Re: jaiza: forex trading mein Mini Lot kya hai? faidy aur Nuksan??
Ji dear hamain forex main effective and valid trading karny kay liye kai kisam ki planning and management karna hoti hay. Forex main trading order place karny kay liye hamain lot size ka use karna hota hay. Lot size ka use asal main hamari forex main risk management hoti hay. Risk management ka asal maqsad lot size ki selection he hota hay. Ager lot size ka use apny capital kay hisab say kia jaye to hamain is main bhi management karna hoti hay.
Advantages of mini lot.
Mini lot ka matlab hota hay keh currencies pair main 0.01 ki lot size ka use karna. Lot size jab mini hogi to is waja say ham currencies pairs main bahut kam earning yani na hony kay barabr earning karain gay. Laikin ager mini lot ko ham apni learning and knowledge kay sath trading seekhny aur experience kay liye use karain gay to he ham bahut jald practically aur real account kay through acha experince hasil kar payain gay. Jab ham real account main trading karty huye experience hasil karty hain to is tarah hamain bahut jald aur acha experience mil sakta hay aur ham bahut jald real account main trading karny kay liye confident ho jaty hain.
Disadvantages of mini lot.
Mini lot ka asal main sirf aik he nuqsan hay keh baz currency pairs main ye bahut kam profit daita hay. Aisy currencies pairs jinka spread ziada ho aur in main mini lot use ki jaye to is say sirf aur sirf time he zaia hota hay q keh is waja say baz dafa aik dollar bhi profit nai hota aur is tarah bahut ziada time zaia karny kay bawajood bhi earning nai hoti.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим