Re: jaiza: planning aur strategy se kese trading krein?
Jaiza:
Dear members , agar ap forex ko easy lay gy to ap kabi bi kamyab ni ho sakty . agar ap forex me dil laga kar kam karen gy to apko koi mushkil ni hoge isko learn karny me , trade lagany klye apko forex ke knowledge ke sath sath apni abilities pay bi dhian dena chahye keh ap kis hadd tak trading ke bary me janoon rakhty hain hamari aj ki post bi is topic se related hy keh trading me hamari planing aur strategy ki kia important hy .
Our Strategy and planing:
Trading me hamari planing aur strategy bht ziada importance rakhti hy . kuch business aesy hoty hain keh agar ham unko us field ke knowledge ke hisab se lay kar chaly gy to hamen ziada faida ni hoga laken agar ham us business ko knowledge ke sath sath apny brain ko bi istimal karen gy to hamen bht ziada faida ho sakta hy , agar ham apny active brain se koi strategy banaty hain to iska busienss me bht ziada impact parta hy , busienss me aagy barhny klye apko apni mental strategy ko strong karna parta hy , jitna strong apka decision hoga , utna e acha analysis ap kar saken gy , aur jitna acha apka analysis hoga utni e achi trade ap laga sakty hain , laken agar apki mental strategy apki domain se related strong ni ho ge to apkabi bi acha analysis ni kar paen gy . market me apni planing ko strong karny klye apko chahye keh apny seniors se communicate karen aur unse apni market se related problems ko share kia karen .
How to be a good plan:
Bht sary members ko yeh confusion hoti hy keh ham forex me apni planing ko kaisy behtar bana sakty hain aur kaisy is se acha profit hasil kar sakty hain ,to me in s eyeh kehna chahta hn keh pehly ap apna knowledge strong karne , apny knowledge se apny experience ko behtar karen , demo account pay ziada se ziada practice karen , tab ja kar ham apni planing ko behtar bana saken gy

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим