Trader mistakes!!?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader mistakes!!?
    Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business islia mistake Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham trade Mein mistake Karte Hain To usse Hamari trade acchi Nahin Hoti Na hi Hamen profit Milta hai isiliye Hamen Hamesha trade ke rules ko follow karna chahie ped Hamesha Waqt per Karni chahie Iske Allahabad trade Hamesha acche Peer Ki Karni chahie aur Iske alava Hamen chahie ke Ham use pair per trade Karen Jis ke bare mein hamare pass acchi knowledge aur Achcha experience ok ok Agar Ham acchi knowledge aur acche experience ke bagair trade Karte Hain To usse Hamen bahut jyada loss hota hai aur na hi Hamen Achcha profit Milta Hai aur Agar Ham acche pair ki rate Karte Hain To Hamen profit bhi achcha Milta Hai Iske alava Hamen chahie ke Ham trade per Karen aur apne kam mein time table Ka Khyal rakhen Kyunki Jitna Jyada timetable ka kya Rakhenge utna Jyada Hamare liye fayda Hoga aur ham acchi trade abhi Ban Payenge aur Achcha profit bhi Hans kar Payenge Achcha trader vahi hai jo Forex ke rules ko follow karke trade Karta Hai Hamesha Forex trade ke rules ko follow karke hi trade Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader mistakes!!?

    Wese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Jitna hum se ho sake forex trading ki mistakes kam se kam karen.
    • #3 Collapse

      Re: Trader mistakes!!?

      G trading krty hvy humy bhht c mistake ko face krna prta hai humy trading krty wqat ahtiyat se kam kena chahye or mistakes se avoud jrna chahye traders ki sb se bari mistakes ye hoti hai jin ki wkja sw loss hota hai
      1: Lack.of knowledge
      Traders k pas jb knowledge priper nh hota to aksar is wja se loss hota hai jiski wja se wo successful trading nh kr skty
      2: Lack of experience
      Sometime kch traders esy b hoty hai jin k pas knowledge to hota hai lekin us ne practice nh ki hoti jiski wja se usy loss ho jata hai zyada se practice kr k wo experience gain kr skty hai or profit earn kr skty hai
      3:Repeated mistakes
      Sometime trader aik he mistake ko bar bar repeat krty hai jinki wja se wo loss ho jaty hai is liye trader ko apni mistakes se avoid krna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Trader mistakes!!?

        G haaa treading krtybtime hmy buhat ziada mistake hotii heen jis sy hmy preshanii hOotii ha..
        Kabhii wooo hmarii emotions py control na karny kinwajaaha sy hota ha.
        Kabhii lalach ki waajhaa sy b hOotaa ha
        Kabhii lake of experience sy b Hootaa haa.
        Iss lieee in sub cheZzzun ko mehnaat sy krnaa chahyee taky koi mistake na hOo
        • #5 Collapse

          Re: Trader mistakes!!?

          G han forex trading men jo log bhi trading kar saktay hen unn se mistakes hoti hey iss liay jo log apni mistakes ko serious len aur dobara soch samaj kar trading karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar letey hen aur jo log apni mistakes ko ignore kartay hen woh bar bar mistakes kartay hen aur bar bar loss uthatay hen
          • #6 Collapse

            Re: Trader mistakes!!?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Wese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Jitna hum se ho sake forex trading ki mistakes kam se kam karen.
            Assalamu alaikum dear friends mein ummid karta hun aap khairiyat se honge mein tamam doston se kahana chahta hun jo Forex trading mein kam karte Hain Ki jab vah kam karen to apna mind Apne kaam par den taki humse koi mistake Na ho agar koi trader mistake se kam karta hai vah yakin nuksan mein jata hai hamen chahie ki ham jab bhi kam karen to apna mind Apne kaam par 10 kyunki yah kam hamare mind ke sath hota hai jitne bhi ham meant ke sath kam karenge to yakin Nahin ham kamyab honge agar thodi si bhi mistake karte Hain to Kam hamara naam kamalraj jata hai Jaise hamen nuksan bhi uthana pad jata hai to isase behtar Hoga Ki jab bhi ham kam karen to apna Kam ki taraf focus Karni chahie aur jitne bhi ho sake apna Kam experience knowledge aur mehnat ke sath karna chahie jiska result bhi hamen achcha mile aur ham Forex trading main bhi acchi anyay Hasil kar saken Jo log mistake karte hain unse mein request karna chahta hun ki vah apna Kam minute ke sath karenge se unhen ghoshal ho sake aur Anya Hasil karne ke sath sath unhen trade lagane mein bhi experience and sale Hoga yad rakhen Jo log experience rakhte Hain vah yukina kamyab hote hain to isiliye trade lagate hue apna experience use Karen mistake Na karenge seva jaldi arne ghat snan kar sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Trader mistakes!!?

