How much computer knowledge needed for this work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    dekhain bhai beshak ye kaam bht asan hai magar mre khyal se tu yahan par kaam karne k liye computer ki basic knowledge zaroor honi chaiye hai aur english bhi ani chaiye hai take sahi se post ko read kar k samaj sakhain aur uska sahi se jawab bhi dain sakhain ye kaam asan ha lakin bilkul ab illiterates isko nahi kar sakhte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      bhai jan jahan tak mjhe ilam hai to forex trading ko karnay kay liay apko koi special computer knowledge ki zarurat nahi hai kiun kay sirf humen computer sills instatrader ko download karny tak ki hi pata honi chahiay us kay baad tu market ko dekh kar order hi lagana hota hai. Ziada computer knowledge zaruri nahi hai
      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      This forum work as we all know is so convenient and simple, it offers a work opportunity to less educated and non technical persons and provide a useful chance to every one so there is not much computer knowlege needed for this forex job.
      • #708 Collapse

        is k liay apko buhat zyada computer knowledge ni chahye hota ha bas aggar ap computer par facebook use kar saktay hn to phir ap forex ko b aasani sa akr saktay hn is liay forex ma hamen zyada computer knowledge ki zarorat nhi hoti ha
        • #709 Collapse

          mery hisab se tu forex trading ko karnay kay liay apko koi special computer knowledge ki zarurat nahi hai kiun kay sirf humen computer sills instatrader ko download karny tak ki hi pata honi chahiay us kay baad tu market ko dekh kar order hi lagana hota hai. Ziada computer knowledge zaruri nahi hai
          • #710 Collapse

            forex trading business trader gain pain and after that they gain money its a business where hard work learning knowledge and experience matters alor in forex market these are the keys to gain success in forex trading business
            • #711 Collapse

              forex me trading krny le liye computer ka thora bhut knowledge hona kafi hy or is ke liye kisi computer certification ki zrorat ni hoti, q ke trading krny ke liye jo trader ke pas software hota hy wo koi bhi chala sakta hy jo computer ko thora bhut bhi knowledge bhi rakhta ho
              • #712 Collapse

                Trading karnaykayleya hamain computer ka itna knowledge rakhna zarori ha jis sayham is key trade laga sakain or apna profit hasil karnaykay leya ham apney trade ko close b kar sakain . or apna balance b check kar sakain .
                • #713 Collapse

                  forex mein trading karna k liya koi bhi computer k knowledge ki zaroorat nahi hoti hai. forex mein ne dekh hai k bhut sara log forex mein easa bhi trader hain jin ko computer k bara mein itna pata bhi nahi hai lakin wo forex mein achy trading kar rha hain. forex mein just forex k bara mein knowledge k hona zaroori hai.
                   
                  • #714 Collapse

                    mery khyal main tu apko comutr ki base knowledge lazmi ani chahiye ta k ap apni trade ko achi trah sy handel kr sakin minimum apko compotr kesy chalana hai lazman ana chahiye aur phr apko english language b lazmi any chahiye .....
                    • #715 Collapse

                      Bhai jaan jaha tak mera khayaal hai hume is kaam ke liye computer ko basic chalana aana bhi kafi hai kiyo ke is me hume kisi bhi taraha ki mehnat nahi karni parti hum asaani se trade laga sakte hain.....
                         
                      • #716 Collapse

                        i think that for doing forum work we should not need of any thing more, but only we should have enough knowledge of computer to operate, and also for forex business no need of any long course of computer, but only we should have to know basics of the computer.
                        • #717 Collapse

                          trading k lya to ziada computer knowledge aana he nai chiya like jis trah fb per posting hoti hai usi trah forum pay b posting hoti hai and mt4 ko thora sa use kerna aana chiya or to itna khas kuch nai hai
                          • #718 Collapse

                            forex aik aisa business hai jis mai ap ko zada computer knowledge na bhi hu tu ap isy start kar sakte hain agar ap mt4 terminal ko use karna seekh lain gay aur us kay bad internet ka use thora buhut jante hain tu ap news lay lia karen gay aur ap trading start kar sakte hain
                            • #719 Collapse

                              Dear mere hisab se online forex trading karney key liye computer ke basic knowledge hona zaruri hai iskey ilawa koi special computer course ke zarurat nhi parhti bus thora bohut internet use karna ana chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                knowlkedge is a key to successs the more you have the more you can get through it but in my opinion if you have little bit knowledge of computer than you can easily work on it
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X