ja sakta hai dull market mai ye kam hai kay trade aik sa nhi rhata hai kabhi up version mai jata hai aur kabhi sell version mai jata hai tu esye he dull market khaitye hai aur ap ka kam es kai kafi asan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap dull market mai kafi kam kiya ja sakta hai tu bina mahnet aur lagan kay ap ka kam kabhi acha na howa hai aur na he acha ho pata hai tu acha kam karna hai tu ap es mai dil say acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur dull market mai kam karna atna asan kam nhi hota hai ap ka kam asan es mai tabhi ho pata hai jub ap es mai mahnet kay sath aur observe kay sath acha kam kartye hai tu ap ka kam acha ho jata hai aur ap kay kam mai asani ho jati hai tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam kartye hai tu ap ka kam ap kaliye asnai laye kay ata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kamyabi kaliye dull market mai acha kam kiya ja sakta hai aur ap bad mai kamyab ho jatye hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

      Jab market aik hi trend main big movement kerti hai tou kisi aik point per market ki big movement stop Ho jati hai jabky kuch time period ky liay market aik hi point per up aur down movement kerti rehti hai jabky volume aesy time per market ki movement ka bahot kam ho jata hai ky agar ham aesy time per market main trade open kerty hain tou hamain spread ky clear hony ky liay bhi long time wait kerna perta hai jesy ky market aik hi point per hold ho jati hai tou aesi hold market ko dull market kahan jata hai kyun ky aesi market ki movement per trade open kerny sy na tou hamain profit hasil hota hai aur na hi loss hota hai hamari trade normally aik hi jaga per hold rehti hai ky ham market ki kisi bhi trend main big movement ko expect nehi ker rehy hoty aur specialy jab market aesi position main hoti hai tou hamain trade open kerny ki zarurat nehi hoti kyun ky ham jab bhi market main trade open kerty hain tou ham market ky trend ko find ker ky trend ky mutabiq trade open kerty hain lekin jab market dull position per ho tou wahan per market ka koi trend nehi hota so Ham trade bhi open nehi ker sakty hamain market main jab bhi aesi position nazar aa rehi ho tou hamain trade open nehi kerni chahiay aur wait kerna chahiay ky jab market dull position main ho tou ham wait kerain ky jab market kisi trend main big movement kerna shoru ker dy tou aesy time per ham market main trade open kerain marker ky current trend ky mutabiq taky ham market main trade open ker ky acha profit bhi hasil ker sakain jab ham market ki position ko dekhty huey running market main trade open kerty hain tou yeh best option hota hai ky ham trade trend ky mutabiq open ker ky acha profit bhi bana sakain jabky dull market main aesa koi chance nehi hota
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

        Dull market
        Financial market me dull market se murad wo market session (waqfa) hota hai jis me bohut hi ziada kam trading hoti hai. Market me trading kam hoti hai aur session bohut hi ziada tight hota hai. Market ki movement ka koi andaza nahi ho raha hota hai k kab ye upward move kar sakti hai. Dull market me traders kisi breakout k intezar me bhi rehte hen k kisi bhi waqat market me achanak uchal a sakti hai. Dull market me jo candle sticks ka pattern banta hai wo sidways movement ka hota hai. Dull market me kam trading, kam volum k sath aur kam price changes hoti hai. Aksar dull market apne ap ko refresh kar rahi hoti hai k wo upside move karn ashoro karden aur jab market uptrend chalti hai to ye is ki nishani hoti hai. Dull market aksar bohut hi ziada market me decline hone k baad hota hai jis me buyers aur sellers kisi naye movement ki tayari me hote hen.
        Dull market me aam tawar par market rist position pe hota hai aur ye aik flat movement ka raha hota hai. Dull market maximum ye hota hai k candle stick bohut hi small size ki hoti hai aur is me aik candle agar bullish hogi to dosri ziada tar bearish hoti hai ye lazmi nahi hai lekin umoman hota aisa hi hai). Dull market me investors is chakar me pare hote hen k jab bhi market utegi (rise) to is ki movement uptrend hi hogi, aur hota bhi aisa hi hai k jab dull market movement k bad uptrend move karti hai to ye bohut hi ziada fast hoti hai. Aur movement hoti bhi bohut hi ziada hai, q k dull market me kam investment ki waja se bohut capital lack kar rahi hoti hai. Dull market ki movement k bad jab market up trend move karta hai to ye hamesha close bhi upside pe hi hota hai. Aur investors bohut hi ziada aghaz me muhtat rawaya apnate hen trading me.
        Click image for larger version

Name:	images (49).png
Views:	1
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12335401
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

          forex trading me analysis ki boht zeyda ehmiat ha traders ki trades os wakt profit me jati ha jub traders trades market kay trend ko identify kar kay open kartay hain or marekt me right point par or best time par jub volatility ati ha os wakt open karay in sub bato ka pata chalanay kay liey ap ko analysis karna parta ha analysis strong ho tu tub hi ap ki trades profit me jati ha kuch traders aisy hotay hain kay wo analysis ko ignore kiey begair market ki wrong direction me trades open kartay rehtay hain jis se un ko loss hota rehta ha aisy traders ko analysis ki ehmiat ka bad me pata chal jata ha analysis kar kay hi ap marekt me best entry point find kar kay achi trades open kar sakte hain or profit hasil karne me kamyab ho sakte hain.

          Acchi trading karne ke liye proper analyses Karke kam karna bahut jyada important Hota Hai agar aap acche analyzers Karke Kam Nahin Karte Hain To aapke trading acchi Nahin Hoti Jab aap rating analyses Karke Karoge To aapki trading Jarur acchi Hogi isliye Jab Bhi trading karo to proper analyses Karke kam karna ki koshish kiya karo analyses karke hi aap acchi aur successful trading Karni Sakoge agar aap analyses Karke Kam Nahin Karoge To aapko market ka pata hi nahin Hoga Ki market kis tarike se Munh Karegi aur Kis Tarah Se aap market Mein acchi trading kar sakte ho.

          ya aik online business ha jis ma hamy sab sa pahly koi bi kam krna hota ha to esy anlyses krna prt ha jo trading ma anlyses ka istmal nai karta bagyr es ka trading ko lga ata han wo jald nakam hu jata han or bohat b ra llosse la lata han agr ap kamyabi ko chata han to hamy bohta zyada anlses ki zarort parti ha agr hamy markit ko anlyses krna nhi ata to hamy apna kisi senior sa rabta krna hu ga or on sa markit ko anlyses krna sikhna hu ga jab ham achi tra markit ko anlyses krna jab a jata ha to ham markit ki movement ka samj lata han or phr hamri trading ma losse nai hota es liya market ka mukamal analysis karen or analysis k liay pahlay trading chart se help len aur phir news or signals se help len or phir mehnat trend ko follow karen phir apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trade open kar k acha profit kama saktay hen or jab ham en sab chizo ko sam lata han to kamyabi hamra makdr ban jati ha.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

            dear friend, forex trading ma market mukhtalif kisam ki moments karti rehti ha aur fluctuations karti hui uptrend ya down trend ma jati ha, dull market hm us moment ko kehtay hain jis ma bht little aur slow activities hoti hain, aisi situation ma market aik support aur resistance ma phansi rehti ha, daily ki price changes aur actions ma bht km difference daikhnay ko milta ha, is baray ma kuch experts ka ye khyal hota ha k is period ma market apni strong upward ya downward rallies k liay energy store kar rahi hoti ha aur breakout k baad further fast advance moment karti ha,

            Dull market ko ham flat market b kehtay hain, prices ki long decline k baad b traders ko dull market ka samna karna parta ha, is ma market opening prices k near hi close hoti ha, is tarah ki situation k baad market ma pairs ki prices ziada tar rise hi karti hain, dull market k baad jo b move hogi wo big hoti ha, investors aur traders aisi conditions ma apni trades ko hold kar laitay hain aur jb prices breakup karti hain to tb hi trade open kartay hain,

            kuch traders dull market sa b faida hasil karnay ki koshish kartay hain aur smaller moves sa benifit hasil kartay hain q k aisi situation ma market less volatile hoti ha. hmain dull market k baad trading k liay proper anaylisis karnay chaian aur is ki moment sa aware rehna chaiay ta k agr market up ya down breakout karay to trend k hisab sa achi strategy bna kar profitable trading kar sakain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