              Dear forex members forex trading Main haumay hamesha profit aur loss dono hi ko face karna parta hay haumay hamesha apney experience aur analysis ko importance daytay hoye trading karni chahiye takay haumay market ki movement aur trends ko samjhnay main zyada assani rahay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay takay haumay market ki movement Kay mutabiq trading Kartay hoye zayada profit hasal ho sakay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur iss Kay saath saath haumay market ki movement aur trends ko analyz karna bohaut zayada lazmi hota hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir hi kamyaabi hasal hoti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Trader mistakes!!?

                G hy bilkul thk kha hy hm treading main is lia nakm hota h GM ku ky hm sa bht Sari mistk hoti hy is lia hm mistk sa bechn chya soch semjh kr market ko acha sa analysis kra mouvmnt ko semjh mouvmnt ko semjh kr acha signl miln par treading keno chya bgr kisi mistk tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business hy jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trader mistakes!!?

                  Jo log forex trading men lalach aur jald bazi se kam kartay hen woh bahut ziyada mistakes kartay hen jin ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir apni mistakes ko control Karen aur hamesha fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen ta k mistakes nah hon aur achi trading kar k acha profit kama saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Trader mistakes!!?

                    ji han bilkul se sal Kiya trader mistakes trader ki mistake sabse badi yahi hoti hai ki vah apne aap ko kabu mein nahin la sakta use chahie kripya apne kabu kaise paida Karen apne aap ko kabu rakhe apne aap aapko ek achcha yah insan banakar dikhayen isliye hamen chahie ki ki trading mein mistake na Karen mistake se jitna jyada uske bacche trade bahut jyada soch samajh Kar karni chahie kyunki ismein jyada se jyada insan ko locel hota hai jo bahut tej hote hain unhen ka store per bahut jyada loss hota hai isliye hamen trader mstick nahin karni chahie bahut shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Trader mistakes!!?

                      Forex member Ji jaise ki AAP Sab Jante Hain Forex trading 1 online business hai ismein mistakes hum nahin kar sakte Agar Ham mistakes Karen To Hamen Kafi zyada nuksan Hota Hai To Hamen Aise nahin karna chahie Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie hamare pass mistake Ki Koi gunjaish Nahin Hoti Hamen apni mistake se learning Hasil Karni chahie next time unhen repeat karne se avoid karna chahie Ek trader ki major mistake yahi hoti hai ki wo apni mistake se learning Hasil Nahin karte aur un mistakes ko repeat Karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trader mistakes!!?

                        Traders bht sari mistakes karty hain jiski waja se unko acha bonus ni ata forum me aur na e achi profit hasil kar sakty hain . unki kuch mistakes me nechy likh raha hn
                        1- traders ki sb se bari yeh mistake hoti hy keh wh market ko kabi kabi analyze ni karty aur apni marzi se trade lagaty hain , yeh over-confident he unki loss ki waja banta hy
                        2- forex me kam karny waly bht sary members ek dosry ke sath cooperate ni karty jiski waja se unko profit ni hota
                        3- Forex me kam knowledge hony ki waja se log loss ka samna karty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trader mistakes!!?

                          Assalamu alaikum dosto Jo mistake karta hai doston dar hakikat wo use ki knowledge Na Hona hota hai treadar ko chahie vah Puri Tarah se knowledge hasil Karke he trading Karen . Agar trader mistake karega to ismein uska apna nuksan hoga han aur vah profit gayn nahin kar payega .Forex mein ek mistake aapko 0 per lakar khada kar deti hai isliye aapko chahie ky aap mistake na Karen.trader ki sabse badi mistake ki hoti hai ki vah bagair knowledge ke baghyr trading kar raha hota hai. Doston knowledge aap ki har mistake ko dur kar sakta hy. Isliye to kahate Hain good knowledge no mistake no mistake good profit.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trader mistakes!!?

                            Trading main New Traders Bhoat Zada Mistakes Karty hain or Iss ke Sab Say bari Waja Hoti hai lalach Ku kay lalach ke Waja say he market main Aap ko loss Hota hai or bhoat Say traders Ke Time Say pely he market ko Leave karny ke waja be Yehi hoti hai kay laalch Say kam akrny ke Waja Say Itna Loss kar dyty hain kay kamyabi kay Chances he khatm ho jaty hain or Akhr main Leave kar dyty hain is sliy ap ko Aisa nahi karna Chaye balky management kay Sath market kay trend ko Follow karna Chaye or Acha profit gain karna Chaye tabhe kamyabi Mumkin ho pay ge or aap Successful trader Ban sakty hain or Acha profit bana Sakty hain.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trader mistakes!!?

                              gee han dear hamain forex main mahanat say he hum is main kam kairn gay to he hum is main kamayab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main trader ke mistakes say bach kay he hum is main kam kairn gay to he hum is main kamyab hon gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X