aek trader ko broker choose karny k liye kuch cheeezein zaroor deikhni chahiye. iss ko deikhna chahiye k ss broker k spread ki kon si type hai. Kuch broker zero spread offer karty hain aur kuch fixed spread offer karty hain. Senior kehty hain k fixed spread zero spread sy better hota hai. Keun ki isss mein hamein pata hota hai k hamein kitny service charges pay karny hain. Jb k zero spread waly broker mein hamein end tak pata ni hota k hamein kitni amount pay karna ho gi. Trader jb aek trust full broker choose kar letita hai tou phir usko chahiye k wo us par hi investment kary.
Agr wo aek sy ziayada broker ko use karta hai tou phir usko 2 alag account banany hon gy aur dono accounts mein alag alag investment karna ho gi. Trader ki wish agr ye hai mein aek account ko 2 brokers par use karu ga tou aeisa possible nahi hai. iss ki mein wajah ye hai k both broker ki terms and conditions different hoti hai. So both broker ko aek hi account sy manage ni kiya ja sakta. Insta forex mein ap agar trading karna chahty hain tou iss ki terms and condition ko pehly hamein agree karna hota hai. issi tarhan agar ham insta par trade karty hain tou iss k liye hamein insta ki terms aur conditions ko like karna hota hai. Jo trader alag alag broker ko aek time mein use kar lety hain wo apny liye cheezon ko bohat complicated bana lety hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим