Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crypto currency ! Mukamal Jaiza .
    Asalam o Alaikum friends aaj Ham cryptocurrencies ke bare mein baat kar rahe hain k cryptocurrencies kya hoti hai aur iske kya fayde hote Hain.
    Crypto currency Ka matlab !
    Crypto ka matlb h k chuppa hua raaz or currency ka mtlb h pesy. To hum keh skty hen k cryptocurrency ka mtlb h chuppi hui dolat ya pesa. is ko chuppa hua pesa is liey kaha jata h k iski koi hard form nahi h. ye sirf virtual form me hi paya jata h or ye boht sary tough mathematical problems ko solve krny k baad hasil kia jata ha.
    Crypto currency ke faidey !
    Aj kel ka dour crypto currencies ka aa raha ha crypto currencies ko ap ne bhi daikha ho ga k bht taizi se ye business berh raha ha agr ap en mein thori investment krty haen ty aik saal k andr andr ap ko kafi faida ho jata ha aur en ki value din ba din berhi hi jaa rahi ha ap ne bitcoin ko daikh hi liya hoga kdr se start howa tha aur aj kdr poch chuka ha esi trha aj kel bht c companiese ne apni apni crypto currencies launch karni shuru kr di haen aur en pe trading bhi start ho gae laikn ye currencies trading k liye bht risky bhi haen q k un ka spread bht ziada ha jb hm trade open krty haen tu kafi loss se start hoti ha es liye en pe trading tb hi mumkin ha jb hamary pass acha account balance ho. Expert traders en pe trading kr k acha profit kama sakty haen laikn new traders k liye en pe trading bht mushkil ha. En currencies ka faida tb hi ha jb koi new crypto currency launch ho tu hm wo starting mein khareed laen ta k jb wo kuch arsa bad us ki value up ho tu hamaen kafi profit ho jaye.
    Bitcoin Kia ha !
    Bitcoin sab se bari digital currency hai jis ka digital market m sab se pehla naam aata hai aur yeeh sab se zyada Earn karne wali currency bhi hai iss ki price buhat jaldi upar aur niche jati rehti hai agar aap bitcoin Earn karin aur jab price upar jay toh sale kar k aacha profit hasil kar sakhte hain
    Best digital currency !
    bitcoin cryptocurrency and digital currency ek hi hai but is currency ka life style ek jaisa nai hai kuch cryptocurrency max nai hoty kuch max hoty hai kuch mining nai hoty koi cryptocurrency kisi k control main nai hoty koi control main hoty hai or mere qareeb seb se best currency wo hoty hai jis ki limit max hoty hai wo kisi k control main na ho na us ki fees koi ek band charge karo wo cryptocurrency seb se best hoty hai is main btc ka first number hai btc seb pehlay aaya tha wo waqat b seb baap tha ab b hai btc ka ek hi masla hai jab btc ki rate zaida hota hai fees b zaida ho jaty hai btc k sath eth xrp dash bch bsv dgb sys ye currency b best hai main b is currency par trading karta ho
    Forex aur crypto currency !
    crypto ya bitcoin me app ko alag se account open nahi karna pardta hay, instaforex me hi app crpto, bitcoin me trading USD currency me trading kar sakty hey es key ley app ko alag se account open karny ki zarorat nahi.
    Dear friends aapko cryptocurrencies ke bare mein kafi knowledge mil chuka hoga umeed hai k ap ko post pasand aaegi thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے
    Asalam o Alaikum friends aaj Ham cryptocurrencies ke bare mein baat kar rahe hain k cryptocurrencies kya hoti hai aur iske kya fayde hote Hain.
    Crypto currency Ka matlab !
    Crypto ka matlb h k chuppa hua raaz or currency ka mtlb h pesy. To hum keh skty hen k cryptocurrency ka mtlb h chuppi hui dolat ya pesa. is ko chuppa hua pesa is liey kaha jata h k iski koi hard form nahi h. ye sirf virtual form me hi paya jata h or ye boht sary tough mathematical problems ko solve krny k baad hasil kia jata ha.
    Crypto currency ke faidey !
    Aj kel ka dour crypto currencies ka aa raha ha crypto currencies ko ap ne bhi daikha ho ga k bht taizi se ye business berh raha ha agr ap en mein thori investment krty haen ty aik saal k andr andr ap ko kafi faida ho jata ha aur en ki value din ba din berhi hi jaa rahi ha ap ne bitcoin ko daikh hi liya hoga kdr se start howa tha aur aj kdr poch chuka ha esi trha aj kel bht c companiese ne apni apni crypto currencies launch karni shuru kr di haen aur en pe trading bhi start ho gae laikn ye currencies trading k liye bht risky bhi haen q k un ka spread bht ziada ha jb hm trade open krty haen tu kafi loss se start hoti ha es liye en pe trading tb hi mumkin ha jb hamary pass acha account balance ho. Expert traders en pe trading kr k acha profit kama sakty haen laikn new traders k liye en pe trading bht mushkil ha. En currencies ka faida tb hi ha jb koi new crypto currency launch ho tu hm wo starting mein khareed laen ta k jb wo kuch arsa bad us ki value up ho tu hamaen kafi profit ho jaye.
    Bitcoin Kia ha !
    Bitcoin sab se bari digital currency hai jis ka digital market m sab se pehla naam aata hai aur yeeh sab se zyada Earn karne wali currency bhi hai iss ki price buhat jaldi upar aur niche jati rehti hai agar aap bitcoin Earn karin aur jab price upar jay toh sale kar k aacha profit hasil kar sakhte hain
    Best digital currency !
    bitcoin cryptocurrency and digital currency ek hi hai but is currency ka life style ek jaisa nai hai kuch cryptocurrency max nai hoty kuch max hoty hai kuch mining nai hoty koi cryptocurrency kisi k control main nai hoty koi control main hoty hai or mere qareeb seb se best currency wo hoty hai jis ki limit max hoty hai wo kisi k control main na ho na us ki fees koi ek band charge karo wo cryptocurrency seb se best hoty hai is main btc ka first number hai btc seb pehlay aaya tha wo waqat b seb baap tha ab b hai btc ka ek hi masla hai jab btc ki rate zaida hota hai fees b zaida ho jaty hai btc k sath eth xrp dash bch bsv dgb sys ye currency b best hai main b is currency par trading karta ho
    Forex aur crypto currency !
    crypto ya bitcoin me app ko alag se account open nahi karna pardta hay, instaforex me hi app crpto, bitcoin me trading USD currency me trading kar sakty hey es key ley app ko alag se account open karny ki zarorat nahi.
    Dear friends aapko cryptocurrencies ke bare mein kafi knowledge mil chuka hoga umeed hai k ap ko post pasand aaegi thanks.
    G dear kafi sarye log kam kartye hai curency mai aur crypto curency mai ap ka kam acha ho jata hai curency mai ap ka kam hai kay mahnet aur lagan kay sath hameaha acha kam kiya ja sakta hai tu curency pair mai kafi acha kam kiya ja sakta hai tu kam ager acha kiya jata hai tu curency mai bhi ap ka kam kafi acha ho jata hai crepto curency aik douar mai kafi mashoor curency mai ati the es mai kafi log kam kartye thye aur faida laitye thaye jaisye jaisye time pass hota gaya sath mai es pay pabandi lag gaye hai jis ki waja say aj kal ye ban hai jaisye kay waisye ager ap es kay mean jana chatye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahbet aur lagan kay sath acha kam kar saktye hai asal mai ap curency mai kafi acha kam kar saktye hai us ki waja ye hai kay ap nay kam kiya hai curency mai tu us mai ye masla nhi hota hai kay ap ka lose hai tu sirf lose he chal rha hai es mai ap ka kafi fid ho sakta hai tu wo faida ye hai kay ap es mai acha kam kar saktye hai ap nay trade open kiya hai ap es mai usi hisab say waite kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap better work expernce kay sath acha kam kartye howye es mai kamyab ho jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu es time pay ap curency mai kam kar lain ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai usi hisab say acha kam kartye howye kamyab bhi ho jatye hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha curency mai acha kam kiya karain takay bad mai ap ka kam ager aik jagha say shuru ho kay khtam hota hai tu masla nhi banta hai aur ap ka kam es mai kafi asan ho jata hai aur ap kaliye kafi relable ho jata hai aur ap ko kafi faida daita hai tu kam karna hai tu curency pair mai ap kam karain kafi better ho jata hai kam ap ka es mai kam kartye howye kafi expernce bhi ho jata hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

      Cryptocurrency
      Cryptocurrency aajkal market me bohut teezi k sath maqbool ho rahi hai. Aur ab to forex trading market me bhi cryptocurrency ki trading ho rahi hai. Cryptocurrency ki yahi maqboleyat hai k ab market me hum trading k leyw bhi istemal kar sakte hen. Forex trading me aajkal taqreeban har bara broker cryptocurrency ko support karta hai aur is me deposit aur withdrawal bhi karta hai. Cryptocurrency ka aghaz to bohut pehle maximum terminologies me ho raha tha lekin is ka baqayeda aghaz satoshi ne 2009 me Bitcoin se kia. Cryptocurrency ko aghaz me itni maqboleyat nahi melei lekin waqat k sath sath ye taraqi karta raha, jab 2009 me is ki ibteda howi to 1$ k badle taqreeban 50,000 Bitcoin mel rahi thi. Lekin waqat k sath jab bitcoin ne apni maqboleyat dekha de to is se market mukamal badal gaye aur ab aik Bitcoin 13,632$ ka hai. Ye Pakistani rupee me 22,00,000 se bhi ziada ka banta hai. Aur isi trah dosri cryptocurrencies bhi kafi mehengi hai lekin Bitcoin sab se ziada costly hai. Aajkal world satah pe kuch famous cryptocurrencies ye hen: Bitcoin, Litecoin, Bitcoin Cash, Dogicoin waghera bohut bari list hen in ki aur is me roz baroza izafa ho raha hai.
      Advantages of cryptocurrencies
      Cryptocurrency ki khas baat ye hai k ye na to chori ho sakti hai, q k is k account 15 hindson k digits aur alphabets pe mushtamil hoti hai, aur na hi is me koi heer pher ho sakti hai. Cryptocurrency ka sab se bara faida hi yahi hai k ye aik azad currency hai aur is pe kisi bhi mulk ka control nahi hai. Is waja se ia me heer pher nahi hoti hai. Is ki value market k mutabiq hi move karti hai. Cryptocurrencies ko hum aik apps ya sites pe aone leye account create karte hen aur us me deposit aur us se withdrawal kar sakte hen. Is k leye koi document ki zarorat nahi hoti hai.
      Disadvantages of Cryptocurrencies
      Cryptocurrency ka sab se bara disadvantage ye hai k ye currency internet pe hi available hoti hai aur is ka koi khas form nahi hai is waja se ia ko gher qanoni idare bhi asani se istemal kar sakte hen is waja se ye Pakistan aur is tarah k dosre mumalik me band hai. Dosra cryptocurrency me cryptocurrency ki movement bohut hi ziada up down hoti ahi is waja se ye bohut riaki hai, March me aik Bitcoin 3,000$ ka tha aur ab November me ye 13,600$ ka hai taqreeban. Cryptocurrency me agar hum kisi bhi tarah ki payment agar karte hen to wo payments recoverable nahi hoti hai jo is ka bohut bara back drah hai.
      Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	4
Size:	36.8 کلوبائٹ
ID:	12335316Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	4
Size:	76.5 کلوبائٹ
ID:	12335317
      • #4 Collapse

        Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

        Forex trading ke business Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen different type HI currency pair ko follow karna hota hai Forex trading kpcs Mein currency pair bahut hi important role play Karte Hain Hamen Hamesha best currency pair ko hi apni trading ke liye choose karna chahie Forex trading ke Business mein jo currency satrong hoti hai use currency ko kharida Jaate Hain aur jo currency week hoti hai use currency ko Hamesha becha Jata Hai cryptocurrency market mein bahut jyada important hai cryptocurrency forex market mein bahut jyada importance rakhti hai Hamen cryptocurrency ke related Achcha experience aur knowledge Hona chahie Taki Ham cryptocurrency Ko Apne kam Mein istemal Karke Apne kam Mein Achcha benefit Hasil kar Saken cryptocurrency 1 digital aur virtual currency hai

        Cryptocurrency 1 digital Money Hai cryptocurrency Hamesha digital wallet Mein store Hote Hain Ham cryptocurrency Ko credit card ke jariye se khareed bhi sakte hain market Mein kaam karne wale bahut se trader cryptocurrency per bahut jyada believe Karte Hain isliye vah Jyada Se Jyada crypto-currency ko hi istemal Karke market Mein kam Karte Hain cryptocurrency aajkal Mulk mein bahut jyada Tej ji ke sath famous ho rahi hai perfect studying ke Business mein Bahut Si trading bhi cryptocurrency ke Zariya se ho rahi hai

        Hamen cryptocurrency ko acchi Tarah Se study karna chahie Iske related acchi se acchi information Hasil Karni chahie Jab ham market Mein mehnat Karke a Aur Dil lagakar Jab kam Karte Hain To Ham market Mein Achcha kam kar sakte hain Jab Ham currency Mein kam Karte Hain To Hamen kam karne Mein Koi Bhi Jyada problem Nahin Hoti bus Hamen currency Peer ko pahle acchi Tarah Se samajh Lena chahie Uske bad ke sath kam karna chahie Hamen market Mein Hamesha Tamam chijon ko acchi Tarah Se samajhna chahie Uske bad Hamen a inhen Apne a kam Mein istemal karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

          Jahan forex market main different currency pairs aur commodities CFDs waghera main trade kerty hain tou aesy hi market main ham crypto currencies main bhi trade ker sakty hain hamain market main normal currency pairs ky sath sath crypto currencies main bhi trade kerna hoti hai ky agar ham market main crypto currencies main trade kerny ka acha experience hasil ker lety hain tou market main hony wali crypto currency ki big movement per hamain bahot achi earning ho sakti hai jo bahot kam time main bahot acha profit Ham bana sakty hain lekin same crypto currency main trade kerny ka disadvantage bhi hota hai ky crypto currencies main spread bahot zyada hota hai aur kabhi kabhi market main trade open kerny per hamain long time wait kerna perta hai ky market spread main hi movement kerti rehti hai jabky agar ham market main aesy time per trade open kerty hain ky market continuously aik hi trend main movement kerti rehti hai tou same movement per ham trade open ker ky bahot kam time main bahot acha profit bana sakty hain hamain kam time main Jitna profit crypto currencies main trade kerny sy hasil ho sakta hai itna profit hamain other currency pairs ya other indices main nehi ho sakta jabky fast moving pairs main hamain trading main bhi bahot ehtiat kerni perti hai ky ham market main successful trade kerty huey market ki big movement per hony waly bary loss sy bhi bach sakain aur hamain big movement per bahot acha profit hasil ho saky hamain market main trade crypto currencies main aesy time per open kerni chahiay jab market continuously aik hi trend main movement ker rehi hoti hai ky ham trade open ker ky long time period ky liay continue rakhty hain tou hamain profit bhi hasil hota rehta hai so other currency pairs ky sath sath hamain crypto currencies main bhi trade continue kerni chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

            Dear cryptocurrency se related aapane bahut hi detail post Hamare Sath share Karke Hamare knowledge ko increase kiya hai no doubt Jab different junior members cryptocurrency se related apni learning complete karna chahte hain to unko senior members ki post ko carefully study karna chahie agar aap Forex trading Mein successful Hona Chahte Hain To ismein aapko different important currency pairs aur different commodities ke sath sath cryptocurrency se related bhi apni learning complete Karni chahie otherwise aap Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte Kyunki cryptocurrency day-by-day bahut jyada familiar ho rahi hai aur ismein bahut jyada advantages offer kiye ja rahe hain.

            dear Jab aap apni different transaction cryptocurrency ki basis per karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain ismein aapke transaction ki safety maintain ho sakti hai aur ismein aapko cash carry nahin karna hoti aur aap apni different transactions ko easily all over the world Kisi bhi platform per isiliye complete kar sakte hain isliye aapko digital currency ki importance ko properly learn karna chahie aur iski maximum transactions ko complete karne ke liye aapko apni study complete Karni chahie otherwise aapke liye Forex trading Mein successful Hona aur apni different important transactions ko complete karna bahut jyada difficult ho sakta hai.

            Isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Jab Ham different digital currency se related apni learning complete Karte Hain To ismein Humko properly isase linked or associated Rahana chahie Jab Ham Forex trading Mein cryptocurrency per trading karte hain to usmein bhi Humko maximum advantages mil sakte hain aur ham bahut jyada amount withdrawal Karva sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

              Yes forex trader ko forex trading ma crypto currency ki achi knowledge hona chahe. Jis trader k pass achi knowledge ni hoti uski trading par eska bhot effect parta hai. Jis k pass forex ki or crypto currency ki achi knowledge hoti hai wo us trader sy bhot agy nikal jata hai jis k pass knowledge ni hoti ya jo knowledge k bena trade karta hai. So es topic ma ham crypto currency ko explain karyn gy or esko forex trading k sath b compare karyn gy.

              Crypto currency and its side effects. Crypto currency wo currency hai jo serf digital form ma exist karti hai. Yani ham ye b keh sakty hain k ye currency physical state ma occur ni karti. Crypto currency ka sb sy bara side effect ye hai k es ma loss ka risk bhot zayada hota hai or trader ko loss ho jae to us k pass kuch baki ni bachta. Es he waja sy bhot sari countries ma ye business banned hai. Or jo chup chupa k es business ko carry karna chahta hai usko bhot sary jurmany or punishment di jati hai.

              Some more side effects. Crypto currency ka ik or side effect ye b hai k es business ma liquidity bhot kam hoti hai. Liquidity ka matlab ye hota hai es business ma trade karny ki demand bhot kam hoti hai jis ka further matlab ye hai k kio trader es par buy or sell ki trade ko open karny waly trader bhot kam hoty hain. Serf limited franchieses sy he ye crypto currency cash out ki ja sakti hai. Forex trading ma crypto currency ma security par b bhot faraq hota hai. Forex trading ma security high hoti hai or crypto currency ma securiy kam hoti hai. Forex trading ma middle man ki waja sy he trade ki jati hai jis ko broker kaha jata hai. Crypto currency ma kio middle man ni hota yani es ma kio broker available ni hota.
              • #8 Collapse

                Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                Dear ap nay aik acha topic discussion kay liye set kia hay laikin ye topic bar bar share karny say hamain contest main koi khatir khawah faida nai hota isliye hamain chahiye keh ham unique kisam ka topic share karain ta keh hamain is per posting work karny per bonus bhi acha mily aur hamara knowledge bhi acha ho.

                What is cryptocurrency.
                Cryptocurrency digital quoted currency hay jisko koi governement ya central bank na he control karta hay, na he iski zimadari laita hay, na he isko legally allow karta hay aur na he is main kisi fraud ki zimadari laita ya gaurantee daita hay. Laikin iskay bawajood aj kal crypto currency main forex per trading ki jati hay.

                Trading in cryptocurrency.
                Forex main cryptocurrency main bhi trading allow hay. Laikin is kay liye zaroori hay keh crypto currency ki bhi current market value jan li jaye. Crypto currency main famous currency bitcoin currency hay. Jo keh US Dollar kay sath pair banaye huye hay. Hamain jab bhi is main trading karni ho to hamaim chahiye keh donon currencies kay fundamental analysis karain. US Dollar kay findamental aur technical analysis karny to easy hain laikin bitcoin digital currency kay analysis kafi mushkil hain. Is tarah ham yehi keh sakty hain ke bitcoin main trading aik tukky say trading karny kay mutradif he hay.

