forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye
    forex main agar humain success hasil kurni hai to humain kaam ko burden nhi samujhna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

    Agreed hamein is platform my dil laga kar kam.karna hota hai na k bhoj samajh kar q k agr hum isy mahez burden samjh kar working karty hein to hamari concentration kbhe bhe nahn hoti or jaldbazi or laparwahi sy ghair mayare posts karty hein jo k except he nahn ki jatien or hum weekly bonus ko kam dakh kar gilly karty hein k meri mehnat the silla nahn mila to ase mehnat ka asa e silla hota hai hamein jab tak sahe sy or dil sy kam nahn karny aye ga to hum kabhe bhe kamyab nahn ho payein gy is liye hamein chahea k hum proper timetable set kar k kam.karein or useful posts k zariye information dein juniors ko or weekly bonus acha gemerate karein..
    • #3 Collapse

      Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

      gee han forex mn khabi be hume dar k kam ni krna hota ha is mn agr hum tension mn aa k kam krein gein tu hume kameyabi nai milen gi jitna acha hum is business mn kam krein gein utni hi asani se kameyab be ho sakte hein daily work krte rehna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha
      • #4 Collapse

        Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

        Aapki baat bilkul theek hai hamen chahie ki ham log kam mein interest lekar usko Karen to vah Kam hamare liye aur bhi easy hota jaega to yah chij bahut jyada necessary hai ki hamen apne kaam ko burden nahin samjhechahie Bal ki hamen chahie ki ham log se sikhane ki tric Karen knowledge gain karne ki try Karen phr hi vah chij hamare liye bahut jyada beneficial prove hogi agar Ham yah chij soch ke aage jaane ki try karenge to ham log kamyab Ho sakenge otherwise hamare pass koi chance nahin hai ki Ham jindagi mein kamyab ho sake aur khud ko accha aur successful trader banaa sake
        • #5 Collapse

          Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

          ye kam meny pehly b kia hua h mgr meny 10 dollar invest kiy jin mai sy mjhy koi revenue ni mila tha , jis ki wja sy mai discourage hogya or dubara try hi nhi kia meny, koi guide kry k hmain kis trh sy trade lgani chiaye

          http://www.translation.pk/english-translation.html
          • #6 Collapse

            Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainabBaloch پيغام ديکھيے
            forex main agar humain success hasil kurni hai to humain kaam ko burden nhi samujhna chahiye
            ji han dosto aapane Sahi kaha hai ki Forex trading ko ham aam business Na samjhen blkel isko bahut ahm samjhe business hamari life change kar dene wala business hai jo shaks ismein kam karta hai vah yakinan kamyab hota hai hamen bhi chahie ki ham bhi mehnat aur experience ke sath kam Karen aur zyada se zyada earning Hasil Karen
            • #7 Collapse

              Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

              misplaced a few tens of minutes to 50 percent of their value, whilst the index had fallen with the aid of 5% only. "These occasions ought to serve as a painful reminder that buyers pay interest to the buy or sale of ETF's," says Ben Johnson.Morning famous person analysts have over and over insisted on exceptional
              • #8 Collapse

                Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                ismein kam ko achcha Hi samajh Kar karna chahie jitna bhi apna Kam achcha samajh Kar karenge to hamara kam aasan hoga aur ismein successful Ho sakenge aur jitna jyada kam karna hai ke liye aate rahte Hain to hamari kam aasan hota hai aur aaj kal bhi aisa kam karna chahie Jo hamari soch ko kabhi Na kam ne banaya tujhe itna jyada ismein Ham kamyab honge to hamara itna jyada fayda hoga aur aaj kal bhi hamare limit kam tha kam hona chahie aur ismein ham acchi limit ke mutabik kam karenge to hamari soch kimat abhi kam hoga aur hamara paida hoga aur hamare liye kam aasan ho sakega aur ismein aajkal hamare limit ka kam karna chahie jitna jyada hi aur apne aap ko jyada paida dete Hain to humko kitna sani milati hai aur ham kam karne ke liye aate rehte hain aur hamare liye kam aasan hota hai aur jitna jyada kam karna chahie to Ham kam karte rehte hain aur hamare liye kam isliye na Kam nahin hota ki hamen apne aap ko successful nahin banaa sakte
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                  Assalamu alaikum friend business mein hamen kam ke bartan ko samajh Kar karna chahie kyunki jab tak Ham mehnat nahin karenge tab tak Ham acchi kamyabi hasil nahin kar sakte mehnat karke ham acchi kamyabi hasil kar sakte hain thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                    kisi bhi kam ko start karte waqt hamen bahut ki problem ko face karna karte Hain To hamen on problems ko aisa nahin Lena chahie palke interest ke sath on problems ko one by one solve karna chahie aur apne points ko clear karna chahie apni problems ko one by one solve kar lenge To Ham is platform par bahut jald apni grip strong kar lenge aur bahut jaldi apne active aur clear concepts ke sath apne is platform par work kaise karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                      Salam dear members GTA aapane bilkul sahi kaha hai hamen Fox form business ko burden nahin samajhna chahie hamesha hamesha ek kam relaxo ki karna chahie easy hockey karna chahie tabhi Ham ismein kamyab ho sakte hain isliye aapko is business ko kabhi bhi sar per nahin chadhana chahie na hi aapko depression mein aakar kam karna chahie pal ke aapko hamesha Pakistan forex forum per relax ok achcha kam karna chahie tabhi aap ismein kam se aapko sakte hain isliye aapko hamesha soch samajh ke achcha kam karna chahie tabhi aap ismein kamyabi hasil kar sakte hain kabhi bhi disappointed depression mein aakar kam na Karen hamesha freshmind relax hockey kam karna chahie .
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                        Assalamu alaikum dear members..

                        ji bilkul aapane sahi kaha ke hamen kam ko burden samajhna nahin chahie ..kyunki jab tak Ham kam ko burden samajh Kar karenge to is Jo hamara Kam Karne Ka tarika hoga vah galat hoga.. isliye hamesha fresh mind ke sath Hi Kam karna chahie.. jitne Ham fresh mind ke sath kam karenge itna achcha Ham kam karenge aur ham apne kaam par focus kar sakenge ..isliye hamesha kam ko easily hokar karna chahie aur confidence ke sath kam karna chahie soch samajhkar kar kam karna chahie aur acchi acchi post karni chahie agar Ham kam ko burden samajhkar karenge to isase hamara Jo kam hoga vah achcha nahin hoga aur hamari mehnat jo ho gi vah bhi chali jayegi is liye hamesha fresh mind ke sath kam Karen aur apne kaam ko enjoy karen tab bhi Ham achcha kam kar sakenge achcha weekly bonus hasil kar sakenge..
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                          Assalamu Alaikum friends aapane bilkul hi right kahan hai ki Hamen kam Ko bandal samajhkar Nahin Karna chahie Bal ke Agar Ham Apna work Khushi Ke Sath Karenge Tu Yahan Kamyab Honge agar aap Khushi Ke Sath work Karenge Apna time Forex per invest Karenge to aapko koi bhi kamyabi se nahin rok Sakta iske sath sath Agar aapki Kismat acchi hai to aap Jarur Kamyab Honge lekin hard work karna lazmi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                            Forex main kam karna mazak nhe ha is ka lye hamen mehnat karna parti ha kun ka is main loss bhe hota ha profit bhe hota ha or ye ka ye bahut he risk wala kam ha islye hamen yahan par mazak nhe karna chahye ha kam ko kam samjh karen or serious ho ka karen asy jasy koi job kar rahy ho kisi bhe point ko ignore kiya ya choti se galti ki to ap loss ho jaye ga is lye yahan sambhal kar chalna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main kam ko burden samujh kay nhi kurna chahiye

                              forex trading kay bussiness mai trading agar ap cool mind kay saath, calm mind kay saath karain gay tu ap ko iss se profit hee hasil ho ga, iss bussiness ko ap lite mode kay ssath karain agar ap iss mai kamyab hona chatay hain tb agar ap iss ko ik burden samaj kr karain gay tu ap ko profit kay baray mai sochnay ka koi haq nai hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X