jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??
    Useful information:
    Trader ko ye khoshish bhi karni chahiye k wo trade open karny sy pehly ye bhi deikh ly k maximum trader iss time par kis side par hai. Kuch cases mein maximum trader k against trade karna hii beneficial hota hai aur kuch cases mein maxium trader k sath trades ko open karna achy profit ki wajah ban sakta hai. So, professional buyer wo hai jb market fall kary tou wo sell mein sy nikal kar buy ki trade mein aa jaein aur jb market top par pohanch jae tou wo buy sy nikal kar sell mein transfer ho jaein.
    Volume spread analysis after technical analysis copy perfect kar sakty hain Jab ap sentimental analysis kar rahy hoty hain tou us mein bhi aapko volume spread analysis bohat ziyada help karty hain aur aapke analysis ko perfect karny ky liye bohat important indications provide kar rahy hoty hain is liye aapko volume spread analysis se related properly updated Rehna chahiye aur us se related information ko complete karna chahiye otherwise aapke liye bohat ziada problem ho sakti hai aur aap Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

    AOA dear friends , sabse pahle To Abbas alamdar sahib say yea kahana chahta Hun Kay ek sath 4, 4 threads karne ki koi zarurat nahin hai mere bhai aap sirf ek hi thread Karen aik din ki Aur vah Bhi top quality ki honi chahie Jo delete Na Ho isase na sirf Baki members ka time bhi zaiya hota hai aur uske sath un ki mehnat bhi zaiya Ho jaati hai kyun ky ghair miari threads ko delete kar diya jata hai

    Aur ab aate Hain Ham apne topic ki taraf jo aap nay poochha hai

    Dear friends Volume Spread Analysis (VSA) forex main bahut zyada aihm factor consider Kiya jata hea aur yea aik advance level ki forex ki study hai aur professional traders iss ko zaroor seekhtay hain iss ka matlab yeh hota hai kay jab bhi market mein tezi aati hai tou uss ko basically investors ki zayada miqdaar mein volume say market mein in hona yani kay invest karna aur issi volume ka market mein important role honay ki wajah sae currency up ya down hoti hai aur dear friends VSA ki study zaroor karni chahyea jitni zayada volume sae investor aye ga market mein utni zayada up and down movement dekhnay ko milay gi aur yea system aik alag trading system hota hai aur dear forex members is main ap ko yeh analyse chye kay volume spread analysis ky faidy kitnty hain aor kitny percentage market ki prediction accuracy ky sath mil jati hai yahan py in sari batoon ka ap knowledge aur experience Hona zaroori hai tab hi aap ek acche trade abhi Ban payenge aur profitable trading bhi kar sakenge Click image for larger version

Name:	1DREks5b_mid.png
Views:	1
Size:	65.4 کلوبائٹ
ID:	12335259

    dear friends vsa ek bahut hi achcha indicator sabit ho sakta hai agar aap is ko apni trading mein use karen to kyunki koi bhi technical term Forex trading mein fazul nahin hai aur iska kuch Na kuch fayda zarur hota hai is liye hamen in SAB technical terms Ka pata Hona chahie aur ine per fully group honi chahie Taki Ham ek profitable trading kar sake aur iske bare mein Gahay ba Gahay apne senior traders ki help bhi lete rahana chahie isase aap ko bahut fayda hoga
    Last edited by ; 04-11-2020, 02:42 AM.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

      Jahan forex market main trade kerny ky liay ham market ky technical aur fundamental analysis kerty hain tou hamain sath main sentimental analysis ky sath sath volume spread analysis VSA bhi zaruri kerny chahiaen ky jab market apni normal movement ker rehi hoti hai tou aesy time per agar ham market main technical analysis ker ky trade continue ker lety hain tou bhi hamain kuch trades main profit hasil ho jata hai jabky agar market main movement normal na ho rehi ho tou hamain market ki big movement ky sath volume spread analysis bhi kerna hoty hain ky agar market kisi bhi direction main first time movement kerty huey bahot bari movement ker chuki hai tou same movement ko reverse bhi hona hota hai tou ham same time per jab market main big movement kisi bhi direction main ho chuki hai tou uski reverse direction main trade open ker ky continue kerty hain tou hamain acha profit hasil hony ky chances hoty hain lekin hamain fast move kerti hui market main trade isterha sy open nehi kerni chahiay ky aesa na ho market apni big movement ko continue ker rehi ho aur ham reverse order main trade open ker ky loss ker lain hamain market main volume spread ky sath reverse order main trade us waqat open kerni chahiay jab market apni spreaded volume ky bahd reverse direction main movement start ker chuki hoti hai tou hamain reverse order main hi open ki jany wali trade main profit hasil ho jata hai hamain market ky VSA analysis ky sath fundamental aur sentimental analysis bhi zarur kerny chahien ky jab market main fundamental movement hoti hai tou market ki big movement ky bahd ham VSA ker ky trade open ker ky acha profit bana sakty hain jabky sentimental analysis main hamain oversold aur overbought ki position ka pata chal jata hai jahan per ham achi trade ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AbbasAlamdar پيغام ديکھيے
        Useful information:
        Trader ko ye khoshish bhi karni chahiye k wo trade open karny sy pehly ye bhi deikh ly k maximum trader iss time par kis side par hai. Kuch cases mein maximum trader k against trade karna hii beneficial hota hai aur kuch cases mein maxium trader k sath trades ko open karna achy profit ki wajah ban sakta hai. So, professional buyer wo hai jb market fall kary tou wo sell mein sy nikal kar buy ki trade mein aa jaein aur jb market top par pohanch jae tou wo buy sy nikal kar sell mein transfer ho jaein.
        Volume spread analysis after technical analysis copy perfect kar sakty hain Jab ap sentimental analysis kar rahy hoty hain tou us mein bhi aapko volume spread analysis bohat ziyada help karty hain aur aapke analysis ko perfect karny ky liye bohat important indications provide kar rahy hoty hain is liye aapko volume spread analysis se related properly updated Rehna chahiye aur us se related information ko complete karna chahiye otherwise aapke liye bohat ziada problem ho sakti hai aur aap Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakty.
        G han dear har kisi ka kam hota hai kay wo es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karna chata hai aur sub say barh kay es mai plan bana kay acha kam karna hai ager ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu mahnet aur lagan kay sath karain aur ap kosesh karain kay es mai tools ka istmal zaroor kiya karain aur ap ka kam hai kay ap imdicators aur tools ka istmal aik sa kartye hai tu ap ka kam kafi acha aur lafi easy ho jata hai jis kay bad ap es mai acha kam kar saktye hai tu esi tarz ka indocator hai vsa jis mai ap kafi acha kam kar saktye hai kiyu kay ap es ki move ko samjhtye hai tu ap asani kay sath es mai apna kam kar saktye hai aur indicators ka tu hamesha he faida hota hai ager ap ka kam acha hai aur ap nay indicators pay acha kam kar li hai es kay bary mai ap kay pass acha knowldge hai tu ap es mai kamyab he kamyab hai aur ap ka kam kafi acha kiya ja sakta hai tu bina mahnet kay koi bhi kam karna atna asan nhi hota hai ap ko kafi mahnet aur lagan kay sath aur mahnet kay sath kam karna parta hai tabhi ja kay bad mai ap kay kam mai asani ban jati hai aur ap es mai usi hisab say acha kam kartye howye kamyab ho jatye hai tu ap ka kam jitna acha ho ga ap kaliye atna he asan ho ga aur ap ka kam stable bhi ho jaye ga tu ap ka kam hai kay ap es mai usi hisab say mahnet aur lagan kay sath dil laga kay kam kartye hai tu ap kafi kamyab hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

          Bilkul dear aap ne ache baat kahe hai yahan per kamyab working krny KY liye humein situation ko samajhna Ana chaheye jab tak hum situation ko nahi samjhen ge tab tak hmare liye is risky business Mein ache kmaybi hasil krna aur phir us kamyabi ko maintain rakhna possible nahi ho sake GA is liye khud ko itna educate kren is kaam se related ky humein na siraf yahan problems ko face krna aye balky hum is kabil bhi ho jaen ky hum apni problems ka acha solution find kr KY Un ko easily solve krny mein bhi Kamyab ho jaen
          Forex trading business acha business Hai lekin Un members ky liye jo hmesha Soch samajh kr market Mein step lyty hain aur bohat sare members Yahan bgher sochy samjhy just market ki fast movement ko dekh kr apni trade open kr KY acha faida hasil krny ki koshish krty hain aise log kabhi bhi is kaam mein kmayb nahi hoty aur Jaisa ky ap ne kaha ky Agar market buy mein hai to us ky against trade open kren to dear mere Khayal se humein aisa koi step lyny ki koshish nahi krni chaheye kyun ky Har dafa aisa nahi hota aisa bohat Kam cases mein hota hai is se best yeh hai ky hum market ka acha analysis krny KY baad apni trade open kren ta ky risk of loss ko Kam Kiya Ja sake aur ache trading ko possible bnaya ja sake Agar hum just market ko dekhen ge sell hai to buy aur Agar buy hai to sell kren ge to is mein hum bohat bara risk lyn ge jis ky baad humein big loss bhi ho sakta hai mein ne last week trade ki oil pair per mein ne proper trend ko dekhty Howe buy ki trade lagaen us ky bawajood market Mein Mujhe 40 loss ho raha Tha jo Mera next week cover Howa aur Mein just 3 dollar profit per apni trade close kr di aisa nahi hota Jaisa hum samajhty hain ye market hai ye kabhi bhi kahen bhi move kr sakti hai is liye hmesha koshish kren ky acha analysis kr ky he apni trade open kren aur acha faida hasil krny ki koshish kren
          Jahan tak volume spread analysis ki baat hai to yeh hi hmari trading ko kamyab bnane ky liye bohat helpful hota hai humein is ko bhi proper time dy kr learn krny ki koshish krni chaheye ta ky is ka istemal bhi hum apni Har trade Mein kr saken aur is ky sahi istemal se market Mein acha profit hasil kr saken kyun KY is business Mein jo bhi point hai wo humein ache kamyabi ki taraf ly kr ja sakta Hai agar Hum us ko ache tarha SEEKHNY ky baad istemal krny ki koshish kren ge aur is ky saath saath apni mehnat ko continue rakhen ge
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

            Volume Spread Analysis (VSA)
            Forex trading me analyst mukhtalif kisam k analysis karte hen market ko jadge karne k leye. Un me se me aik hai technical analysis jo hamne ye batati hai k market ne kab aur kese move karn ahota hai. Aur us me dosra hota fundamental analysis jo hamen market ki mojoda movement k bare me information deti hai. Bohut waqat se ye do source hi istemal ho rahe the market ki analysis k leye lekin us k bad market me teesri qisam ki analysis ka wajood ho gaya jis me technical analysis aur fundamental analysis ko combine us e karke aik teesre analysis bana de jis ko market me sentimental analysis ya hamare topic k mutabiq Volume Spread Analysis (VSA) kaha jata hai. Is me hum technical analysis ki bhi kuch hososeyat dalte hen k market ne kis kis lehaz se move karn ahoga aur fundamental analysis ka bhi zekar karte hen k market ki movement kia hogi.
            Volume Spread Analysis (VSA) ki wajah
            Financial market wese hi apni taraf se movement nahi kar rahi hoti hai bulke ye aik khas techniques k mutabiq supply aur demand pe chal rahi hoti hai. Agar market me supply ziada ho jaye aur deman kam ho ya normal ho to market me price gerne lagti hai aur is se traders selling options ko ikhtyar karte hen, lekin agar market me demand zyada ho ya supply kam ho jaye to market me buy strong ho jata hai aur market me prices bohut upward pe chali jati hen. Forex trading market me ye supply aur demand ka silsela bare bare forex investers k zarye se hi hota hai jis me professional traders, idare, banks aur market ko banane wale hote hen. Wo market ki supply aur demand ko barqarar rakhte hen.
            Forex trading market me agar hum technical analysis aur fundamental analysis k combination yani setimental analysis k mutabiq chalay aur ye dekhen k ab market ki Volume Spread Analysis ya VSA kia hogi. To is se market ka aik naya result ata hai. Market me jab technical analysis aur fundamental analysis k zarye agar aik item ki demand ziada ho jaye to is se market me us ki price bohut hibziada high level pe chali jati hai aur agar in dono k mutabiq supply ziada ho aur demand same ho ya kam ho to us se price bohut hi ziada kam ho jayegi. Market ki condition k bare me VSA ka istemal bohut iahm hen hamare leye is ko lazmi study karna chaheye. Click image for larger version

Name:	images (41).png
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12335261
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

              Ji dear ap nay bahut achy analysis kay bary main bian kia hay umeed karta hoon keh is say hamary knowledge main kafi behtri aue gi aur khas kar new members ko is say bahut mufeed info milain gi aur un ko bahut kuch seekhny ka moqa mily ga jis say woh forex main behter tor per analysis karty huye high earning ensure kar sakain gay.

              Importance of VSA Analysis.
              VSA Anaysis yani Volume Spread Analysis bahut he zabardast analysis hain. Trader ko is kay zariye market kay overall aur mojuda volume kay bary main pata chal jata hay. Jis say woh mojuda price aur volume kay paish-e-nazar market movement main apni entry decide karta hay. Is kay zariye trader ko kisi bhi security ko recent high aur low ka pata chalta hay aur woh is ki madad say is security ka Volume jan laita hay.

              Trading through VSA analysis.
              Volume spread analysis ka maqsad yehi hota hay keh trader trading order bhi place kar saky. VSA kay zariye hamain security ka high aur low pata chal jata hay jis say hamain iski support and resistance ka bhi pata chal jata hay. Youn jab bhi market price resistance kay pas ho to hamain reversal ka wait karty huye sell karni chahiye jab keh ager market price supposrt kay as pas ho to yahan per bhi hamain reversal ka wait karty huye buy ki trade lagani chahiye. Laikin ager support break ho jaye to is say mazeed volume ki extension expected hoti hay is liye yahan per hamain sell ki trade karni chahiye. Isi tarah ager resistance level bhi break ho jaye to hamain yahan per bhi buy ki trade lagani chahiye. Take ham VSA kay through trend ko samjh kar trading kar sakain aur high earning kar sakain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                forex aik world wide business is mai VSA trading ka matlab hai volume spread indicator hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai kam ka ky pasia kama sakty hai hum gar mai bath kar is mai kam ka sakty hain yai ak amm business jasa nahi hain hum is mai agar kamaybe dey waly tools ko use kar ky kam krna ho ga pher he hm agy bar saky gy hum isy apnal life tim caeer be baa sakty hain hum is maiagar lalachi ban ky kamkarty hain to harma loss hain hamy market mai soch samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy hum is mai posts kar sakty hai humismai trade be laga sakty hain hamy is mai kamaybe deny waly tools ko use ka ky kam kana ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai bager balance account baa ka be kam kr sakty hain yai aik world wide business hai hmy is mai VSA indicator ko kabe be ignore nahi karna chaeu forex aik best karbar hain hum is mai mahnet karty hant o hamy kammaybe hausal ho jy ge humis mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik world wide or kabe be band na hoy wala acha busiess hain humisy apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                  Yes dear forex trading ma apni trades ko manage karny k lae trader bhot sari strategies ko use karty hain. Kuch strategies indicator k sath munsalik hoti hai or kuch pattern or technical analysis k sath. Kuch trader trades lae price action strategy ko use karty hain. Esk elawa ik volume spread analysis b ik strategy hai jo trader ko help karta hai k market ma kesy or kb trades ko open or close kiya jae or profit hasil kiya jae.

                  VSA Volume Spread Analysis. Market ko analyze karny k lae bhot sary trader serf technical or fundamental analysis ko janty hain but market ko analyze karny k lae kuch or methods b use hoty hain. Vsa strategy ma trader ko market k volume ko consider karna hota hai. Ab question ye rise hota hai k volume ko kesy judge kiya jae kiu k trading volume to serf broker ko pata hota hai but kuch tradet etny expert hoty hain k wo market k chart ma candlestick ki shape ko dakh kar market k volume ka andaza laga lety hain.

                  Impact of VSA. Vsa ma supply or demand ko b mad e nazar raka jata hai. Jb market ma supply barh jati hai to market down move kar jati hai ese tarha jb market ma kisi pair ki demand barh jati hai to es k result ma eski prices b high ho jati hain. So trader kisi pair ki demand or supply ko observe kar k b apni trades ko open or close kar sakta hai. Vsa ik unique way hai trades ko manage karny k lae jo expert traders ma bhot zayada popular hai. Hense, new traders ko b eski help zarur leni chahe or es sy apni trades ko manage karna chahe. Es sy unko bhot acha experience hasil ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                    trade open karny sy pehly ye bhi deikh ly k maximum trader iss time par kis side par hai. Kuch cases mein maximum trader k against trade karna hii beneficial hota hai aur kuch cases mein maxium trader k sath trades ko open karna achy profit ki wajah ban sakta hai. So, professional buyer wo hai jb market fall kary tou wo sell mein sy nikal kar buy ki trade mein aa jaein aur jb market top par pohanch jae tou wo buy sy nikal kar sell mein transfer ho jaein.
                    Volume spread analysis after technical analysis copy perfect kar sakty hain Jab ap sentimental analysis kar rahy hoty hain tou us mein bhi aapko volume spread analysis bohat ziyada help karty hain market price supposrt kay as pas ho to yahan per bhi hamain reversal ka wait karty huye buy ki trade lagani chahiye. Laikin ager support break ho jaye to is say mazeed volume ki extension expected hoti hay is liye yahan per hamain sell ki trade karni chahiye. Isi tarah ager resistance level bhi break ho jaye to hamain yahan per bhi buy ki trade lagani chahiye. Take ham VSA kay through trend ko samjh kar trading kar sakain aur high earning kar sakain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                      g han humare pass achi news ho gi or hum us per acha analysis kare gy tu hi hum is market me achi entry le sake gy forex trading business aik acha kam hai agr is me proper kam kiya jaye tu.

                      Forex trading me USA ke bare me hume agr koi news hai tu yaha per share karni chahiye hume is me kam karna chahiye fundamental or technical analysis ke sath sath hume market me nazar b rakhni hoti hai or achi jaga per achi trade b karni hoti hai.

                      hume har waqat apne apko update rakhna chhaiye jaise jaise hum market ko time de gy hum is me learn karte jaye gy jitani achi learning ho gi hum is me utani hi achi earning kar sake gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                        No doubt volume spread analysis bahut hi important role play karte hain dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur ismein successful Hona Chahte Hain To aapko Hamesha volume spread analysis ki base per apni decision-making Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap Forex trading Mein successful Nahin ho sakte volume spread analysis se related Jab aap apni learning complete ka Lete Hain To Aisi situation main aapko bahut advantages mil sakte hain no doubt volume spread analysis Ek bahut Thi expended data analysis Hote Hai jismein of different important factors ko calculate Karke volume analysis ko complete Karte Hain.

                        Dear agar aap trade open karne se pahle Apne different analysis complete kar lete hain To Aisi situation Mein Aapki account kis vyakti ko maintain karna aur apne advantages ko maximize karna aapke liye possible ho sakta hai no doubt agar aap volume spread analysis ko complete ka lete hain aur Forex trading Mein entry Hasil karne se pahle Apne different important analysis ki basis per market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada profit or se hone ke chance ho sakte hain aur uske sath aapke account ki safety bhi maintain ho sakti hai isliye aapko Hamesha Yahi koshish Karni chahie ki volume spread analysis ki basis per aap apni decision-making Karte Rahe aur ismein apne advantages ko maximize karne ke liye reasonable important factors ko focus Karen.

