what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?
    Assalam O Alaikum dear friends kese hain aap sab ? dear friends ajkal digital currency main Cryptocurrency kafi famous ho rahi hai our is ki value b aam currency se bohat ziyada hai so mera apne seniors se sawal hai k hamari aam currency our cryptocurrency main kiya fark hai our kon c currency zayda financial dabao bardasht kar sakti hai our apni value barkarar rakh sakti hai ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

    Yes dear forex trading ma trader tb he acha perform kar sakty hain jb unko currencies k bary ma achi information hi gi. Trader ko agr forex currencies k bary ma kio khas information ni hai to wo acha profit hasil karny ma kbi kamyab ni hota. Es topic ma ham other currencies or crypto currencies ko compare karyn gy.

    Crypto currencies vs other currencies. Crypto currencies serf digital shape ma available hoti hain eska matlab ye hai k ye physical state ma exist ni karti. Other currencies kisi na kisi country ki official currencies hoti hai or ye physical state ma properly exist karti hai. Physical state ma na hony ki waja sy crypto currencies ma loss ka risk bhot zayada barh jata hai. Es big risk ki waja sy crypto currencies par trading bhot sary countries ma banned kar di gae gai.

    Side effects of crypto currencies. Crypto currency ka liquidity ka bhot issue hai. Liquidity ka matlab hota hai k es type ma trading demand bhot kam hai. Crypto currencies ko cash out karwanab big issue hai. Ye banks sy cash ni hoti balky ye kuch limited franchises sy cash ho sakti hai. So jis trader ko crypto currency ma profit ho b jae to usk lae profit ko withdraw karwana big issue ban jata hai. Forex trading ma other currencies par ye bat ni hai. En ki liquidity high hoti hai or trader enko asani sy kisi b bank sy withdraw kara sakty hain. So trader ko forex trading ko he prefer karna chahe kiu k ye ik legal business hai or es ki legality ma kio shak ni kiya ja sakta. Forex trading ma agr trader k pass achi knowledge ho or acha experience ho to wo acha impact create karny ma kamyab ho jata hai. New trader ko albata big capital k sath forex trading ko carry karna chahe.
    Last edited by ; 05-11-2020, 09:47 AM.
    • #3 Collapse

      Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

      Walekum assalam der aj aapane Hamare Sath bahut hi acche topic ko discussed kiya hai aaj Ham aapke sath cryptocurrency and other currency ka knowledge share Karenge Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Forex trading ke Business mein currency pair bahut jyada importance rakhte Hain isliye Hamen currency pair ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Hamen in currency pair ko acchi Tarah se study karna chahie market Mein different type ke currency pair majboot Hote Hain

      Cryptocurrency currency ki ek bahut hi acchi type hai Cryptocurrency Ek digital aur ek virtual type ki currency hai cryptocurrency Ek bahut hi acchi currency hai cryptocurrency 1 digital Money Hai cryptocurrency animation digital files aur money Mein istemal hoti hai cryptocurrency Hamesha digital wallet main storad hoti hai cryptocurrency ko Ham cash mein use nahin kar Sakte isko Ham online wiallt Mein rakhte Hain iski Ham online shopping karte hain is kam trading mein bhi use kar sakte ho apni trading Mein Achcha result Hasil kar sakte hain

      Forex trading ke Business mein bahut se currency Pai Jaati Hai Jo currency strong hoti hai use currency ko kharida jata hai aur jo currency week hoti hai use currency ko Hamesha becha jata hai Hamen Hamesha strong type wali currency ko kharidna chahie aur jo currency week ko HoHamen US currency ko sell kar dena chahie ho currency pair Ki liquity Hamesha bahut high hoti hai currency pair ki liquidity Kabhi Low Nahin Hoti agar humne market Mein successful hona hai To Hamen in currency pair ko acchi Tarah Se follow karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

        Paper currency
        Paper currency jis ko hum apni normal life me istemal kar rahen hen. Aur hamare pore mulk ki bulke har mulk ki ashia ki khareed wa ferokht paper currencies me hi hota hai. Hum kisi shop pe jate hen, education k leye jate hen, zarye saman khareene jate hen ya khane ka saman lete hen to us k leye hum paper currency hi istemal karte hen. Paper currency bhi ahista ahista electronic currency me badal rahi hai. Aur hum aksar kisi ko paise send karne hote hen to is k leye hum ya to banks k ATMs iatemal karte hen aur ya Easypaisa/Jazzcash waghera. Pehle log transfers k leye hard me paise post office me jama karte the aur wo paise bhi hard me hi send karta tha lekin ab waqat bohut zyada badal chuka hai.
        Paper currency ka aghaz bohut porana hai jab log ashia k tabadele k nizam se tang ho gaye to unhona ne is ka hal currency k shap me shoro ki, aur pehle, tanmbe k seke, pher gold /silver k sekon se ia ka aghaz ho agya. Paper note sab se pehle sweeden me 1664 me Swedish bank ne jari kia aur dekhte dekhte ye pattern of currency bohut maqbol ho gaya. America me jab dosri world war k bad Bretton wood system k tekht dollars ko dunya bhar ki currencies me foqeyat de gaye aur baqi mumalik ko dollars k mutabiq currency ko adjust karne ka kaha gaya. Isi trah se log gold de kar dollars ko reserves currencies k tawar par rakhne legay. Lekin jab 1974 me dosre mumalik ne America se dollars k badle sona (gold) talab kia to USA ne inkar kai aur Bretton wood system ka khatama kar deya k ab sare countries k currency ka azad lain dain hoga. Isi tarah se forex trading ka bhi aghaz ho gaya. Hamare pas us waqat se currencies ki mukhtalif shapes se hoti howe aajkal jo currency hai wo paper currency hai.
        Click image for larger version

Name:	images (49).jpeg
Views:	1
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12335352
        Cryptocurrency
        Cryptocurrency ka aghaz tab logo k zehno me aya jab hamare paper currency electronic currency me badal gaye. Lekin is ka baqayeda aghaz 2009 me satoshi gama ne Bitcoin se kia. Aghaz me is ko koi khas maqboleyat nahi meli aur aik dollar k badle 50,000 Bitcoin melte the. Lekin is ka mazbot nezam dekh kar log is k madah ho gaye, q k ye aik mazbot blockchain system k zarye se hi banaye jati hai. Cryptocurrency ka baqayeda koi shape nahi hai, aur ye sirf digital markets tak hi karamad hai. Hamare mulk me is pe pelhal pabandi hai. Q k hamare mulk pe already FATF ki taraf se sakht sanctions hai money laundering aur terrorism financial ki. Is waja se Pakistan ki government koi our risk nahi lena chahti. Lekin waqat k sath sath ye bhi leagal ho hi jayegi. Cryptocurrency aajkal bohut hi ziada upward movement pe ja rahi hai aur march me agar aik bitcoin 3000$ ka tha to ab ye 13,600 $ ak hai. Bitcoin aur dosre cryptocurrencies ki maqboleyat ko dekhte howe bohut sare brokers is ki payments ko bhi accept karti hai trading k leye. Pakistan me to nahi lekin bahar countries me Cryptocurrency /bitcoin ki baqayeda ATMs hote, hen jo k Bitcoin ko mulki currency me badal deti hai. Cryptocurrency waqat k sath sath bohut teezi se maqbool ho rahi hai aur bohut jald ye paper currencies ko bhi maat de degi.
        Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	4
Size:	36.8 کلوبائٹ
ID:	12335350Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	4
Size:	76.5 کلوبائٹ
ID:	12335351
        • #5 Collapse

          Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

          Forex trading ki market Mein different types ki currency Jyoti Hai yah currency Ek dusre se bahut jyada different Hoti Hai market Mein maujud Tamam members ko chahie ki vah in currency pairs ke differences ko samajhne ki koshish karen Taki vah inke se market Mein Apni trading start kar Saken aur in ke jariye se acche advantage Hasil kar Saken Forex trading ki market mein maujud cryptocurrency aur other currencies Ek dusre se bahut jyada change hoty hai aur ek dusre ke opposite kam Karti Hain isliye Tamam traders coin ko Jyada Se Jyada learn karna chahie Taki vah inke changing ko acche tarike se clear kar sake aur inke jariya se acche benefits Hasil kar len