              forex trading main dull market ki waja sy humy acha take into accounting hoop-la bhi hasil hota hai pehly tou koi bhi aid hamain baghair gaining ky pointing ky frankly nehi kerni chahiay imply ky hamari the colouring Stay away from shelter inconsiderable empty wide accommodations statement zarur old hona chahiay ky hamain facility function acha reckon for bhi hasil ho saky G han agar enduring the Forex the Bourse marketplace surrounded by amplify aesi affiliation nehi hai ky splendid truely marketplace ko undeceiving ker ky kisi bhi boobs dissimulation bahot jald acknowledge of ki cost-effective promote straightforwardly kerain aur hamain recital hasil hona shoru ho jaey hamain koi bhi digs chahy woh phir talented from lodgings marketplace Karni chahie balke Apna Kam take it easy hokar karna chahie Fondling Spectacular Apna Kam take in forth hokar Karte Hain To Fake acche tarike se apne kam ko clear-contract kar lete hain posting ki tedious mark ko Behtar banane ke liye hamare byskip facts intoxicating in Ka Hona bhi zaroori hai apne despotic police or espouse whoopee Colloq in Se Molestation Scaramouch wrapped up Karte Hain To Hamari arranging acchi Hoti Hai Jiski vajah se Hamari posting bhi acchi hoti hai acha bonu usko he milta hae jiske posts ke moderate increase hote hae to hamen bhe cahiye ke blurt out apne posts breed into three hunger vitiate dene ke koshish kiya Tibeto-Burman joine Arelating to devoirs consider
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                gee han bro ap ne acha review diya ha dual market mn dora kam krna muskil hota ha lekin agr hum is mn sahi kam krein gein dora samj k krein gein tu kameyabi mil sakti ha hardwork krein ge hamre liye sab se best work ha forex trading mn wohi banda hum se asani se kameyab ho sakta ha jo acha kam krta ha forex mn hume kameyabi hamesha menat se hi milti ha regular kam krein ye hamre liye sab se acha work ha forex mn hume hamesha kameyabi menat se hi milti ha market hume moqa deti ha profit hasil krne ka hume os moqey tu waste ni krna chaiye forex mn hume kameyabi hamesha menat se hi miti ha forex mn wohi banda kameyab ho sakta ha jo acha kam krta ha regular is business ko time dena ha ye hamre liye sab se best work ha
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                  Assalam Alaikum Forex members Forex trading Mein dual market se related aaj ka Hamara topic hai
                  Dull marker test and main use situation ko Kahate Hain Main Jahan per market mein bahut Thodi activity hoti hai yahan Ham bhi Gaye sakte hain kilo trading volume wali market dual market Hoti Hai Kuchh trader dull market ko Aise Bhi define Karte Hain Ki market is time per 1 tight channel Mein move kar rahi hoti hai dull market se related bahut common yah hai ki vah yah hai hai ki dull market ke bare mein ek Idea bahut common Hai ki Dull market main kabhi bhi sal ki trade open Nahin Karni chahie Kyunki Unka Khyal yah hota hai ki yah market ki state main market thoda rest karti hai aur next uptrend ke liye ready ho jaati hai aur jab market ab side break karen to trader ki confirmation Ho Jaati Hai Ki market ab padh jaane ke liye ready hai aur isko is time per trade mein enter ho jana chahie yah market along this line ke bad bhi e move kar sakti hai yah indicate karti hai ki bhaiya aur sala market mein balance ho gaye hain ya market Kahin Bahar manth Tak Rah sakti hai aur Iske bad jyada tar ab movement hi hoti hai
                  Dull market ko Ham flat market aur Market adress ke sath bhi refer kar sakte hain Aisi situation main market Hamesha Hamen opening point ke pass hi close Ho Jaati Hai investor is time per Apne order ko hold karte hain aur kuchh Kaya belief hai ki market flat bottom ke bad ab side hi move karti hai short Rider ko bhi is time per upward Trade hi Lagani chahie Taki vah achha profit Hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                    Ji dear ap nay aik bahut achi trading market ki term kay bary main explanation ki hay. Market ki in terms ka ager hamain pata hoga to ham in terms ki understanding karty huye forex market main behter perform kar sakain gay aur market kay trend say faida bhi utha sakain gay.

                    Reasons behind Dull market situations.
                    Aksar ham daikhty hain keh intraday trading chart main market ki movement bahut slow ho jati hay. Dull market situations tamam securities main nazar nai ati balkeh waqtan fawaqtan kuch securities main nazar ati hay. Aisi situations tab hoti hay jab market main trders kam ho jaty hain aur market ka volume limited ho jata hay. Session close hoty waqt bhi ham is tarah ki situation daikhty hain aur kisi khas news announcement kay waqat bhi is tarah ki situations samny ati rehti hay.

                    Trading strategy in dull market.
                    Agarcheh side way movement ya jab maret rest main hi balkeh traders jab rest kar rahy hon to ye suratehal arzi hoti hay aur kuch waqat bad market dobara bahal ho jati hay. Is tarah dull market situation main market jab again fast hoti hay to trend ko continue karti hay. Hamaim is main overall trend ki continuation main trading order place karna chahiye. Retracement ko follow karain laikin isky signal main trend kay against order place na karain.

                    Conclusion.
                    Dull market ko ham market ki sideway movement say bhi isliye refer kar sakty hain keh is doran market ki movement itni slow ho jati hay ke baz dafa is pair ka spread bhi cover nai hota isliye hamain aisi situation main new trend ki indication ka wait karna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                      Hello everyone Umeed karte hain aap sab khairiyat se hun ki aur Forex trading ki market ki jayada se jayada learning Karke uska Achcha experience Hasil kar rahe Honge aur Forex trading ki market Mein is experience ke jarie se market Mein acchi kamyabi Hasil kar lenge Forex trading ki market Mein Jo Bhi members kam karte hain to unhen market ko acche tarike se learn karna chahie aur Market ko analysis karne ke bad hi usmein Apna Kam start karna chahie Taki vah market Main ko acche tarike se understand kar sake

                      Forex trading ki market Mein Dull market Ek bahut hi Chhoti Si activity hoti hai Dull market concept MI market volume aur tight daily trading range ko kaha jata hai Forex trading ki market main market bahut jyada importance rakhti hai aur yah bahut jyada work bhi karti hai JB members apni trading ke liye Dull market ko analysis Karte Hain To is dull market ke jarie se hi vah market ki long term gold trend ko acche tarike se Outlook kar sakte hain aur usko identify kar sakte hain

                      Market Mein Jab bullish chart patterns ka istemal Kiya jata hai to use Waqt Dal market ke bullish signal ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai hi yah Dull market short time signals we provide Karti Hai in short-term signals ke jariye se market Mein short time ke liye trading start ki Ja sakti hai aur usmein Achch aprofit bhi Hasil Kiya Ja sakta hai market Mein kaam karte waqt Maa members ko bahut jyada careful Rahana chahie aur Jab Bhi apni trading karen to use Waqt unhen market ko acche tarike se analysis karna chahie market analysis karne ke bad hi market Mein Apni trading start Karni chahie apni trading main Kisi Ki Jhanki jaldbaji Nahin Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                        Yes dear how many bahut hi perfect post Hamare Sath Kiya Ki Hai Jab Ham market Mein completely aur consistently analysis complete kar rahe hote hain to sometime market ki movement bahut jyada slow hoti hai aisi situation main market ki volatility bahut hi slow Hoti Hai Jiski basis per Humko market Mein Apne analysis complete karne mein difficulties ho sakti hai no doubt Jab Ham market Mein Apne analysis complete kar rahe hote hain aur Market ki volatility bahut kam hone ki vajah se Ham market se related apni koi bhi decision-making nahin kar sakte aur Hamare liye kuch problem so sakte hain Aisi situation mein humko bahut carefully trading Karni chahie.

                        Dull Market Main Jab Ham analysis complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation me aapke liye decision-making bahut hi difficult ho sakti hai Forex trading Mein Jab market ki volatility bilkul Lo hoti hai aur Aisi situation main market Ki Movement bahut jyada confusing hoti hai to aapko apni analysis complete karne mein bahut jyada help mil sakti hai no doubt Forex trading Mein Jab aap different important analysis complete kar rahe hote hain to ismein market ki volatility bhi bahut hi important role play kar sakti hai aur aapke analysis ko complete karne mein difficulties create kar sakti hai.

                        Forex trading me jab market stable Hoti Hai To Aisi situation main aapke analysis bhi bahut hi perfect ho sakte hain aur aapko bahut jyada advantages mil sakte hain dear jab market ki volatility bahut jyada hoti hai aur Market Mein different important analysis ko complete karna Hamare liye difficult ho sakta hai iske sath sath Jab market ki volatility bahut minimum Hoti Hai To Aisi situation main bhi Hamare liye different problem so sakte hain aur ham market Mein completely successful Nahin ho sakte.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                          Assalamu Alaikum dear Pakistan Pak forum member Forex trading Mein Ham Jab kam karte hain to Ashwin Ham dekhte hain ki market mein bahut jyada acid terms Hoti Hai gen ko samajhne ke liye Hamen thoda sa market Mein focus karna hota hai aur ham is ko aasani se Samay sakte hain Forex trading Ye Kaisa business hai jismein aap Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam karte hain aur aap Kis Mein jitni Jyada mehnat karte hain aapko iska itna hi jyada fayda hota hai agar aap ismein Achcha aur aur ek expert trater Banna Chahte Hain To aapko in chijon per focus karna hoga.

                          Dear aapane forex market Mein Dull market ke bare mein bahut hi acchi information Hamare Sath Pakistan Forex forum Mein sher ki hai India Ham dekhte hain ki Jab market Mein Itni Jyada activity Nahin ho rahi hoti aur Market ki Munh Mein taqreeban chalo Ho Jaati Hai jismein wires aur sellers market se exit ho rahe hote hain to is Waqt market ki position Ek Dull position hoti hai aur aap usko yah Bhi Kya sakte hain ke market Jab Ek range mein vah metkari Hoti Hai specially Jab market ki thi strong support ya fir market Kisi strong resistance per Hoti Hai To is Baat market ki movement Dull Ho Jaati Hai Aur is bar ke Breakout ke bad Ham trade Laga sakte hain.

                          Dear Forex trading Mein hamare pass different strategies Hoti Hai Jin ke mutabik Ham kam kar sakte hain Agar Ham ismein mehnat Karen aur knowledge Hasil Karke kam karen to uska Hamen bahut jyada fayda hota hai yah Ek bahut hi Jabardast online business hai dear Dull market mein aap Agar trading karna chahte hain to Iske Breakout per aapko trade karna Hogi aur ham dekhte hain ki market is Waqt Ek range mein Munh mat kar rahi hoti hai aur jab vo range Breakout Hoti Hai To Uske bad market ki fast movement start Ho Jaati Hai To usko se main ke liye aap dekh sakte hain ki market Usi level Par Ek different shapes ki candles banaa Rahi hoti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                            Forex trading Mein kam karte hue ismein bahut see terms maujud Hoti Hai Hamen terms ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Taki Ham market Mein acchi tarike se kam kar sake acchi kamyabi Hasil kar sake Hamen is related study ko properly complete karna chahie Hamen apne business ke bare mein experience or knowledge kahan ho bahut jyada important hota hai Hamen Damo account per practice karni chahie Jab Ham Dam account per practis Karte Hain To Ham Apne business-related acchi information Hasil kar sakte hain

                            Dull market ka trader ko Achcha knowledge Hona chahie Taki Ho market Mein acchi kamyabi Hasil kar sake Jab trader ke pass Achcha knowledge Nahin hoga to vah market ko bhi nahin samajh Sakta Jahan market low trading level ho to Is Han Mein Dull market bhi kaise karte hain ismein market Ek channel Mein Move kar rahi hoti hai tell market main market uptrend movement kar rahi hoti hai to market thoda rest karti hai To Hamen ismein sal ki trade ko open karna chahie isase Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain

                            Dal market Hamesha Apne opening point ke sath hi close Ho Jaati Hai market Mein trade Lagate Hue Hamen Apne analysis ko se strong banana chahie Jab Hamare analyses strong Honge To Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen market ki condition ko acche tarike se samajhna chahie market Mein Lagate Hue Hamen Hamesha acchi strategy ko use karna chahiye is se hammarket Mein achha profit Hasil kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamen active hokar market Mein trade Lagani chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ma term &quot; DULL MARKET &quot; ki best possible knowldge or explana

                              dear forex market mein jab Ham kam kar rahe hote hain tab ais market mein achcha result tab milte aaja farmers market mein chhipla nahin karke kam karte Hain Jo trade forex market mein rules banakar kam kar divas market mein sabse School Ho jaate Hain forex market mein kam karte Hain Ham kis market mein kyunki jyada fayda ho jata hai forex market mein kam karne ke liye humko hard work karna hota hai jo trade office market mein rules banakar kam karte hain is market mein successful Ho jaate Hain aur is market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai jo trading forex market mein soch samajhkar trade lagate Hain vah is market mein successful Ho jaate Hain market mein jab movement ki jagah per market ki nahin hoti to humko yah market mein movement kar rahi hai to hamesha market mein chhapra kar sakte hain forex market mein humko acchi planning ke liye hard worker mein hota hai Jo trade forex market mein sote samay kar kam karta hun kis market mein achcha result tab milte Hain jab Ham is market mein planning karke kam karte hain agar Ham far is market mein soch samajhkar khamkar Saddam kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo aur is market mein roj banakar kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko market ki movement ko samajhna padta aur is market mein apne trading plan ke hisab se kam karna hota hai tab anuj market mein success Ho jaate Hain Jo turface market mein roj banakar kam kar ja much market mein successful Ho jaate Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X