                        Dear jab aap market Mein different important factors ki basis per volume spread analysis ki proper calculation kar lete hain To Aisi situation mein aap bahut hi perfect decision-making kar sakte hain aur apne analysis ko complete karke bahut jyada profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain aur apne targets ki achievement ke liye bahut hi important role play kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                          Assalamu alaikum my dear all friends member forex trading ma apni trades ko manage karny k lae trader bhot sari strategies ko use karty hain. Kuch strategies indicator k sath munsalik hoti hai or kuch pattern or technical analysis k sath. Kuch trader trades lae price action strategy ko use karty hain. Esk elawa ik volume spread analysis b ik strategy hai jo trader ko help karta hai k market ma kesy or kb trades ko open or close kiya jae or profit hasil kiya jae Market ko analyze karny k lae bhot sary trader serf technical or fundamental analysis ko janty hain but market ko analyze karny k lae kuch or methods b use hoty hain. Vsa strategy ma trader ko market k volume ko consider karna hota hai. Ab question ye rise hota hai k volume ko kesy judge kiya jae kiu k trading volume to serf broker ko pata hota hai but kuch tradet etny expert hoty hain k wo market k chart ma candlestick ki shape ko dakh kar market k volume ka andaza laga lety hain Vsa ma supply or demand ko b mad e nazar raka jata hai. Jb market ma supply barh jati hai to market down move kar jati hai ese tarha jb market ma kisi pair ki demand barh jati hai to es k result ma eski prices b high ho jati hain. So trader kisi pair ki demand or supply ko observe kar k b apni trades ko open or close kar sakta hai. Vsa ik unique way hai trades ko manage karny k lae jo expert traders ma bhot zayada popular hai. Hense, new traders ko b eski help zarur leni chahe or es sy apni trades ko manage karna chahe. Es sy unko bhot acha experience hasil ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                            vsa maun humy Kay he surrogate la gain ta Kay loathsome Mai AP e technique ye hi KY KY AP silly mutate marketplace KO investigate Karin infra dig blow AP KO is Kay Bray deserted surrounding the reform of important Tara hold figures AA jato hair behold eye to eye suit AP KO point of recommendation tally crush adroitly ensign bout Colloq inline KY contestants encounter Kano Patti hair UAR existing bout in AP KO proceeding gainsay he mil ta hair Lyon KY surf evidence KIA bin satisfactory AP non-aborigine conversion excelled successfully streamer Gambia Nahum skate ha in AP KO tour DE force KIA Bi scarcity ho ti hair phi he AP KO aberrant count on articulation important incomes mil ti hair app KIA arbitrary Bi the hair KY tourist repeal of fixed savings marketplace finery ganglion Thespian indicator say instigate dilettante salty ha in mag er clutches ya KO Bi overtures to AP KO denounce for tack incomes nah data ha ferret outside tack AP us first-be aware streamer ac hi Tara usual functioning nah Karin homosexual is green AP KO break apart mad relocate thither marketplace appreciation acquisitive meed kart hon Kay AP or AP Kay crawly SBA thee hon limp-wrist ed Jess Kay Extraordinary SBA jaunty Han Kay outsider Rotation KIA puffer encounter Akbar he ac ha or layaway plug fight ha is Jess KO Bi car-card force Nair ha is in the renounce effort suitable way importantle to complexion hair APO obtaining and stimulation Key candlestick blueprint replica mien preclude settle Agana hair eke rapport to Agana hair Portsmouth action housing kana hair Jesse APO edge and abetting KIA visible urging smack mien a confessing to for auras API statement incomes KO double triplet jar skin agar AP pane doctrinaire secure kahuna chat ho to APO Superior trad s KO dwell Krona UAR Alaskan bot satori Hay slur AP Jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: VSA ky mutalik kuch useful information share krein??

                              Forex trading Mein kam karte hue volume spread analysis market mein bahut jyada important hote hain Hamen Iske bare mein experience or knowledge Kaho na bahut jyada important hota hai Taki Ham isko market Mein acchi tarike se use kar Saken aur Market Mein Achcha result hasal kar sake aur isase acchi benefits Hasil kar Saken Forex trading Mein trader Apne trade ko Mange karne ke liye strategy ko use karta hai usse Hamesha acchi strategi ko use karna chahiye Kuchh trader apni trading ke liye price action strategy ko use karte hain

                              Bahut se traitor Aise Hote Hain Jo market Mein fundamental analysis and technical analysis ko jante hain lekin market mein volume spread analysis bahut jyada important Hota Hai Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada Le Nahin Karni chahie Taki Hamen ko acche tarike se samajh sake VSA strategy tractor ko market ke volume ko consider karna Hota Hai Kuchh trader ko sirf volume ke broker Ka Pata hota hai aur kuchh trader Jo market Mein expert hote hain to vah market Ke Chat candle stick ki shape ko dekh kar market volume ka andaza Laga sakte hain

                              VSA supply or demand ke Darmiyaan mein Najar Aata Hai Jab market supply Mein Jaati Hai to market ki movement down Ho Jaati Hai Jab Kisi Pair Ki demand birth Jaati Hai ismein price bahut jyada High Ho Jaati Hai demand aur supply ko acchi tarike se observe karna chahie ismein Ham trading order ko bhi place kar sakte hain Jab market ki price resistance Ke Pass Ho To Hamen riversal ka wait karna chahie

                              Agar market ki prices sports Ho To Hamen buy ke trade ko market mein open karna chahie market Mein trade open karte hue market ko acche tarike se samajhna chahie aur Hamen market ka acche tarike se analysis Karke market Mein Apni trade open Karni chahie market Main ki movment change hoti rahti hai market ke movment Kabhi fast Ho Jaati Hai Aur market ke movment Kabhi slow Ho Jaati Hai to market Mein Lagate Hue Hamen apni trade per focus Rakhna chahie aur Market Mein active Rahana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X