How much computer knowledge needed for this work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ji haa bhai yeh forex trading ka kam easy hai aur is mein ap ko as such koi khas knowledge required nhn hoti computer ki, ap ko bas basics ani chahye jese ke software install krna ya phr operate krna aur trade lagana is mein easy hota hai ap ke lye time consuming nhn hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Forex trading k liye humein sirf computer ka thora knowledge he hona chahiye jis se hum trading ka platform open kar saky other wise computer knowledge ka trading me koi amal dakhal nhi hai. Forex trading ko start karny k liye sirf trading ka knowledge or experience hona chahiye us k begair hum forex trading me profit earn nhi kar sakty.
      • #63 Collapse

        forex trading k liye koi course zaroori nai com ka per ap ko itna zarroor malom hona chahiye k com ko operatew kaisy kartey hain per ap ko trading k barey mein zaroor maloomat honi chahiye
        • #64 Collapse

          ap n e boht hi acha question kia he k g ha hamin computer k bare me or internet k bare me basic information honi chahiye or is se hi ham apna kaam start ker sakte he or pihr demo account per practic bhi kerni hoge.
          • #65 Collapse

            g nhi jnab forex trading main computer knowledge ka koi khas kam nhi hota hai ap ko computer ki basic ka pata hona chahya bas lakin ap ko trading ka bare main boht zida knowledge aur experince ki zarorat hoti hai ku ka trading aik boht hi difficult work hai is main ap ko loss aur profit ka boht zida chance hota hai
            • #66 Collapse

              forex k liye computer ki basic knowledge ki zaroorat hai typing speed achi honi chahiye internet ka connection hona chahiye aur trading k liye thora experince aur forex ki knowledge honi chahiye.
               
              • #67 Collapse

                Jee bhai yeh ek bhut acha sawaal hea aur mein agree karta ho aur yeh kehna chta ho kea trading karna k liya ko computer k ziada knowledge nahi chaya hota hai kyun kea achi knowledge honi chea, k trading k software jo hai wo bhi trader use kar skta hai jis ko computer k bara mein thora sa zida time dea kar achi knoweldge de saktea hea .
                • #68 Collapse

                  Asallam o Alekum , dear brother apko jo computer knowledge ki itni zarorat nahi , basic knowledge know hai, asal knowledge apko forex trading k liye chaihye jo k musalsal market news peh chalti hai jo k trends change karti rehti hai
                  • #69 Collapse

                    aj kal jase computer har field main important ho ghaya hai,is trah Forex trading k laye b computer ka knowledge
                    hona zarore hai. ziada detail main na sahe leken computer oprator ka knowledge hona zarore hai
                    • #70 Collapse

                      there is a need of basic knowledge of computer how to operate computer and have well knowledge of its setting and tools aur aap ko trading ka tariqae kar b ata ho agar aap computer ki field ma new hai to ziada problem ho ge aur kam krne mai b mushkilat paish i ge.
                       
                      • #71 Collapse

                        the forex include more of ready than typing. the maximum typing you need for trading is that of entering the size of order you intent to place, the time to stop, the level of stop loss and that of take profit. also you must be able to handle mouse very well, that is all.
                        • #72 Collapse

                          bhaai jaan forex mai ap ko kamyaab hony k liye jitni bhi zyyaada information milti hai utni hi kam hai ap jitni zyada is k baary mai researching information lety ho utna ap k liye theek hota hai ap k pass zyada knowladge hoga ap kaamyaab hongy
                          • #73 Collapse

                            Brother forex sab k lia hy jo English ko samajh saky etna k agar us ko koi masla ho to woh apna masla thik kar saky kiyun k forex international hy aur es ki language English hy jis ki waja sy ap ko english ki knowledge ho us k forex ma kaam k lia bhi knowledge ho jo ap ko english ma mily gi es lia ap ko basic ata ho to bhot farq parta hy.
                            • #74 Collapse

                              meray bhai jaan mein tou yeh samjhta hoon k forex trading busienss per hum acha profit hasil kerney k liaye knowledge ko hasil kertay hain ager hum knowledge k sath trading kerien gay tou hum acha profit hasil ker lein gay iss mein computer knowledge koi maani nahi rekhata aap ko trading knowledge hona chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex trading is a easy perform.so if you wan to do trading you have to know online using and need english and also you have to know how to do trading and how to run trading dealing platforms.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X