Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?
    Jab hamain open trade main bara loss ho jata hai ya hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai tou ham aesy time per aik option use kerty hain ky ham apni hi open trade ky against same lot size sy aik aur trade open ker lety hain jis ka hamain yeh faida hota hai ky hamara account wash hony sy bach jata hai jabky hamain jo already loss ho chuka hota hai usko recover kerny perta hai jis ky liay ham hedging stretigy sy hi help ly sakty hain tou ham hedging stretigy ko kis terha use kerain ky ham loss ko recover ker sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
    Jab hamain open trade main bara loss ho jata hai ya hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai tou ham aesy time per aik option use kerty hain ky ham apni hi open trade ky against same lot size sy aik aur trade open ker lety hain jis ka hamain yeh faida hota hai ky hamara account wash hony sy bach jata hai jabky hamain jo already loss ho chuka hota hai usko recover kerny perta hai jis ky liay ham hedging stretigy sy hi help ly sakty hain tou ham hedging stretigy ko kis terha use kerain ky ham loss ko recover ker sakain?
    G dear ap ager trade hadege staergety mai kartye hai tu ap ka aacount hold mai chala jata hai ap ka na lose hota hai us kay bad na he ap ka profit hota hai tu ap us mai recover tabhi kar saktye hai jub market ap ko support karti hai aur ap ka kam kafi easy ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ao hedge mai beshak kam karain per ap ka kam hai kay ap market mai acha kam kartye hai tu ap es mai ap a lose recover kartye hai aur ap ka faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap ka kam kafi acha ho jata hai tu hina mahnet iay insan kabhi kamyabi nhi pata hai jub kay hedege mai ap ka kam hota hai tu ap ka kam rul jata hai yani kay ap ka lose jitna hai utna tu rhata hai ap ka lose bharta nhi hai aur na he kam hota hai tu us mai ap ka faida kam he hota hai tu kam ap nay karna hai tu ap hedge us time oay kraian jis time pay ap ko required zayda ka hota hai ap ka kam kafi easy ho jata hai tu ap ko es mai masla kam banta hai tu kosesh ye he karain kay shuru say he ap es mai acha kam karain aur daikh kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye zayda masla nhi banta hai aur ap es mai cha kam kartye rhatye hai aur kamyab ho jatye hai tu jub ap ka es mai lose he kam ho ga tu ap es mai kamyab tu hun gaye he ap ka kam asan ho jata hai tu apna kam dil laga kay acha karain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hai tu ap ka kam kafi eays ho jata hai aur ap ko hedge ka samna nhi karna parta hai aur ap kaliye es mai asani ban jati hai tu ap nay acha kam karna hai tu start acha kartye hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

      Walekum assalam Forex trading ke business Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen Forex trading ke Business man different type ki strategy ko follow karna hota hai strategy ko follow karna Hamare liye bahut jyada important hai because strategy Hamare liye bahut jyada helpful Hoti Hai Hamen e strategy ko acchi Tarah Se understand karna chahie Hamen strategy K related completely Taur per Achcha knowledge or experience Hona chahie tha ki Ham Saturday Ji ko apni trading Mein istemal Karke apni trading Mein Achcha profit Hasil kar sake aur loss se bach sake

      Hedging strategy Ek bahut hi acchi strategy hai e hedging strategy Hamen loss ko recover karne mein bahut jyada helpful help Deti Hai hedging strategy market mein bahut jyada importance rakhti hai hedging strategy investor ko bahut hi acchi facility provide karti hai Forex trading ke business Mein Jab Ham market Mein Apni trading start karte hain aur jab apni trade ko open Karte Hain To Is Tarah Se Hamen apni trade Mein Jab loss hota hai To Ham hedging strategy ko istemal karke Apne loss ko recover kar sakte hain

      Ham hedging strategy ko istemal karke market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen ageing strategy ko properly study karna chahie Jab ham hi jhing strategy ko properly study kar le to isko Hamen apni trading Mein apply karna chahie apni trading Mein Achcha benefit Hasil kar Saken Hamen market Mein Hamesha acche tarike se kam karna chahie Hamen market Mein Hamesha acche experience knowledge ke sath Hi Kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

        Dear jahan tak mera experience Hai to rules ky according ye rules ky against hai humein is strategy ko follow krny ki koshish he nahi krni chaheye aur Agar hum aisa krny ka risk lyty bhi hai to hmara account block ho sakta hai aur hmari mehnat bhi waste ho sakti hai agar is kaam mein Kamyab hona chahty hain aur is ky through apna future secure bnana chahty hain to humein Har us cheez ko ignore aur avoid krny ki koshish krni ho ge jo KY rules ky against ho ta ky account ko block hone se bchaya ja sake aur apny kaam ko agy continue rakha ja sake
        Jahan tak loss recover krny ki baat hai to dear Agar hum koshish kren to na siraf hum apny losses ko recover kr sakty hain balky is ky saath saath hum apny losses ko profit Mein change bhi kr sakty hain is ky liye hue in kuch steps ko apni trading Mein follow krny ki koshish krni ho ge
        1- losses ko ignore krny ka risk kabhi bhi na lyn
        2-mistakes ko kabhi bhi ignore na kren apni mistakes ko demo account per dhondny ki koshish kren aur Un ka acha solution find kr KY Un ko remove krny ki koshish kren kyun KY jitna zayada hum mistakes ko ignore kren ge utna he hum Un ko repeat kren ge
        3-apni strategy ko bar bar change krny ka risk na Lyn agar ap ko apni strategy se loss ho rha Hai to us ko check kren us mein mojood faults ko khatam krny ki koshish kren ta ky strategy ko profitable bnaya ja sake
        4- dosron per depend na kren hmesha khud market ka analysis kren aur usi ko apni trading Mein follow kr KY acha profit hasil krny KY saath saath losses ko kam krny ki koshish kren
        • #5 Collapse

          Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

          Market Mein defence strategy maujud Hoti Hai Hamen in strategy ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie take Ham in strategy ko acchi tarike se use kar sakte aur acchi success Hasil kar Sakenge strategy Hamare trade ke liye bahut jyada helpful Sabit hote hain market Mein hedginge strategy ke bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass Uske bare mein Achcha knowledge ho gaya tha market Mein isko acche tarike se use kar sakte hain Hamen hedging strategy ke bare mein learning Karni chahie tha ki Hamen se acchi information Hasil kar sakte hain

          Hedging strategy Ek bahut hi acchi strategy Hoti Hai Hamen loss Ko recover karne mein Hamari bahut jyada help Karti Hai Iski help se ham market Mein loss ko acche tarike se recover kar sakte hain hedging strategy investor ko bahut acchi information provide karti hai vah is information ki help se market Mein hone wale loss ko acche tarike se recover kar sakta hai market Mein Hamesha acchi strategy ko Apne trade ke liye select karna chahie is Yahan market Mein achha profit Hasil kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamesha strategy ko Kabhi Bhi Apne trade Mein ignore nahin karna chahie market Mein Lagate Hue Hamen Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagani chahie Hamen kabhi bhi apni trade Mein Chalbaaz hi nahin Karni chahie Hamen market Mein Hamesha active hokar kam karna chahie Hamen apne business ke bare mein Achcha experience or knowledge Hona chahie Jab hamare pass Achcha knowledge Hoga To Ham acche tarike se work kar sakte hain

          Forex trading Mein kam karte hue Hamen market ke rules ko acche tarike se follow karna chahie market Mein trade Lagate Hue market ka acchi tarike se analysis karna chahie Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen To Hamen strategy ko apni trade ke liye select karna chahi acchi set writer ji ki vajah se Ham market Mein Achcha result Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

            Forex trading ki market Mein hedging strategy Ek bahut hi useful strategy hoti hai Jisko market Mein loss ko recover karne ke liye use Kiya Jata Hai market Mein hone wale losses ko recover karne mein hedging strategy bahut hi useful aur powerful strategy sabit Hoti Hai market mein bahut se traders is ko Apne losses ke liye use karte hain aur Iske jariya se market Mein Achch advantage Harsil kar lete hain

            Global financial market in majak bahut important tool Hota Hai market Mein is hedging ko every class assist mitigate losses ko recover karne ke liye use Kiya jata hai market Mein is hatching ke price volatility positive or negative effect Karte Hain Kyunki market Mein 1 preventive trading strategy hoti hai market mainindividual investors apni trading main use karte hain aur isliye jariya se acche benefits Hasil kar lete hain