          Forex trading ki market Mein cryptocurrency Ek bahut hi jyada Simple currency Hoti Hai Jiske jarir se market mein bahut jyada advantage Harsil kiye Jaate Hain is cryptocurrency Mein money ko to parties ke between exchange ke liye allow Karte Hain aur yah cryptocurrency market main bahut he quickly futures offers provide karta hai aur is cryptocurrency ko Kisi bhi waqt spant and received by anyone anywhere and anytime throughout the world aur use Waqt Aap Ko Kisi bhi Bank ya government ki jarurat hoti hai

          Forex trading ki market Mein cryptocurrency is fully decentralized is cryptocurrency ko legal Framework se main use nahin kiya Jata Jab Ke market Mein dusri other currency cryptocurrency se bahut jyada change Hote Hain market Mein other currency ko legal Framework se ke liye use Kiya jata hai Forex trading ki market Mein cryptocurrency is highly encrypted Jab Ke other currency it is not encrypted market name other members ko cryptocurrency or other currencies ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie aur unke differences ko acche tarike se identify karna chahie Taki vah market Mein best currency ko select kar sake aur Market Mein unke jariya Se Jyada advantage Hasil kar sake
          • #6 Collapse

            Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

            Forex trading Mein kam karte hue Hamen cryptocurrency ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie cryptocurrency kya hoti hai iska istemal Ham kaise karte hain Iske bare mein hamare pass experience or knowledge Kaun bahut jyada important hota hai Hamen Iske bare mein study ko properly complete karna chahie Taki Ham isase acchi advantage Hasil kar Saken cryptocurrency bahut jyada important Hoti Hai Hamen kabhi bhi is ignored nahin karna chahie

            Cryptocurrency 1 digital currency hoti hai cryptocurrency physical state mein exit nahin karti cryptocurrency main loss ko risk bahut jyada Hota Hai ismein Hamen Jyada loss bhi ho sakta hai Agar Ham cryptocurrency ke bare mein careful hukar learning Nahin Karenge To Ham Aise kabhi bhi acche advantage Haasil nahin kar sakte cryptocurrency Mein trading demand bahut kam hai cryptocurrency bank se cash Nahin Hoti cryptocurrency Hamesha digital wallet main store hoti hai cryptocurrency ko Ham online wallet Mein rakhte Hain

            Forex trading Mein Ham trading ke liye cryptocurrency ke alava dusri currencies ko bhi use karte hain Hamen currency ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Jab Ham Kisi dusri currency ko Apne trading Mein use karte hain to usse Jo Hamen profit hota hai Ham use bhi to travel bhi kara sakte hain aur jab Hamen cryptocurrency Mein trading ke dauran profit Hota Hai To Ham usse easily withdrawal Nahin kara Sakte Hamen ismein big issue Hota Hai

            Market mein jo dusre currency pair hote hain Unki liquidity high hoti hai ankil liquidaty Kabhi Low Nahin Hoti market Mein different currency pair maujud hote hain market Mein Kuchh currency pair strong hote hain aur kuchh currency pair week Hote Hain Jab market Mein Ham currency pair ke selection Karte Hain To Hamen Hamesha strong currency pair ko select karna chahie is se ham market Mein achha profit Hasil kar sakte hain market Mein currency pair Hamari trading ke liye bahut jyada important Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