                Trading in cryptocurrency vs real currency pairs.
                Forex market main ager achi earning laina chahty hain to phir cryptocurrency main trading ki bajaye real currency pairs main trading karni chahiye. Ta keh inky fundamental and technical analysis karny bhi easy hon aur trader achi earning bhi kar saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                  Assalamu Alaikum dear Forex trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To ismein Ham dekhte hain ki ismein hamare pass different currencies Hoti Hai Jin per Ham trading kar sakte hain aur ismein hamare pass different options hote hain Jiske mutabik Ham trading kar sakte hain dear aajkal cryptocurrency per bahut jyada kam ho raha hai aur ismein ham dekhte hain ki market ki movement bahut jyada ho rahe hoti hai lekin aajkal bahut jyada members ko cryptocurrency ke bare mein legal information Nahin Hoti aur vah ismein bagair soche samjhe kam kar rahe hote hain aur aapane bahut hi Achcha Hamare Sath Pakistan Forex forum per Mein information share Ki Hai.

                  Dear aajkal Dekha gaya hai ki cryptocurrency per bahut jyada log kam kar rahe hain aur ismein aap special Bitcoin aur FB Jaisi cryptocurrency bhi dekh sakte hain aur ismein aap Dekh Rahe Hote Hain Ki in ki market Mein movement bahut jyada ho rahi hoti hai aur iski movement ka idea Lagane ke liye aapko proper Iske bare mein knowledge or information Ho Gai to aap ismein kam kar sakte hain otherwise aap cryptocurrency per Kam Nahin kar sakte aur yah Ek arji Daulat Hoti Hai Kyunki Ham Dekh Rahe Hote Hain Ki yah hot short form Mein Nahin Hoti yah sirf aur sirf ek RC doulat hoti hai.

                  Dear Forex trading Mein Ab Jab kam Karte Hain To ismein aap dekhte hain ki Bitcoin Mein aajkal bahut jyada log kam kar rahe hote hain aur iski market Mein movement bahut jyada ho rahi hoti hai dear agar aap iski basic behind reason Ko Dekhe to aajkal digital currency ka Dur a gaya hai aur log bahut jyada digital currency ka use kar rahe hain aur ismein Bitcoin bhi ISI Tarah use Kiya jata hai aur aap dekhte hain Ki cryptocurrency Main Bhi bahut jyada log kam karte hain Kyunki Unki market Mein movement bahut jyada fast hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                    AOA dear friends , Forex trading mein cryptocurrency ko bahut ahmiyat Hasil hai dear friends cryptocurrency kahate kisy Hain is Baat per thoda sa ghaur karte Hain cryptocurrency digital currency ko kahate aur is ki aik kism hai jis ko Bitcoin kaha jata hai aur Forex mein one to all cryptocurrency istemal ho rahi hai aur hard currency ka ka koi concept nahin hai kyun ki traders ke pass hard currency rakhna bahut hi mushkil ho jata hai aur aaj kal digital daur hai jis mein har chiz online hoti ja rahi hai aur aaj kal aap ko yah sahoolat Hasil hea Kay aap duniya ke Jis Kone mein bhi hon ab ATM machine kay zarye transaction kar sakte hain cryptocurrency ke bahut sare fayde Hain for studying mein dear friends is currency ki vajah se aao ko apni Jeb mein bahut sare currency note nahin rakhne padty aur aap bahut hi aasani se apny karobar ko continue karte Hain aur dear friends Waqt guzarnay ke sath sath crypto currency aik haqeeqat banti ja rahi hai jis ka suboot yeh hai ke ab forex brokers bhi crypto currency per trading ki sahoolat de rahay hain aur ab tu leverage bhi increase kar di hai Mera sawal yeh hai ke kia bitcoin aur doosri crypto currencies per day trading hamain profit de sakti hai aur Crypto Currency main ap ko ager bitcoin mai trade karna hai tu bhut zaida acha hai. Anay waly time mai ap ko bitcoin bhout high rate mai mily ga or es ki value kafi barh jaye gi. es time be ap ager daikhain tu ap ko trading mai bitcoin mai bhout se trader aisy mily gay jin logo ny bitcoin ko long term k leye buy kiya howa hai aur Bit coin main trade kr sgty hain lakin wo log jo ais ko janty hain aur ais ki market ko krain abi ais ki valve kam ho rhi hy ap log tora aur wait krain aur ais ko aur kam rate py jany dain jub ya aur kam ho jya to ais ko buy kr lain phr ap ais ko buy kr k bhul jain mujhy umeed hy k aik bar ya phr up ho gi down ho ja ny k bad aur jis ny ais ko buy kia hoa ga to os k lia both faida dy gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                      Assalam o Alaikum dear member or aapne acha define kiya hy crypto currency ky bary mein jo indeed aaj kal bohat famous hy or trading mein bhi important role play karti hy. Crypto currency ko 2009 mein present kiya gaya tha jo ky completely internet money hy or iska koi physical formation nahi hy. Crypto currency mein Bitcoin sabse major hy jis ko indeed king crypto bhi kaha jata hy jab ke ethereum, litecoin, dogecoin or monero crypto family sy belong karte hain. Crypto currency py trade karne ky liye trader ko high experience hona chahiye taky achi trading karna possible ho kyo ky crypto mein volatility high hoti hy or jo new traders lalach ky factor ko use karke trade karte hain jald he apna account wipeout karwa lety hain. Isliye trader ko hamesha forex sy related achi information collect karni chahiye or agar crypto py trade karna hy tou demo mein sakht practice karni hogi kyo ky currency pairs py trade or crypto mein trade karne mein bohat difference hy. Trader ko pehle crypto currency ki value ki information honi chahiye kyo ky experts bhi new traders ko trading career ky start mein currency pairs py long term trading karne ka prefer karte hain or indeed 90% fail traders zyada tar crypto currency ya metals py trade karte hain jahan volatility high hoti hy or in mein trading demand less rehti hy jo liquidity less hone ka reason hy.
                      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                      • #12 Collapse

                        Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                        Assalamu alaikum my dear all Forex member cryptocurrency se related aapane bahut hi detail post Hamare Sath share Karke Hamare knowledge ko increase kiya hai no doubt Jab different junior members cryptocurrency se related apni learning complete karna chahte hain to unko senior members ki post ko carefully study karna chahie agar aap Forex trading Mein successful Hona Chahte Hain To ismein aapko different important currency pairs aur different commodities ke sath sath cryptocurrency se related bhi apni learning complete Karni chahie otherwise aap Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte Kyunki cryptocurrency day-by-day bahut jyada familiar ho rahi hai aur ismein bahut jyada advantages offer kiye ja rahe hain dear Jab aap apni different transaction cryptocurrency ki basis per karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain ismein aapke transaction ki safety maintain ho sakti hai aur ismein aapko cash carry nahin karna hoti aur aap apni different transactions ko easily all over the world Kisi bhi platform per isiliye complete kar sakte hain isliye aapko digital currency ki importance ko properly learn karna chahie aur iski maximum transactions ko complete karne ke liye aapko apni study complete Karni chahie otherwise aapke liye Forex trading Mein successful Hona aur apni different important transactions ko complete karna bahut jyada difficult ho sakta hai Isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Jab Ham different digital currency se related apni learning complete Karte Hain To ismein Humko properly isase linked or associated Rahana chahie Jab Ham Forex trading Mein cryptocurrency per trading karte hain to usmein bhi Humko maximum advantages mil sakte hain aur ham bahut jyada amount withdrawal Karva sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                          Crypto currency ka istemal maximum big investors karte Hain yah yah politicians karte Hain yah vah log jinke pass millions ke hisab se amount hoti hai cryptocurrency 1 digital currency hai iska advantage hai ki bahut jyada amount ko apni Pocket mein nahin rakhna padta aur shift karne ke liye yah aasan lafzon mein kahan to transfer karne ke liye cryptocurrency Best currency hai aap digit mein amount idhar se udhar shift kar dete Hain ek country se dusre country mein amount check karne ke bad aap easily dusre country mein jakar USA Mount ko badra karva sakte hain ismein kisi ki sankhya ko issue nahin banta cryptocurrency 1 best currency hai ISI vajah se is ke upar bahut sare logon ka focus hota hai aur vah apna ek accha benefit se hasil karte Hain is per acchi trading bhi karte Hain cryptocurrency ke liye aapke pass jyada se jyada amount ka hona bahut jaruri hai yah ek digital currency hai aur iski value Delhi e change hoti rehti hai aur aur jo log samajhte Hainke apni amount ko cryptocurrency mein use kar sakte hain to unhen chahie ki vah sabse pahle digital currency ko acche se samajh Le Taki on a iske upar kisi ki shanka ko nuksan uthana padega aam taur par cryptocurrency main kisi kism ka Koi nuksan to nahin hota lekin aksar aisa hota hai ke a aapane jis rate per cryptocurrency ko purchase Kiya hota hai uski value hoga down ho jaaye to bahut badhiya Mount main aapko nuksan ho sakta hai isliye aap market ke sath touch mein rahe Taki aapko is currency ke upar jyada se jyada fayda ho aur kam se kam nuksan ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                            Crypto currency
                            Duniaya main both sari digital currencies Available han duniaya main different countries ki different currencies han Jo hard main available han jin sy hum log lan Dan karty han jab k crypto currency hard main available ni hoti han balky humary pass digital wellet main available hoti ha
                            Forex trading main bi different piars ki tahra crypto currency bi available hoti ha is ley hum normal currency ki tahra crypto currency main bi trading kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar earning kar saken humy jis crypto currency main trading karni ha is k bary main ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k hum log behtar trading kar saken or ache earning kar k kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny knowledge or experience hasil karny gy to hum log kamyab ho saken gy
                            Forex trading main jtni ziada mehnat karny gy knowledge or experience hasil karny gy to hum log ache earning kar saken gy is ley crypto currency k bary main full information or knowledge hasil Kar k trading karny ta k hum log kamyab ho saken crypto currency main trading ahsani sy Kar sakty han is k bary main jtni ziada practice karny gy to hum log utny he kamyab hon gy practice sy humara knowledge or experience ziada ho ga humy ziada samj aay ge k trading kase karni ha or humy kase ache earning kar sakty han forex trading main humy ziada sy ziada behtar information or knowledge hasil karny k bad he crypto currency main trading karni ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Crypto currency ! Mukamal Jaiza .