            Business import aur export commdities Karte Hain import or export comedities Kesariya Se Hi business ko actively corporate Se Kiya Ja sakta hai market mein hedging in eventually effect and affect the movement of currencies market Main Ek hedging Ek International trading strategy Hoti Hai Jisko international business me use Kiya jata hai market Mein Tamam traders ko hatching per trust karna chahie aur usko follow karte hue hi market Mein Apna Kam start karna chahie market Mein currency exposures ki different types hoti hai ya different types market mein bahut jyada important hoti hai currency exposure ki types of translation exposure transaction exposure operating exposur mein maujud hai in tool in exposure type per hi depend Karte Hain market Mein leverage bhi bahut jyada importance rakhte hain ya leveraged market ko bahut hi acche tarike se sport Karte Hain isliye Tamam members ko market Mein leverage ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie inke rules ko follow karte hue hi Apna Kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

              Yes hamain kai dafa market main trading karty huye aisi situations say guzarna parta hay jab hamari trade kafi ziada running loss main chali jati hay aisi surat main ham fori tor per ager trade ko close kar dain to is loss ko recover karna bahut bara masla ban jata hay jab keh ager trade ko chalny dia jaye to aisi surat main hamara account ager wash na bhi ho to tab bhi hamain ye confirm nai hota keh akhir kab tak hamain ye running loss bardasht karna pary ga, lehaza aisi surat main trader new order place karty huye is loss ko recover karny ki koshish karta hay.

              How to minimize running loss by using hedging.
              Trader ko har dafa ya har pair main hedging say loss recover karny main madad nai mil sakti. Laikin hedging kay istemal say aisy pairs jo low volatile hon un main hedging kay istemal say din ba din loss margin kam hota jata hay. Q keh aisy pairs jab aik bar trend change kar lain to phir itni jaldi reversal main nai aty laikin hamain bar bar retracement main trading ka moqa daity hain. Aisy pairs main ager hamari trade buy main ho laikin market musalsal loss main yani down ja rahi ho to hamain every time retracement main sell lagani chahiye aur aik target rakhna chahiye keh jab hamain sell say yani hedging say 5 ya 10 dollar profit ho jaye to ham again isky retracement ka wait karain gay is tarah ham is retracement kay through apni trading ko manage karty rehty hain aur apna running loss kam karty rehty hain.

              Precautions in hedging.
              Hamain kabhi bhi baghair analysis kay trading order place nai karna chahiye aur na he ye sochna chahiye keh hedging kay through ham kisi aik side say profit lay lain gay q keh hedging main hamain kabhi kabhi bahut critical situation ka samna bhi karna par jata hay keh aik side say earning kay bawajood dusri trade main running loss ko minimize karny ka moqa he nai mil pata.
              • #8 Collapse

                Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                Hedging trading strategy for loss recovery
                Trading members Forex trading market mein hedging trading ki meaning of ko maloom Hona chahie match to discuss karta hun, aapko hedging trading ke liye same lot size ki trade open Karni Hoti hai opposite side per. Nimbu se agar aapane ek bullish trend per trade open ki hui hai jisko aap buying opportunity bolate ho. Next-hop-self trade with equal lot size open karni hai. Yah aapki hedging trading strategy ban jaati hai jismein ham ne a 1 side per market ke munh karne per jab trade profit mein aati hai to usko required target per close karna hota hai.
                next market jab reversal leti hai to hamari jor trade loss mein chal rahi Hoti hai vah near tukra freer pro fitness pahunch jaati hai to ham usko bhi close kar dete Hain.
                is strategy caohejing trading strategy Kaha jata hai aur yah aisi risky hai jismein aapko agar market one side move karti hai aur reversal Nahin leti to aapko most liye loss hota hai aur aapka account fans jata hai.
                lihaza aapko ji trading strategy tab use Karni chahie jab market ranging situation mein ho aur sideways swing trading kar rahi ho.
                Otherwise aapko hedging trading scalping trading Nahin Karni chahie mostly aisa hota hai ki market ek site per strong positive negative trend ko follow karte hue move karti hai aur near about 500 to 600 points move Kar jaati hai aisi situation main aapka account wash ho jata hai aapko Kabhi bhi koi bhi trade open karne se pahle planning Karni chahie aur stop loss and profit must use karna chahie according to support and resistance hamare liye perfect ban sakti hai humne isko follow karna hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                  Hedging strategy
                  Forex trading market me jab traders ko market ki movement clear nahi ho rahi hoti hai to wo aik position pe two trades open karte hen. Aik lot buy ki lagate hen aur dosre lot sell ki. Agar market up ho jati hai to aik lot profit me jati hai aur dosri lot loss me aur ie me profit aur loss ka result ka balance same hi rehta hai, balace is waja se same hota hai q k dono trade aik dosre k opposite hote hen aur aik k loss se dosra profit me hota hai. Ya traders ko jab aik trade me loss hota hai to wo mazeed loss ko kam karne k leye opposite side pe aik same balace ki ya thore se kam balance k new trade open karte hen jo k trading me loss wali trade ko sahara deti hai. Hedging strategy koi technical analysis ya fundamental analysis k through nahi hoti hai bas ye bhi scalping ki trah se hi aik short term ki strategy hai jis me kam waqfay k leye trading ki jati hai. Lekin agar ye loss increase ho jaye to ye strategy bhi longvterm trading ban jati hai.
                  Hedging se loss ko cover karna
                  Hamen jab mehsos ho jata hai k ab trend hamare trade k opposite side pe move hona shoro ho gaya hai aur humara loss bhi increase hona shoro ho gaya hai to us waqat hum apne trade k ziada loss ko bachane k leye hedging strategy apply karte hen. Hedging me hum loss mazeed increase nahi hone dete hen. Auar agar hamen lagta hai k ye loss next support /resistance level pe stop ho jayega to us waqat hum hedging wali trade close kar dete hen. Aur ya ye karte hen k hedging ki half trade lagate hen aur aik khas position pe wo bhi hum close kar dete hen. Kabhi kabhi to traders jab hedging wali trade ki movement ziada ho jaye to us k bad wo us se half lot size close karte hen aur baqi half lot size ko chalne dete hen. Isi tarah se hum forex trading me hedging ki strategy se ziada loss ko recover karnw ki koshash karte hen.
                  Click image for larger version

Name:	images (45).png
Views:	8
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12335364
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                    ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
                    umeed hy ky sb khair oe afiyat sy ho gy
                    g ap ny ak buhat hi acha sawal kiya hy forex ak asa busniess hy jis ma hm ghr bethy achi earning kr skhty hy or is ma earning kry ky kuch asool bi hy or woh ya hy ky hm is ma kam krty ky liya is ma zayada sy zayada mahnat krty or is ko seekh kr is ma kam krty forex ak buhat hi rikis business hy ya hmy sy hmara time mangta hy or hm sy hmari achi knowledge magta hy forex ma kamyab hony ky liya hmy is ma mahnay ky sath sath is ma is ko sekhny ki koshishi krni chahiy hmy is ky bary ma apna knowledge ko barhan cahiay or is ma achi earning krni chahiy hmy is ma kamyab hony ky liya is ma sahi mothod ko sekha chhaiy or us ko doondny ki koshsish krni chahiya

                    hedging ak short cut way bi kahlata hy is ma hm apni negative trade ka loss usi trade ky opposite trdae laty hy for example agr hm ny ak pair pr buy ki trade li hy or woh negative hy to hm ny us ma lot size 0.02 ki rakhi hy or agr hm apna profit book kr choky hy to hmy hedging ma sell ki trade bi same size yani lot 0.02 ki lani ho gi cho ky in dono trade ma price ka thora difference a jat hy to hmy sell ma profit bi buy ki profit ky mutabiq book krna hota hy is tarha ya to dono ak sath close ho jati hy

                    forex ma is traqy ko galta samja jata hy is ky bary ma bary trader ka kahna hy ky ay halal tariqa ni hy agr hmy loss ko raha hy to hmy us ko mahnt sy recover krna chaiya Click image for larger version

Name:	download (4)h.jpg
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12335371
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                      Yes forex trading ma trader ko loss ho jae to usko apna account wash hony k kareeb lagta hai. So es situation ma trader k pass bhot kam time hota hai k wo apny account ko kesy safe rakhy or kesy market ko analyze kary. Running loss ko recover karny k lae ye both observations bhot zaruri hai.

                      What is hedging and how to use it for loss recovery. Trader ko loss hota hai to ik time asa ata hai k usko apna account wash hony k kareeb lagta hai. So trader current lot k baraber ik or trade opposite side par open kar lety hain. Esa karny sy trader ka net profit zero ho jata hai. But es k bad trader ka kam khatam ni ho jata balky esko ab sari concentration market analysis k par lagani hoti hai. So trader market ko jetna achi tarha anlyze karta hai wo etna he betterly loss ko recover karny ma kamyab ho jata hai.

                      Precautions. Agr trader ko market analysis ma maharat ni hai to wo kbi acha hedger ni ban sakta. Best Hedging k lae trader ko ik asy time ko point ki talash karna hoti hai jb unko hedging ko khatam karna hota hai or phr ik trade ko chorna hota hai. Es time agr trader market ko accurately predict karny ma nakam ho jae to usko hedge karny ka kio benefit ni melta. Agr trader dehedging ko timely operate ni karta to usko etna nuksan hota hai k wo phr sy apni trade ko hedge ni kar pata kiu k usk pass phr etna capital he ni bachta k wo apna account operate kar saky. Jo trader forex trading ma hedging ko perfectly use karna sekh jaty hain wo hamesa acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain or market ko achi tarha predict karny ki waja sy trader ko kahe bar hedge karny ki zarurat he pesh ni ati. Kiu k uski trade loss ma jato he ni hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                        Yes dear jab Ham Forex trading Mein kam to Rahe hote hain to ismein different important strategies Hamare liye bahut jyada helpful ho sakti hai aur ham apni account ko margin call receive karne se control kar sakte hain Aisi situation main aapko bahut carefully decision-making Karni chahie aur apne account per hedging strategy ko istemal karna chahie dear jab aap ka account wash hone lagta hai aisi situation Mein sometime aapko market Mein Apne account ko hadge kar lena chahie.

                        Dear jab aap apne account ko hedging strategy per Amal karte hue yah both sides per trade Laga Dete Hain To Ek trade ko aapane ek bahut hi important point per close karna hota hai aur Aisi situation main aapko bahut jyada analysis complete karne hote hain aur apne account ki safety ko maintain karne ke liye apni Ek trade ko profit Mein close Karke dusri trade Ka Intezar Karna hota hai aur Jaise hi vah entry point per aati hai aap usko close Karke Apne account ki safety ko maintain kar sakte hain.

                        no doubt yah bahut hi difficult decision making hoti hai agar aap Forex trading Mein successful Hona chahte hain aur is strategy ko properly apni trading per reply karna chahte hain to is related aapko complete learning Hasil Karni chahie aur aap koi idea Hona chahie ki kaun si stage per aap apne account ko hack kar sakte hain aur kaun si stage per aapko Ek trade close kar deni chahie no doubt Jab aap Forex trading Mein successful Hona Chahte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apni trading Mein maximum advantages Hasil karne ke liye consistently hardworking kar rahe Hote Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                          dear Forex me loss ko recover kerny kerain ky liay hedging strategy ka best option hota hai ky apki open trade main agar apko continue loss hi ho raha hai tou ap same lot size sy opposite direction main trade open ker lety hain aur thory thory profit per us waqat tak trades close kerty rehty hain ky jab tak market apna trend change nehi ker leti jab apko sure ho jata hai ky market trend change ker chuki hai tou phir ap sirf woh trade jo start sy hi loss main chal rehi ho ko continue rakhty hain aur baqi trades close ker dety hain jab market apki trade ky opening point per ponchti hai tou hedging wala profit apki equity ko increase ker chuka hota hai aur yeahi money management hai jis sy account save rehta hai wash nehi hota management is technique ko khty ha jb him log insta forex ma apni trading krty ha to is waqat apny passo ko manage krna ky ager him logo ko loss ho rha ha to is ko kiss tra manage Kiya jae or ta ky Jo hmary pass hmry account ma balance hota ha is ko kiss trar invest keya jae or AP sub log bi apni balance ko manage rky ta ky ager to AP ko profit ho rha ha to to thek ha or ager loss ho rha ha to is ko kiss trar manger keya mangemnt yah hoty hai k jab b ham order lagaty hai to hamain us market ki movement ka pta hona chahin k agr hamary market hamary soch k angaist b jaty hai to hamin zyda nuqsan na ho . yah umooman total investment k 10 percent tak rakhty hai. yani hamara jo total capital hai us ka 10 time tak ham ko loss ho zyda loss na ho.ager hedging strategy ko broker allow nahi kerta to us say hasil kia gia profit kabi bhi withdraw nahi ho sakta. is liye trader ki sari mehnat zaya ho sakti hay. aur is say trader dis heart ho sakta hay.
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                            AOA dear friends , forex mein hedging ka matlab hai k agar ap ne buy ki trade lagai hai or market sell ki taraf move hona shoro ho gai hai ap ka account loss mei a jata hai loss ko recover karny k liye ap sell ki trade laga kar apny acoount ko hedging pe laga dety hain is sy jitna ap ko loss hota hai buy ki trade mein itna hi profit sell ki trade mei hota hai hedging kar kay bhi kafi earnigng kar skty han is k lye hamary pass same pair ki currancies honi chiye or ak may ham buy lagaty han or senced may ham sell laga kar market ko hedge kar daty han aur dear friends forex me hedghing ek strategy ka naam hy jo ke ek mashoor or ach strategy hy ,hedghing is tarhan ki jati hy ke jesay aap ne .10$ see ki or trade kafi loss me chale gy to aap mazeed loss se bachnay ke leyay .10 lot buy karo ge isse hedghing kehte hnagar apki lagai hui trade loss me ja rahi hen or apko mehsoos ho rahay hay k marktet in loss wali trades me wapis nai aaye gi to ap un trades ke against jo loss me jar hi ho trades open kar ke apne honay walay loss ko kam kar saktay hen. forex trading me is amal ko hedging kehtay hen. or ye bohat kar aamad strategy hay jis se ap apna account bhi wash honay se bacha saktay hen or bohat barray loss se bhi bach saktay hen aur dear friends hedging se apne account ko doobne se bachaya jaa sakta hai is k elawa agar sohort main trading karna ho to bhi aik hi pair ko buy and sell dono ki trade kar sakte hain is ko bhi hedging kehte hain Hedging aik trick ha apna Capital ko or Loss Hona sa Bachna k lya ap Hedging k Zarya Dobra apna Loss Recover be Kr sakta hn or agr trend lga tar tabdeel hota rha to loss be kr sakta hn Hedging agr apna trading main up trend dakh or buy k order place kya or market down chli gyi zada loss sa bachna k lya ap new order market k trend k mutabiq paste krna ap k Capital udr he Stop ho jya gaa phr sawp hogaa to pair ki
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hedging stretigy loss recover kerny main kitni useful hoti hai?

                              forex me small time be best earning Ka process hedging kehty hen lekin hamen is sy ye Yaad rakhna chye Kay ap is sy nuqsan but zada ho skta Hy aur loss zada ho by sy small time me ap ka account wash ho skta hay ham is makret main kaam nai kar skatay hain qk jub ham is makret say kuch kama nau saktay hain hamain is main kaam karnay ka koi faida nai hay jis main jub tak hamko earning nai milty hay ham is makreet main kabhi kamyaab nai ho saktay hain makreet main achi invest k sath to har koi yeh faisla asaani say lay sakta hay k jaldi say buy ya sell ki entery lay lay aur jitn aho skata hay profit hasil kartay huway is markeeet say out ho jaye laikin asal jo baat hay k ham makreet main tab he netery lain jub hamko hamaray knowledge k mutabik sahi entery ka time possibal ho is liye jub tak ham is baray main confirmations na hasil kar lai tab tak hamain is makreet main kabhi bhi kisi bhi surat main koi entery nai laini chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamain is makreet main kaam karnay ka bhi koi faida nai hay aur sath sath jo kuch hamaray pass hay usay bhi ham bahut jald lose main change hotay huway daikhaingay is liye mairay khyal say haman aisi situations say bachnay k liye markeet main aik planing k sath kaam karna chaye jis main hamain market main aik acha experience hasil hota hay aur ham isko har din har haftay k hisab say samjhtay jatay hain aur tba he is markeet main hamain kaam karnay ka bhi faida hay jisk liye hamara khud k mined ka strong hona lazmi hay jis main hamaray pass achi invest ka hona lazmi hay agar yeh situations hain to is makreet main kaam karnay jaisa aur koi bhi kaam nai hay Trade open karne se pahle strategy bhi select ki jaati hai short term trading strategy use ki gai hai long term trading method hai ya phr humne trading ke liye scalping trading strategy select ki hai yah hamare analysis par planning per depend karta hai. Forex trading market ma knowledge bhi chye aor experience bhi chue utna he role confidence ka bhi hai Trailing stop scalping ya hedging ma use nhi ho skta hai intra day trading ma ya long twrm ma use kia ja skta hai. Forex trading market mein difficult data ko after karne ke liye hamen mein mushkil hoti hai international economical factor and indicators score understand karne ke liye hamare pass trading jinko indicators and oscillators kaha jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X