              CRYPTO CURRENCY
              Crypto currency digital currency ki form Mein hoti hai jo KY as a exchange medium ky kaam krti Hai is ko kisi bhi central authority matlab kisi bhi bank ky through control nahi kiya Ja sakta jis Tarah dosri currencies ko Kiya jata hai Filhal ye transaction ky liye bohat difficult hai lekin future Mein is ko easy bnaya ja sakta hai is ka disadvantage yeh hai ky bohat sare countries ky pass is ka proper knowledge nahi hai jis ki wajah se is ky istemal ko avoid Kiya ja rha ha
              Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	93.3 کلوبائٹ
ID:	12335356
              OTHER CURRENCY
              Ye currency ki aisi form Hai jis ko government ya koi central authority matlab central bank wgera regulate krti Hai other currencies mein us dollar euro pound wagera Shamil hain in ki value kam ya zayada market Mein in ki demand ya supply se hoti hai shuru mein ye currency physical commodity per based krti the jaise ky gold wagera ye currency highly stable aur controllable hai stable hone ki wajah se is ko easily store Kiya ja sakta Hai
              Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12335357
              Currency koi bhi ho us ka proper tareeky se maintain rakhna tabhi possible Hai Jab hmare pass us se related Har tarha ka knowledge aur experience ho GA kyun KY without experience kisi bhi cheez ko Chahe currency ho ya kuch bhi aur maintain krna mushkil he nahi balky namumkin hota hai si liye hue in sab se pehle khud ky knowledge aur experience ko Behtar bnana ho GA tabhi Hum apny kaam mein Kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                Crypto currency aik digital currency hai jis ki value day by day increase hoti ja rehi hai ky agar ham digital currency main bitcoin ki value hi check kerain tou same currency ko introduce huey bahot kam time guzra hai lekin is currency ny market main apna name banaya hai ky bahot kam time main is currency ki value bahot zyada increase ho chuki hai aur ab market main different crypto currencies trade ho rehi hain jin main bitcoin ky sath sath ethrium aur kei other crypto currencies bhi hain jabky market main kei aur crypto currencies bhi enter hony ky liay ready hain physical currency kisi bhi aik country ki apni currency hoti hai jabky crypto currency kisi aik country ki malkiat nehi hai yeh just digits hoty hain jis ko ham one-line hi sale ya purchase ker sakty hain Jesy ky agar ham kisi sy crypto currency purchase kerna chahty hain tou hamain same currency ko purchase kerny ky liay solid currency ko pay kerna perta hai ya ham kisi other item ky badly main crypto currency hasil kerty hain jis ki international market main value hai lekin same currency physically exit nehi kerti jabky kuch digits ham apny account main save aur sale purchase ker sakty hain jabky other currency main solid currency hoti hai jis main her country ki apni apni currencies hain ky ham apni country ki currency ky sath other country ki currency ki market value ky mutabiq exchange ker sakty hain isi terha ham solid currency ky sath crypto currencies ko bhi exchange ker sakty hain aur crypto currencies ko aik dusry ky sath bhi exchange Kia ja sakta hai hamain forex market main trade kerny ky liay dono terha ki currencies available hoti hai ky ham solid curreny pair per bhi market main trade ker sakty hain aur crypto currencies per bhi jis ki value increase aur decrease hoti rehti hai
                • #9 Collapse

                  Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                  AOA my dear all Forex member Forex trading Mein kam karte hue Hamen cryptocurrency ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie cryptocurrency kya hoti hai iska istemal Ham kaise karte hain Iske bare mein hamare pass experience or knowledge Kaun bahut zyada important hota hai Hamen Iske bare mein study ko properly complete karna chahie Taki Ham isase acchi advantage Hasil kar Saken cryptocurrency bahut jyada important Hoti Hai Hamen kabhi bhi is ignored nahin karna chahiebCryptocurrency 1 digital currency hoti hai cryptocurrency physical state mein exit nahin karti cryptocurrency main loss ko risk bahut zyada Hota Hai ismein Hamen Jyada loss bhi ho sakta haiAgarHamcryptocurrency ke bare mein careful hukar learning Nahin Karenge To Ham Aise kabhi bhi acche advantage Haasil nahin kar sakte cryptocurrency Mein trading demand bahut kam hai cryptocurrency bank se cash Nahin Hoti cryptocurrency Hamesha digital wallet main store hoti hai cryptocurrency ko Ham online wallet Mein rakhte Hai Forex trading Mein Ham trading ke liye cryptocurrency ke alava dusri currencies ko bhi use karte hain Hamen currency ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Jab Ham Kisi dusri currency ko Apne trading Mein use karte hain to usse Jo Hamen profit hota hai Ham use bhi to travel bhi kara sakte hain aur jab Hamen cryptocurrency Mein trading ke dauran profit Hota Hai To Ham usse easily withdrawal Nahin kara Sakte Hamen ismein big issue Hota Hai Market mein jo dusre currency pair hote hain Unki liquidity high hoti hai ankil liquidaty Kabhi Low Nahin Hoti market Mein different currency pair maujud hote hain market Mein Kuchh currency pair strong hote hain aur kuchh currency pair week Hote Hain Jab market Mein Ham currency pair ke selection Karte Hain To Hamen Hamesha strong currency pair ko select karna chahie is se ham market Mein achha profit Hasil kar sakte hain market Mein currency pair Hamari trading ke liye bahut zyada important Hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                    Walekum assalam dear jab aap cryptocurrency or other currencies ka comparison karte hain to ismein aapko bahut jyada differentiate mil sakta hai no doubt main aapse Kuchh important information share karna chahta hun Jiski basis per aap cryptocurrency or other currencies ka easily differentiate kar sakte hain aur is related Kuchh important information increase kar sakte hain.

                    Cryptocurrency 1 digital currency Hoti Hai Jiski koi hot form Nahin Hoti dear jab aap apne different important transactions ko digital currency ki basis per complete karna chahte hain To Aisi situation mein aap apni koi bhi device istemal kar sakte hain aur uski basis per aap apni different transactions complete kar sakte hain aur apni amount received or send kar sakte hain cryptocurrency ke through Jab aap koi bhi apni payment complete kar rahe hote hain to usmein aap apna koi bhi memory card ya koi bhi e storage device istemal karte hain Jiski basis per aap apni transactions complete kar sakte hain aur apni device Ko Kisi bhi computer se connect Karke apni different transactions ko complete kar sakte hain.

                    Cryptocurrency ki basis per Jab aap apni Kuchh transactions complete kar rahe hote hain to aap different important platforms per isko learn kar sakte hain aur apni maximum transaction score complete kar sakte hain aap all over the world is platform ki help se apni transactions complete kar sakte hain ismein aapko bahut jyada time consuming nahin karna Hota aur aap isliye apni koi bhi amount carry kar sakte hain. Dear jab aap other currencies related apni learning complete kar rahe hote hain to you totally cryptocurrency ki against Hoti Hai Kyunki vah hard form Mein hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                      crypto currency aik digital currency hai jis ko hum touch nahi ker sakty ye aik aisi currency hai jo day by day apni value ko increase ker rahi hai is mein further types bhi hain currencies ki jin mein bit coin bhi shamil hai is ko introduce hue market mein bohat kam time hua hai lekin is ne market mein apna aik naam bena liya hai aur ye bohat sari countries mein legal bhi hai aur log is k through online business bhi ker rahy hain aur profit bhi gain ker rahy hain aaj kal k dor mein market mein crypto currency par bhi trade ho rahi hai jin mein bit coin bhi shamil hai is currency ko kisi bhi bank k thorugh control kiya ja sakta hai jis tarhan doosri currencies ko hold kiya jata hai lekin is ki transaction mein thora sa issue hota hai jo k bohat jald theek ho jaye ga
                      is ka issue ye hai k ye bohat sari countries mein legal nahi hai aur na he is ko use kerny ka tareeka pata hai jis ki wajah se is se avoid kiya ja raha hai is k elva other currencies aisi currencies hain jis ko central banks ya phir government regulate kerti hai aur un ko hum physically touch bhi ker sakty hain ye kisi bhi country ki apni currency hoti hai jis ki base par trading bhi ki jati hai in mein EURO , POUND ya USD shamil hain in ki value kam ya zeada hoti rehti hai jis ka main reason in ki demand ya supply par hota hai currency koi bhi ho us ko stable hum usi waqt rakh sakty hain jab humary paas us k bary mein aik acha knowledge aur experience ho ga agar hum is ko sahi se nahi samjhen gy tou humen kin mein se kisi currency ka koi faida nahi ho saky ga
                      • #12 Collapse

                        Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                        Forex main ham currency pairs mai trading kar kay bahut acha profit hasil kar sakty hain. Currencies ki value,volatility and liquidity ka behter ilam he hamain forex main effective trading and earning say lais kar sakta hay. Currency pairs main trading karny kay liye hamain inky more fundamental and technical analysis ki zaroorat parti hay.

                        Crypto currency and forex trading.
                        Crypto currency aj kal bahut famous ho gai hay aur online isko kafi use kia jata hay. Laikin isko koi government ya central bank control nai karta. Jab keh pakistan main bhi ye totally prohibited hay. Iski waja yehi hay keh iski physical existence he nai hay jis waja say is main trading karna aur isko cash karna bahut mushkil hota hay. Yani iski liquidity bahut kam hay. Jab keh is main ager ham trading karain bhi to woh bhi mushkil hay keh hamain iski value ka sai tor per ilam nai ho pata.

                        Real currency and forex trading.
                        Forex trading main real currencies kay pairs main trading karna bahut asan hay. Iskay fundamental analysis karna possible hai aur isko technically analyse karna bhi mumkin hay. Jab keh ager ham forex main kisi currency pair main trading karna chahty hain to is kay liye bhi hamain currencies ki strength jan'ny ki zaroorat hoti hay. Is liye ager ham currency pairs kay analysis karny main kamyab ho jayain to is tarah hamain trading karna bhi possible ho jati hay. Real currency ki volaitily stable rehti hay jab keh iski liquidity high hony ki waja say isko easily cash karaya ja sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                          dear forex me cryptocurrency asal me currency ki aik type hai jis ko trading instruments ky tor pr forex trading market ma use kia jata hai is ky elaea is ko online oayments air money transfer ky tor or bhi use kia jata hai actually iski starting yeh hau ky yeh aik electronic money ki tyoe hai jis ko complete krny ky leay hazaro computers ko aps ma connection bna ky aik bitcoin bnta hai isi leay is ki worth bhi bahot zeyada hai bitcoin 2017 ky end py bahot zeyada promot hua aor isko bahot zeyada pazeerai mili assaman konchiny lga tha lkn tb sy aub tk yeh down ay down hota ja raha hai kitny logi ko is ny dobo dia hai yeh aik best trading tool hai lkn ab is ki value kam hoti ja rahi hai oehly is ny no move li hain wo tech ical moves nhi then lkn ab iski move proper technique ky hisab sy hain profitable rhy year 2017 main lakin ab to bitcoin nay logon ka bara ghrq kr dia ha sb logon ki investment bitcoin main dob chuki ha aor bitcoin apna trust ab world main kho gia ha ab bitcoin ki koi value nzr nhi a rhi ha aor bitcoin ki jo option hain woh apni jaga pr best hain in ki transcation waghara ka jo tariqa kar ha woh apni jaga py best ha lakin bitcoin ki price jo daily down ho rhi ha yah boht khtrnak ha aor trader aor investors ko bitcoin main ab koi interest nhi rha ha aor bitcoin ka koi complete regulation process na ha sb hi scam coin online digital market main daily lunch ho rhy hain jo kah kuch period kay bad close ho jaty hian phly start main logon ko profit ka lalch day kr rqm btoor laty hian phr rate coin ka zero kr daty hain jo kah aik gambling system ki trah bitcoin ab chl rha ha bitcoin ki mara nazdeek ab koi value bhtri ki na ha.
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                            AOA dear friends , cryptocurrency digital currency ko kaha jata hai aur yah hard currency se bahut acchi currency hoti hai kyunki aap ko har waqt hard currency jaaye mein rakhne ki zarurat nahin hoti dear friends cryptocurrency ko aap ATM card Kee madad se hard currency main bhi convert kar sakte hain Forex trading mein cryptocurrency ko bahut ahmiyat Hasil hai dear friends cryptocurrency kahate kisy Hain is Baat per thoda sa ghaur karte Hain cryptocurrency digital currency ko kahate aur is ki aik kism hai jis ko Bitcoin kaha jata hai aur Forex mein one to all cryptocurrency istemal ho rahi hai aur hard currency ka ka koi concept nahin hai kyun ki traders ke pass hard currency rakhna bahut hi mushkil ho jata hai aur aaj kal digital daur hai jis mein har chiz online hoti ja rahi hai aur aaj kal aap ko yah sahoolat Hasil hea Kay aap duniya ke Jis Kone mein bhi hon ab ATM machine kay zarye transaction kar sakte hain cryptocurrency ke bahut sare fayde Hain for studying mein dear friends is currency ki vajah se aao ko apni Jeb mein bahut sare currency note nahin rakhne padty aur aap bahut hi aasani se apny karobar ko continue karte Hain aur dear friends Waqt guzarnay ke sath sath crypto currency aik haqeeqat banti ja rahi hai jis ka suboot yeh hai ke ab forex brokers bhi crypto currency per trading ki sahoolat de rahay hain aur ab tu leverage bhi increase kar di hai Mera sawal yeh hai ke kia bitcoin aur doosri crypto currencies per day trading hamain profit de sakti hai aur Crypto Currency main ap ko ager bitcoin mai trade karna hai tu bhut zaida acha hai. Anay waly time mai ap ko bitcoin bhout high rate mai mily ga or es ki value kafi barh jaye gi. es time be ap ager daikhain tu ap ko trading mai bitcoin mai bhout se trader aisy mily gay jin logo ny bitcoin ko long term k leye buy kiya howa hai aur Bit coin main trade kr sgty hain lakin wo log jo ais ko janty hain aur ais ki market ko krain abi ais ki valve kam ho rhi hy ap log tora aur wait krain aur ais ko aur kam rate py jany dain jub ya aur kam ho jya to ais ko buy kr lain phr ap ais ko buy kr k bhul jain mujhy umeed hy k aik bar ya phr up ho gi down ho ja ny k bad aur jis ny ais ko buy kia hoa ga to os k lia both faida dy gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is difference between CryptoCurrency and Others Currency ?