                              Forex exchanging mein cryptographic money ko boht significance hasil hai companions digital currency kahate kisy Hain is Baat per thoda sa ghaur karte Hain digital money advanced cash ko kahate aur is ki aik kism hai jis ko Bitcoin kaha jata hai aur Forex mein one to all cryptographic money istemal ho rahi hai aur hard money ka koi idea nahin hai kyun ki merchants ke pass hard money rakhna bahut hey mushkil ho jata hai aur aaj kal computerized daur hai jis mein har chiz online hoti ja rahi hai aur aaj kal aap ko yah sahoolat Hasil hea Kay aap duniya ke Jis Kone mein bhi hon ab atm machine kay zarye exchange kar sakte hain digital money ke bahut sare fayde Hain for considering mein dear companions is money ki vajah se aao ko apni Jeb mein bahut sare money note nahin rakhne padty aur aap bahut howdy aasani se apny karobar ko proceed karte Hain aur dear companions Waqt guzarnay ke sath digital currency aik haqeeqat banti ja rahi hai jis ka suboot yeh hai ke stomach muscle forex specialists bhi digital currency per exchanging ki sahoolat de rahay hain aur stomach muscle tu influence bhi increment kar di hai Mera sawal yeh hai ke kia bitcoin aur doosri digital currencies every day exchanging hamain benefit de sakti hai aur cryptographic money principle ap ko ager bitcoin mai exchange karna hai tu bhut zaida acha hai anay waly time mai ap ko bitcoin bhout high rate mai mily ga or es ki esteem kafi barh jaye gi. es time be ap ager daikhain tu ap ko exchanging mai bitcoin mai bhout se dealer aisy mily gay jin logo ny bitcoin ko long haul k leye purchase kiya howa hai aur Bit coin fundamental exchange kr sgty hain lakin wo log jo ais ko janty hain aur ais ki market ko krain abi ais ki valve kam ho rhi hy ap log tora aur stand by krain aur ais ko aur kam rate py jany dain jub ya aur kam ho jya to ais ko purchase kr lein jiska apko future mama bohat advantage hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X