How to recover loss!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to recover loss!!
    Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliamakreet mian kama karnat k liye jis tarha say lazmi hota hay k ham is makret ko achi eanring say win kar skatay hain waiysay he hamara liye yeh bhi lazmi hay k ham is makreet main kaam kartay huway isk hisaab say is main isay samjhtay huway kaam karain aur agar ham is main aisay kaam kartay hain to hamko is main slowly makret ka andaza bhi mil skata hay aur sath sath ham is market main kam kartay huway agar ham is main eanring aur lose k sath sath iski skill ko bhi hasil kartay jatay hain to hamaray liye is makreet main kaam karna bhi assnhay aur ham isko achay tareekay say jaan bhi saktay hain isi tarha say he is main kaam karnay say ham is makreet main lose ki recovery ka bhi amal jan skatay hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to recover loss!!

    Assalam.o.alaikum dear forex members Pakistan forex forum aik online business hy jo pori world me spread hy gs mein dnia bhr k log kam krty hn or apni life ko asan bnaty hn Pakistan forex me kamyabi hasil krni hy to apko ziada se ziada mhnt krni chahiye demo account pr practice krni chahiye demo account pr practice krne se apko profit hasil hota hy lose ko recover krna hy to apko market ko smjh kr smjh kr kam krna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: How to recover loss!!

      Loss aur profit har karobar ka lazmi juzz hai. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se hamen is me loss ka bhi samna karna par sakta hai. Lazmi nahi k loss sirf hamari ghaltibki waja se ho bulke bazz dafa hamare analysis thek bhi ho sakte hen aur hum ne jo calculation ki hoti hai wo bhi thek ho lakin achanak se market me changing ho sakti hai jis ki waja se hamen loss ho. Lekin hamare leye faida ki baat ye hai k hum tab hi kamyab hongy jab hum us loss pe qaboo pa lengay. Aur ache trader ki tarah positive mind se trading jari rakhen. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega.Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: How to recover loss!!

        Humy trading krty hvy humy sometime loss ko bhht barbface krna prta hai or us loss se bachny k liye hum bhrpur koshsih krty hai mery point of view k According kch rules ko ager follow kr ly to hum loss se bach skty hai
        1: analysis
        Ager hum aony analysis ko string rekhy or market k technical analysis ko b zyada se zyada analysis kry to hum loss se bach skty hai
        2:To improve market calculation
        Ager hum market ko achy se understand kr sky or market ki movement ko jan jr trafe lgaye gy to hum loss se bach sky gy
        3: practice
        Ager hum zyada se zyada knowledge accumulate krny k bad practice kry gy or practice k liye demo account use kr k apny concepts clear rekhy gy to hum isse b loss se bach bach hai
        • #5 Collapse

          Re: How to recover loss!!

          Assalamu alaikum main jaanta hun aap sab log khairiyat se honge aur yah baat bilkul theek hai
          Zayad say zayad posting Kar ka bhat zayadah dollar deposit ho ja taah hain os tarah hamera loss
          Or jab trade lagaen to os wekt poore tarah concentrate karenge tub ja ka hamera loss control ho ga
          To abi kahana chahyou ga ka full work yani hardworking karna chahie tub ja ka hamera naksan control
          Hoga
          • #6 Collapse

            Re: How to recover loss!!

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss ko recover karna bahut mushkil kam hey kiun k iss men mazeed loss ho jata hey iss liay koshish karen k hamesha small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen aur jald bazi se kam nah len aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss jitna bhi ho recover ho jata hey
            • #7 Collapse

              Re: How to recover loss!!

              dear friend forex trading mn sub sa moshkil kam loss ko recover krna hota ha to agr apko forex trading mn loss ho jay to preshan naen hona chayay balkay sabr k sath small lot ko use kren aur chhoti chhoti trade lga kr loss ko recover kren to is trh ap loss ko asani k sath recover kr sktay hn
              • #8 Collapse

                Re: How to recover loss!!

                Loss ko recover krne k liye ap ko ziyada mehnat krna ho gi mtlb apna jo daily ka target ha use improve krna ho ga agr ap 30 pot per day k hisab se krte hein to ap ko chaiye k ap 50 post ki jo limit hoti ha use pora krien tb he ap ko acha profit mil skta ha or profit b tb he mile ga jb ap k paas acha bonus ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: How to recover loss!!

                  Dear forex members forex trading main haumay profit aur loss dono hi ko face karna parta hay Kyu Kay hamari trading strategy aur planning hi kamyaabi ki zamanat hoti hay Forex trading main Jab haumay loss hota hay tou haumay apni abilities aur observation ko strong Kartay hoye loss honey ki reason ko analyz karney ki koshish karni chahiye aur hamesha apni learning ki base pay mistake ko cover kartay hoye trading karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading may haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haumay kamyabi hasal ho sakay forex trading Mai haumay trading ki practice Kay saath saath knowledge ko improve karney ki koshish karni chahiye takay haumay market ki movement Kay mutabiq trading Kartay hoye trading mai zyada acha profit hasal ho sakay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: How to recover loss!!

                    ji han bilkul Ham apni loss coronavirus tarah kar sakte hain ki hamen chahie ki Ham minut ke sath kam kar rahe hain aur samajhdar plane ke sath apni train lagaya Taki Ham apna loss recover kar sake aur kamyab ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: How to recover loss!!

                      Forex online business hy is main hm profit bh hota hy or loss bh or jb hm loss hota hy to loss ko recovery krna bht hi muskil hota hy is lia hm bht hi soch semjh kr konwldg or experience ky loss ko recovery krna chya loss ko recovery krna KY lia demo account use ziyada sa ziyada demo account par practice kra jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience ky sath qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business hy jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: How to recover loss!!

                        Dear friend forex trading men loss ko recover karna mushkil kam zaroor hey lekin namumkin nhi hey kiun k mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay jaldi nah karen balkay soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen tu thora thora kar k loss jitna bhi ho recover ho sakta hey
                        • #13 Collapse

                          Re: How to recover loss!!

                          ji han aapane bilkul sahi sawal Kiya hai hot aur cover loss ji han Ham apni loss kar kar kar sakte hain agar Ham main se kam Karen pahle ki tarah agar Ham apne karm ki taraf tu Jo Na denge to Ham apne dost ko record nahin kar sakenge isliye hamen chahie ki apna Kam khud Karen achcha Karen to hamen loss nahin hoga isliye hamen Laut se bachne ke liye main apna Kam dhyan se aur Dil Dil lagi se karna chahie isliye hamen chahie ke jio ka hokar kam Karen aur lost se bacche aur ham apna loss recover kar sakte hain bahut shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: How to recover loss!!

                            mery khayal ky mutabiq loss ko recover karna bhoot mushkil hai agar ap ka acoount chota hai tu ap trading kart hoa loss mai chaly gaye hain tu us mai ap ko chahea ky apny account ko wash kar dain taky loss recover hony sy bach jain mera ap ko mashwara hai k agar apka loss ziada ho gaya hai or ap samjhty hain ky es recover karna mushkil hai tu ap us ko wash kar dain or dobara postinh mai mehnat kar k trading start karen taky jo ap recover karny mai dain gay phr woh ap ky profit mai a jaye ga es trha ap loss ko recover karny sy bhi bach jain gay or dobara earning bhi ap ki start hpo jkaye ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to recover loss!!

                              aa alikum aslam,loss ka ho jana trading mein aam si baat hay.aur jb loss hota hay to trader preshan to ho jata hay.loss se preshan nahi hona chahye balky loss ko kis tarah revover krna hay iski planing krni chahye.loss recober krny k leye best tareeqa yehi hay k kabhi bhi jaldi na ki jaaye q k loss jaldi mein rocover nai hota aur loss ki recobery hamesha small profit se he krni chahye chahy is pe jitna time bhi lag jaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X