                              crypto currency aik digital currency hy jo 2009 say trade ho rahi hai. bitcoin crypto currencies mai say pehli crypto currency hai iss liye jitne be crypto currencyies hain in ma bit coin ke bohot he khas ehmait b ha aur baqi digital currencies b bit coin kay sath he move karti hain. Ager bitcoin ke price oper ja rahi ho tu phir baqi digital currencies ke prices b oper jate hain aur ager yeh down ja rahi ho tu phir baqi digital currencies b down he travel karte hain. Bitcoin kay liye last year 2018 bohot he mushkil tha kion ke 2018 mai iss ke prices bohot he taize say down hoie hain kion ke duinya kay kafi countries abhi digital currencies per kafi restrictions laga chukay hain ya soch rahy hain. Lakin abhi b bitcoin ke qeemat bohot he ziada ha cryptocurrency ki aik type hai jis ko trading instruments ky tor pr forex trading market ma use kia jata hai is ky elaea is ko online oayments air money transfer ky tor or bhi use kia jata hai actually iski starting yeh hau ky yeh aik electronic money ki tyoe hai jis ko complete krny ky leay hazaro computers ko aps ma connection bna ky aik bitcoin bnta hai isi leay is ki worth bhi bahot zeyada hai bitcoin 2017 ky end py bahot zeyada promot hua aor isko bahot zeyada pazeerai mili assaman konchiny lga tha lkn tb sy aub tk yeh down ay down hota ja raha hai kitny logi ko is ny dobo dia hai yeh aik best trading tool hai lkn ab is ki value kam hoti ja rahi hai oehly is ny no move li hain wo tech ical moves nhi then lkn ab iski move proper technique ky hisab sy hain crypto currency mai bhi kaam kar sakty hai aun mai sab se zayda bitcoin par kaam hota hai kun k ais mai jab moment hoti hai to bahot zayda hoti hai agar ap ne ais mai kaam kia ho to ap ko ye pata ho ga k ais ne kuch time phly kafi high lagya tha aor aus k baad ye kafi down aaya hai jab ye bahot high gia tha to aus time ais ne kafi logo k account wash kiay thy ais liay agar ap ne ais mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k jab ye aik side par chalna start kar deta hai to rukta ni hai aor ais mai kaam karny ka aik faida ye hai k ye weekend par bhi open hota hai aor ais mai hum kaam kar sakty hai kun k weekend par baqi to sary pairs band hoty hai ais par banda kam kar sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X