Forex Education ki Importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Education ki Importance

    Forex member Forex education bahut zyada zaroori hai jab tak Ham Forex ke bare mein knowledge Hasan Nahin Karenge Ham Forex main properly Kam Nahin kar Sakenge aur Forex Mein kam karne ke liye hamare pass Forex se related knowledge Hona bahut zaruri hai Hamen Forex k rules ko zarur follow karna chahie aur Forex per kam karte hue Hamen learning per zyada tawjah Deni chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Education ki Importance

      Asalamalaikum:
      Dosto me umeed kata hun k ap sab kheriat se hon ge r ap ne bilkul sahi bat ki
      K forex education ki importance k bary me h to dosto jese k hum sb janty hein hum ksi bhi kam
      Me tab tk kamyab nahi ho skty jab tk hme us k bary me maloomat na ho forex bhi ici rrh h hm
      Bgair trading educTion k kbi bhi achi trading nahi kar skty r kbi bhi acha bonus hasil nahi kar skty
      Ic liye hme chahiye k hum forex educTion len us k bad trading kren
      • #18 Collapse

        Re: Forex Education ki Importance

        Assalamu alaikum guys Forex account ki bahut jyada important isliye ye ki Ham trade ke bare mein maloomat Hasil kar sake Ham jitni importance denge Kitna pyara fayda Hoga Ham Logon Ko
        • #19 Collapse

          Re: Forex Education ki Importance

          Forex main JB tak hamry Pas education nai ho gi to ham es main ache se kam nai KR ske ge q l JB ham es main Acha Kam kren ge to ham es main learning ho gi to tab hi ham es main kamyab ho skte Han q k JB ha JB ham es main sekh k Kam kren ge to ham es main loss se Bach Skye Han q k jitni zaida learning ho gi otni hi Zaida ham profit kren ge q k profit learning ki waja se kren ge
          • #20 Collapse

            Re: Forex Education ki Importance

            Assalamu alaikum bhai forex ki importance hamare liye bahut jaruri hai Agar hamare pass forex education hai to Ham kabhi Bhi Na Kam nahin ho sakte kya Ham bahut acchi earning kar sakte hain isliye hamen education Kati Kati rahana chahie Agar hamare pass education hogi to Ham kabhi bhi kisi bhi kam mein Na Kam nahin honge Bal ke Ham bahut hi kamyab honge aur bahut acchi earning bhi kar sakte hain shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Forex Education ki Importance

              Business mai jab takk uss ki achi education na li jaey uss waqt takk business mai kaamyabi nahi mill sakti hai. Forex trading business mai traders jab world wide business ka hissa bantay hain to phir uss kay mutabiq education bhi uss kay level ki he honi chaiye. Forex trading ki education ki bohat ziada importance hai kiyu kay yeh aik aisa challenging business hai jiss mai education kay baghair koi taraqqi nahi hai aur na he koi kaamyabi hai. Forex forum ho ya demo trading ho her jagah he education hai aur iss ki importance say bhi inkaar nahi kia jaa sakta hai. Forex trading business mai achi earnings kay required eham pillars mai education aik eham aur zaruri pillar bhi hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex Education ki Importance

                Assalamu Alaikum dear Forex member kya hal hai Forex ki education Har Kisi Ko Hasil Karni chahie Kyon Ke Forex ke bare mein Jitna Jyada aap knowledge ko game Karenge utna. Hi aapko fayda Hoga Forex ki ek acchi learning aapko Karni chahie Jab aap ek acchi learning kar lete hain to aapko trading karne mein bhi aasani hoti hai. Isliye aapko trading karne ke liye pahle acchi learning Aadil karni padegi aur Forex ke bare mein education Hasil karni padegi.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Education ki Importance

                  Doston Forex education ki important Jo k aaj ka content hai.
                  Doston education Kisi bhi shop mein ya aap Kisi bhi e karva mein jab inter hote Hain to aapko Uske bare mein education hasil Karni hoti hai Forex main bhi aapko education of Forex hasil Karni hoti hai jo aapko Pakistan form se aasani sy mil jaati hai. Forex education ki important mein yah bhi aata hai ki agar aap iske bare mein Puri Tarah se Jaan len to aapko las na hone ke barabar chance Hain yah aap kya sakte hain ki agar aapko iske bare mein Puri Tarah maloomat hasil ho jaaye to isase behtar business Nahin hota aur aap aap ek acche business Man ki Tarah fox mein bhi business kar sakte hain Forex main aapko bahut sari chijon Ka khyal rakhna padta hai. Jaisa ke pair currency candles market analysis news Kuch is Tarah ki importance hai jo aapko Apne roj mara ke kam ki Tarah dekhni padati hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Education ki Importance

                    Assalam-o-Alaikum dosto forex main kamyabi ke li ye education kaha hona bht zaroori hai,education hamari shakhsiyat bht achi aseer dalati hai or hum is ki madad sey forex ka
                    ek kamiyab bussinessman baan sakty hai,forex ki education ki bht importance hai,isliye jab bhi forex business ko aap join karte hai to iski liye subse phle education k hona must
                    hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Education ki Importance

                      assalam o alikum uneed hy ap theek thaak hoon gy Allah pak ap ko salamat rakhy. jnab ap k sal ka jwab mai es trha sy doon ga k ap ko forex mai kaam karny k leay forex y related knowledge ho ap ko pta ho k mai ny forex mai kamyab kesy hona hy yahan per kaam karny k rules and regulations kia hain yahan per kamyabi kin batoon sy milti hy aur kon c baten yaahn per hmy nuqaan deti hain kon c baten hy profit deti hain aur kon c baten hmary loss ka saba banti hain yahan per kam karny k leay ap k pass market ka knowledge ho yahan per kam karny k leay ap k pass aik achi stratgey ho kjo ap ki trade karny mai helop kray ap ko yahan pe acha money management plan bnany k bary mai pta ho ap ko pta ho k mai ny apny account ko manage karna hy aur mera account size chota hy to kitna lot size choose kar sakta hoon aur agr account ka size bra hy to mai kon c lot size choose kar sakta hoon. ap k pass aisa knowledge ho k ap news ko analyse kar k bta sken k ab market mai kia trend ho ga selling trend hony wala hy ya buying trend hony wala hy ap k pass acha knowledge ho k ap forex per forex sy related achi posts kar sken ap ki posts ki quality achi ho ta k ap ko aik acha bonus mi sky aur ap os bonus sy earning start kar sken agr ap k pss forex sy related knowlwedge hy to ap yahan per assani sy kamyab ho sakty hain ap k pass agr forex k ilawa kisis bhe chezz ka knowledge na ho to bhe ap yahan per kamyab ho sakty hain yene kj ap ki yahan per ka yabi forex y realtad knowledge gain karny mai hy. lehaza mehnat kar k forex sy related knowledge ko improve kren ta k ap ko faida ho aur ap yahan per achy treeky sy kaam kar sken
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Education ki Importance

                        Assalam.o.alaikum good morning dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye apko education ki bht ziada zrort hoti hy jtni ziada apk pas education hogi utna ziada apk pas good knowledge hoga apne knowledge ko increase krna chahiye Hardworking krni chahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Education ki Importance

                          Forex trading main Forex Education ke bhoat Zada Importance h ku kay market main Success Aap ko kabi be bina Knowledge or Education kay nahi milti hai is liy ap ko Education ka Use lazmi karna Parta hai tabhe kamyabi Hasil hoti hai or Jo log Short Cut treeky say kamyabi hasil karny kay bary main Sochty hain wo log Kabi be Kamyab Nahi ho sakty hain is liy ap ko Chaye kay Sab Say pely Knowlede Or Education main Time Invest karein or per he Market main tradeing main Real Money onvest karein ku kay Ap ka Balance Bhoat important hota hai ager ap bina Education kay kam akrein gay toh loss kay Chances Zda Hoty hain.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex Education ki Importance

                            Forex mein aap ka pass acha Kaam karna ka Lia education bi honi bohat zurori hai agar aap ka pass achi education ho gi tu aap acha Kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap ka pass education nahi hoti tu aap business mein kaam karna moskal lga ga business ko education honi bi zaroori hai tab hi Aap posting Kar ka acha bonas hasal Kar saktay hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex Education ki Importance

                              Dear shai ka forex mai bhut ehmiyat hai is ki bhut ziada zrorat hau trader ko chiye k well educate hu kr kaam kare q k jab tak ap education mai ni kaam karogy yh phir aona knowledge ni increase kro gy practice ni krogy experience ni huga hu phir hamesha loss hi huga well educate jo huty hain wohi kmiyaabi le lety hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex Education ki Importance

                                Education ki bahut jyada jarurat Hoti hai Forex main aapke pass jitni zyada Forex ki ki education hogi aap utna hi kamyab honge aap ko pata hai agar aapane koi bhi kam karna hota to sabse pahle aapko uska knowledge hasil karna padta hai duniya mein aap koi bhi kam le rahe sabse pahle aapko usmein knowledge hasil karna padta hai uska experience hasil karna padta hai ki use kam ko humne kis tarike se karna hai ismein bhi aisa hi hi kuchh aisa hai ki sabse pahle humne isko sikhana hota hai hai ki yah market kaise kam Karti hai kis Tarah kam karti hai hisab chij hamen sikhani padati hai Uske bad ham easily trade kar sakte hain trading ke liye sabse best yahi hai ki aap aap iska achcha knowledge hasil Karen jab aapke pass iska achcha knowledge hoga to aap ko Kisi tisham ki koi bhi pareshani nahin hogi agar aap ko Kisi Kishan ki koi bhi pareshani hoti hai to aapko use sev Lena padega aur main se kam karna padega minut se kam Karen inshallah aap jarur success honge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X